stoploss zarori hy ya nai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Yeh toa hr bnday ki trading staratgies pay depend karta hai k usay stop loss use karna hai ya NAE main toa smjhta hn k yeh bht ziada useful tool hai islye isko hr dfa use karta hn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      not easy to stop in this business, especially if you are still curious How can so I can make a lot of money in this business, so there is no other choice but to go forward and there is no word backwards before you can feel the profit
       
      • #108 Collapse

        my dear salam muje apki bat se pora itefaq hy k forex business m hum ko stoploss lazmi use krna chaye q k market ka trader kab change ho jaye pata he ni chalta is liye stoploss se hum both bary loss se bich skty hy
        • #109 Collapse

          stop loss say bachna bohat zaroori ha asa nhi kar saky to busness nhi kar pao gy forex main trader chang hoty rahty hain lihaza stoploss bohat zaroori hae tabi to kamyabi mumkin hae
          • #110 Collapse

            stop loss boht zarori hai isliye kyun k iss se hm loss honey sey bach saktey hein agar hm loss ko stop nahe karengy tuu hmyn oor bhe boht sa loss ho sakta hai jiss sey bachna boht zarori oor is ko stop karna uss sey bhe ziada zarari hai..
            • #111 Collapse

              bro main yan pochna chahta hun ka stop loss zeroory kun nahi ha ya boht he zeada zeroory ha iss ka ilawa hum sab ka lya take profit b boht zeroory ha kun ka in sab ka bageer hum trading main success hasil nahi ker secta......
              • #112 Collapse

                Pakistani ma ak acha business man kabi b ise tark nai karega q k use isma faeda nazar aega. Business man ka maqsad yahi ha her us business ma hath dalo jisma nafa ho nuksan na ho. Forex ma wo kamasakta ha. Yahan log ispe kam karahe han.
                • #113 Collapse

                  dear stop loss wo log use kiya kartey hein jin k pas trading ko manualy handle karnay k leye time nai hota but yeh bhut acha opition hey but humein chayeh k hum manualy trading kiya karein to humein acha profit earn karny mein asani ho ge.
                  • #114 Collapse

                    ager koee trader yeh smjta hai hai k mehnat kernain k bawjood b faida nahain ho rha ager aisa hai to wo stop loss use ker ker k profit earn ker sakatay hain.
                    • #115 Collapse

                      bhai jan aap ka sawal bohat acha hai es sey new users ko bohat faida ho ga mera jahan tak khyaal hai k stop loss nahi use krna chahiye humein agar hum eik achy trader hein to ku k bhai jaan forex ki market ya phir koi bhi market eik rooteen sey down ya up nahi jati zig zag marti hai or mei ney to jab bhi stop loss use kiya hai to aksar es tarhan huwa k mei ney trade lagai like eurusd 1.0585 pe sell ki trade lagai take profit 1.0515 ka laga diya or stop loss 1.0630 ka laga diya to huwa es tarhan k market pehly 3 ya 4 hours tk 1.0640 tk up gai meri trade stop loss ki waja sey loss mei auto close ho gai but market dubara down b aa gai 1.0499 tk ab agar mei ne stop loss na lagaya hota to meri trade profit mei close honi the es liye mera experience to ye kehta hai k stop loss nahi use krna chahiye other wise sab ka apna apna mind hai..
                      • #116 Collapse

                        g hn mer ebhai ey bhut eh importen t hai keu k is s apka acount safe rehta hai,.isi ley yaaha bhut he zriuri huty hai,.k ap sl use keren,.
                        • #117 Collapse

                          agar ham trading karin tu hamain is main trade laga kar is main stop loss ko lazmi use kia karin tu hamain ziadah loss nahin ho ga
                          • #118 Collapse

                            Yes my dear brother forex trading me stoploss bohat hi zarrori hi or ap hr trade per stoploss lagana chahye kuyn k agr ap ko loss zeyyada nahi krwana tu stoploss lagaya kry kuyn k es k bager ap loss hi krway gy..
                            • #119 Collapse

                              Aslam o alaikum dear g stop loss tab z ruri ho ya hai jab ap k pass knowledge or experience na ho tab ko loss ka Dar hota hai or is galat main zrur use karna chahye stop loss or agr ap k pass itna knowledge hai k ap khud say kar sakta ho to age isko use nhe b karo by to koi masla nhe
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                stop loss trading ky waqat bohat zarorey cheez hai agar ap ais ky bagheer trading karay ge to ap ka account confirm wash hoga ais leay stop loss ky sath trading karney chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X