Professional trader emotional nahi hote .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Professional trader emotional nahi hote .
    Forex trading me hamen loss bhi hota hai profit bhi hota hai Jab loss hota hai to Ham emotion nahin hona chahie aur Jab profit hota hai to proud feel karte hain donon condition mein hamen Forex trading co ko manana padega agar humne professional trader banna hai agar last karte Hain to apni mistake se Sabha hasil Karen aur Agar profit karte Hain to hamen apni e knowledge ko hor increase karny ke koish Karen hamen aur jyada fayda ho .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Professional trader emotional nahi hote .

    ji bilkul ap ny sahi kaha hay jub hamen forex main profit hota hay to hum bohot khush hoty hain aor jb forex main hamen loss ka samna hoto hum bardasht nahi kar paty aor forex ko ya apni kismat ko burra bhala kehty hain laikin aisa nahi hay loss ki wja yeh hay keh forex main abhi hamen expert bn,ny ki zarort hay hamen mazeed kam karny ki zarorat hay
    • #3 Collapse

      Re: Professional trader emotional nahi hote .

      g dear professional trader apnay emotions ko control ma rakhtay hain aur aik strategy k sath kam kartay hain wo har waqt trading ka nhi sochtay bl k best oppertunity ka wait kartay hain, lalach aur jaldbazi sa kam nhi kartay
      • #4 Collapse

        Re: Professional trader emotional nahi hote .

        Gee baan bhai aap ki baat theek hai forex mein professional trader kabhi bhi tendion mein trade nahin kertay aur agar unn ko forex mein loss ho bhi jaye tou woh uss per emotional nahin hotay aur woh aik kamyab trading ker saktay hain aur firex sae acha profit bhi hasil ker letay hain
        • #5 Collapse

          Re: Professional trader emotional nahi hote .

          G hna bikol forex trading mahamny imoshnal nahi hona chaheay q k jab training ma hum sabr sy kam krty ha tu phir kamjab bi hoty ha trading ma proft or lose dono hoty ha agr lose ho jay tu lose ki tanshan na lny lose ko sabr k sath bardasht krny.
          • #6 Collapse

            Re: Professional trader emotional nahi hote .

            g han hamain is forum main emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main planing kar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main bi greed ko avoid kar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain is forum main bi trade kar skaty hain ta k loss km ho sakty hain ta k earn ho
            • #7 Collapse

              Re: Professional trader emotional nahi hote .

              Professional is vaj sy to expert trader hty hy k vo emotional ni hty hy r sabar k st kam karty hy hMy b sabar rakna chahiy jazbati ni hna chahiy na hi lalch rakni chahiy varna hm kbi b expert ni bn pay gy
              • #8 Collapse

                Re: Professional trader emotional nahi hote .

                hamy forex mai emotions ko qabo mai rahk ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama sky gy forex aik acha bhusiness hain hum is mai live kam kar sakty hain hum is ma pasia be invest kar skaty hain hm is ma par titme be kam kari sakte yhain hum is mai full time be km kari sakty hain hm is maai agar laalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                • #9 Collapse

                  Re: Professional trader emotional nahi hote .

                  Aslamualikum forex members forex ak online business ha forex maie knowledge or experience k sath emotion ko control kr k acha profit hasil kr skty hain forex maie jo professional traders emotional bilkul nahi hota kun ka un ka experience or knowledge hi itna hota ha ka wo emotional ni hota..
                  • #10 Collapse

                    Re: Professional trader emotional nahi hote .

                    hamy acha experience or knowledge hasil kar ky is main professional ban kar mehasnt sy acha or mayari kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain agr ham is main emotional ho kar greed ky sath kam kary gy to hamy loss ho sakta hin or hmaraa account be wash ho sakta hain is main market ka koi be qasoor nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Professional trader emotional nahi hote .

                      ji han professional trader jo bhi hota hai vah kabhi bhi emotional Nahin Hota vah kabhi bhi apna koi bhi order greed Mein Nahin Leta Jab Bhi hua koi kaam karta hai to vah Achcha kam karta hai aur apne greed ko side per rakh ke kam karta hai Isliye Achcha kam Karen acchi mahila se Karen agar aap Achcha kam karenge to hi aapko profit mil sakta hai greed karenge to aap kabhi bhi yahan per Kamyab Nahin ho sakte.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Professional trader emotional nahi hote .

                        forex main professional treading kabe be emotional nahin hoten es main achy say kam kar kay hum es main achay tridr bn skty hain forex main hum den main be kam kar skty hain hum es main rat main be kam kar skty hain forex 1 aasan business hain forex kabe be na bandh hony wala business hain es amin hum mahnat say kam kar kay acha bons hasl kar skty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X