account approved karne ka tariqa?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    account approved karne ka tariqa?
    account ko approved karwane ka right tariqa kiya hy or is ky liye kiya chahye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    well my dear freind, wesay tou insta forex ki website pey tamam documents aur details available hain jiss kay through hum apna account verify karwa saktay hain, humein apna account 2 level mein verify karwana hota hai, 1st level kay leay humein apna ID card, passport, smart card ya National Identity Card for Overseas Pakistanis ko scan kar kay upload karna hota hai aur jab 1st leve verify ho jata hai tou humein 2nd level kay leay domicile, driving license, utility bill ya band statement scan kar kay upload karna hoti hai...
    • #3 Collapse

      insta forex par account approved kawanay ka tareeka na to zaida mushkil hai or na hi zaida easy hai , mushkil is liye nahi hai jiyun k account ko approved karwany k liye humay siraf 2 cheeson ki zarurat hoti hai id card or domicile ki or easy is liye nahi hai kiyun k humay id card english main convert karna parta hai......
      • #4 Collapse

        account aproved krnya ka tariqa yh ha keh apna account main jao wahan pr account verification ki jaga jao wahan pr apna id card , passport aor dosra apni koi bill , bank statment do phir account approve ho jae ga
        • #5 Collapse

          bhai account approve karna koi mushkil nahi he ap ak dafa unke rules ko read karen ke kia he or nahi samaj aati toh ap support team se baat kar lia karen is se apka sab doubt clear ho jay ga or ap phr right document bajo ge simple apne nic or biil same name se bajne hen
          • #6 Collapse

            yar kon se amount ko approved karwany k bare main puch rahy ho ap kya ap withdraw k bare main puch rahy ho to dear bonus account par ap ko chaye k ap kam se kam ka withdraw karain and 20$ se zayada ka withdraw na karain...
            • #7 Collapse

              yr insta ka account verify krwany k liye 2 levels hoty hy 1st ma apko apni identity krwani hoti hy or 2nd ma apko apny address ki verification krwani kisi b utility bill se or bank statement too
              • #8 Collapse

                Forex forum ka account to hum yohien create kertay hain ye approve ho jata hay aur insta forex ka account b usi time approve to hota hay but insta forex k account ko verify zroor kerna perta hay aur ye very easy hain is k two levels hain first level verification main ap apna id scan ker k send ker dain jeb ye approve ho jay to second level ki verification k lie apna domicile ya koi utility bill scan ker k send krain to ap ka account verify ho jata hay.
                • #9 Collapse

                  insta forex ka account verify kerwany k liye trader ku apna id card scan ker k admin ku send kerna hota hai or seconf level pay trader ku ku apna bijli ka paid bill daina hota hai oc k baad account operational hu jata hai.
                  • #10 Collapse

                    G insta k account ki verification buht zarrori hy aur bonus k account ki verification buht zarrori hy agr verification nhi karwaty tu hum insta k account se withdraw hisal nhi kar sakty aur verification k liye I'd card ki zaroorat hoti hy aur dosry level k liye domicile aur utility bill upload kar k account verifi karwa sakty han
                    • #11 Collapse

                      yar agr app insta ky account ki verification ka pochny cha rahy hy tou mein ye bata skahti hun ky is ki verfication ky 2 levels hoty hy lehaza huemin chayein ky hum aram se un dono verfications ki level ko clear kar ly aur phr aram se yahan par kaam karey
                      • #12 Collapse

                        dear acount approved krny k leay app k pasport hona chheay ju app ki id zaher kary aur uss k bad app ko adress k leay app k pas koi gove docment hona chheay ju ap ka adress verify kary iss say app ka acount verify ho jayga.
                        • #13 Collapse

                          account ko approve karny ka bahot hi simple tareeqa ye hay k agar app ka 1st ya 2nd level approve nahi ho raha to app instaforex ki help line ko email kar k apny documents send kar den
                          • #14 Collapse

                            account ko approve sirf aap ke colorful scan documents he karwa sakte hain jin ka validate hona bhi lazmi hai mene jab read kiya tha to pehle level ke lye urdu nic notary translated hona chahiye warna passport hona chahiye or dusre me driving license bank statement ya utility bill jo 3 months se ziada purana na ho woh us kiye ja sakte hain .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              two levels of verification hoti haai insta forex may .. mera khayal haai k is may xada msla nhe hota haai .. CNIC say har aik ki first level verify ho jat haai or phr send level k liye 3-4 options hsai .. jo suit karay...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X