how to mangment money?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    how to mangment money?
    money ko managment karna bhot mushkil hy yaha tak ky her trad loss main hi ku jati hy profit main jane ka bhot wait karna parta hy.plz share ur skills about money managments?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    logo ko asal me yhi samaj nahi aa rahi hoyti k me ne trading kab karni he or kis trah se karni he bas zehan me yh hota he ke me ne profit hi profit earn karna he dear jab tak apke pass koi plan nahi ho ga toh kabi bhe win kar paao ge is lie apne ak tarde karni he toh usme ak plan bnayn ke me ne itna loss krna he ziyada nahi ta ke account wash toh na ho
    • #3 Collapse

      yar is main money ko manage karna bohat he zaruri hai and us kl iye hamain apna capital dakhna chaye and ussi k hisab se he hamain chaye k hum leverage and lot size choose karain and yeh kam se kam rakhain..
      • #4 Collapse

        asslao alaikum bhai jan mujhy apk i bat say mukmal itefaq hay money hum kama tu laytay hain but issay manage krn buhat mushkil hya k hum kis jaga iss ko invest karyien k humein achi earning ho sakay
        • #5 Collapse

          G forex trading mein money management buht zarrori hy money management ye hy k hum apne account mein Jo balance hy us ko dekh kar trading karain us balance k hisab se apni lot size ko use karain aur us balance k hisab se hi leverage use karain tab forex trading mein loss se Bach sakty han aur profit earn kar sakty han
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            gee bhai hmein apne trading mein money management krna trading mein faida deta he aur trader ko chahe keh woh apne trading mein profit hasil kre aur apne trading mein loss na kre aur apne trading mein sahih money mangement kr ke apne trading kre phr hmare trading profitable hote he

            اب آن لائن

            Working...
            X