dear forex members jub hum forex main qadam rkhty hain to pehly hi din sy hamen yahi khaish hoti hay keh hum kmana shurro kar den aor hum koshish bhi karty hain mukhtlif websites dekhty hain keh signal mil jaey ya indicators ka use karty hain lakin inko apply karty hain to hamen loss hi hota hay
jub hamen musalsal loss hota hay to hamen forex ko chorny ka khayal ata hay laikin is point par akar hi kun yeh khayal ata hay uski waja yeh heay keh ab loss ka darr hmarey andar baith gaya hay aor hum jo bhi trade open krengy loss main hi jaegi hamerey andar sy sabar nikal gaya hay
hamen forex main loss kun hota hay kia hmen hi hota hay loss ya aoron ko bhi to iska jawab yahi hay keh har us trader ko loss hota hay jo nahi janta keh forex kia hay
trend kia hay , support aor resistense kun zarori hain , moving average ko smjhna kun zarori hay, time frame kia hay, chart ko kaisy parhty hain , analysis kaisey karty hain,
hamen jb order lagana ajata hay to hum khud ko expert smjhna shroo kar dety hain
demo account bnany ki waja yahi thi keh new members is sy istefada hasil karen agar forex asan hoti to demo account ki zarort na hoti hr koi ghar baith kar investment karta aor treding kar kay profit kmata aj books, idarey aor forex ki taleem na di jati , dear forex members aisa nahi hay hamen forex ko sekhna hay mzeed aor is trah sy shurwat main agar hamen loss hoto iska matlb yeh nahi hota keh agy bhi hoga bulkeh yeh signal hota hay keh ab hamen kamyabi milegi agar hum nay is kam main mazeed dilchaspi oar lagan sy kam kia to.
isleay dear forex members kabhi bhi dil chota mat karen agar account wash hoje to isey apni ghalti smjhen kabhi bhi kismat ya forex ko burra na kahen kun keh allah tala famatey hain keh insan keleay wohi kuch hay jiski woh koshish karta hay aor insan ko wohi milta hay jiska woh guman karta hay to
aj sy ik naya irada karen apne zehn ay nakami aor loss ko nikal den aor demo par itni practice karen keh ap ki apni strategy bn jaey kisi ik pair par hi kam karen takeh us par hamen full control hasil ho jaey is trah sy hum sirf or sirf chand mah kay andar hi ik kamyab aor expert trader zaror bn jaengy

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим