Hume zyada knowledge kahan se milti hai? forum ya trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Your thread is good and my thinking that we are the getting the max knowledge from the forum and trading. Both experiences are most important in our trading life. We can getting the knowledge and we are perform the good
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      g han ap ko is fourm se ziyad kownleged mil ta ha kiyun ke is business me puri duniya ke loga kam kr the hain is li ye is site se ziyad kownleged milt a ha .
      • #93 Collapse

        meray lhiyal main trading main to ap ko experience milay ga he laikin jab ap forum per discussion kertay hain to is say b ziyda experience milta hai.
        • #94 Collapse

          dear forum sy b or trading ki practice krny k leyeh e hmy chahiyeh mehnat kry hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tu e kamyab ho skty or forex world ka best kaam hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyabi mil skti
          • #95 Collapse

            Forum main kaam kar kay hum trading seekh sakty hain or iss tarah hum iss field main acha start lay kar earning kar sakty hain or iss field main hum apna career banna sakty hain.learning or study ik trader kay leiy boohat zaroori hooti hai.
            • #96 Collapse

              mje lagta hai kay hamein sab se zada knowladge trading se hi milti hai ku kay trading mein ap ko bht si mushkilo se guzrana parta hai or un mushkilo se ap bht se sabaq bhi hasil karty ho or seekhty bhi ho.
              • #97 Collapse

                mery bahi hamen ziada knolidge forex form se he milta ham is pe jitn aziada kam karen gy is se hamen utna zuada informetion mily gi jis se ham log asani se treding kar sakty han or bht sari earning kar sakty han
                • #98 Collapse

                  jab hum bilkul new trader hotay hain to humein starting knowledge iss forum say hi milta hai. phir jab hum trading ko learn kar letay hain to phir practical trading say bohat learning hoti hai.
                  • #99 Collapse

                    hum ko ziada knowledge is main forum say milta hai is main humain hamaray question k answer ka pata chal jata hai or market ko samaj nay main madad milti hai or loss k chances kam ho jaty hain
                    • #100 Collapse

                      dear knowledge humain forum sy b milta hy aur demo account sy b aap yeh samj lain k forum aik thori ki trah hy aur demo account prectical ki trah aur kisi b subject main kamyabi k leyeh zaroori hy k aap us ki thouri b clear krain aur prectical b
                      • #101 Collapse

                        bro humain knowledge serf or serf forums sa he mill secti ha jub k trading to humain serf experience muhaya kerti ha so trade to gain experience and read forums to gain knowledge.........
                        • #102 Collapse

                          trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey jo keey speed keey saaath chalti heey weseey to aap day timing meey bi market ko teez daikh kerr trading kaa work kerr sakteey heey aur ji haa bill kull aap iss seey mustafeed hoo sakteey hai
                          • #103 Collapse

                            forex ki treding main koi khees treding main koi itna knowledge nhe hota eger aop apny refler say pouchen usi say malum;at layte rahen to faide ho saktqa he
                            • #104 Collapse

                              Hmen is business ki knowledge zyada nah hi forum se milti ha or nah hi trading se milti ha blky hmen is business ki zyada knolwedge hmeshah demo account se hasil hoti ha isi liye demo account ko hmen daily use karna chahyee
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Uzair12345 پيغام ديکھيے
                                mera aap se sawaal hai ki sabse jayda knowledge aap ko kaha se milti hai, fourm se ya bhi trading karne se
                                hum ko forex ma kam kar na ka leya hum ko is ma hum point ko bana ta ha or is ka bad hum in ko trade kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma hum ko ager is ma loss ho ta ha to hum is ma phir sa point ko bana kar is ma trade kar ta ha or is ma hum hud sa be pasa ko laga kakr is ma trade kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma ma
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X