greed hamara ub sy bara dusman hain forex mai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed hamara ub sy bara dusman hain forex mai
    forex mai greed hamara dumsna hain hamy is ko katem karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai mahnet kary gy to he hum kamaybe hasla kar skay gy forex aik acha business hain hum is ai raat mai be kam kar sakt yhain hum is mai d in mai be kam kair sakty hain hum i s mai bager pasiao account bana kar be kam kari sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: greed hamara ub sy bara dusman hain forex mai

    dear friend forex trading mn lalach krnay sa hmesha nuksan he hota ha jo log forex trading mn hr waqt profit k lalach mn big lot size k sath trade lganay mn jald bazi sa kam letay hn to ziada tr unki trade loss mn jati ha to account bhi wash ho jata ha
    • #3 Collapse

      Re: greed hamara ub sy bara dusman hain forex mai

      G bilkul friends greedy bahut Buri cheez hai is se Hamen loss hota hai Hamen isliye fresh mind ho kar trading karni chahiye Agar Ham greedy banenge To Ham jaldbazi mein koi mistake kar baithenge aur apna account was karva baithenge is liye greedy nahin banna chahiye
      • #4 Collapse

        Re: greed hamara ub sy bara dusman hain forex mai

        g friend lalach buri bala ha aur is sa hmain pachtanay k siwa kuch hasil nhi hota is liay apni trading ma ziada earning ki lalch na karain aur daily ka aik easily achieveable target set karain, usay hasil karnay k baad apni trade timely close kar dain ta k ap safe trading kar sakain
        • #5 Collapse

          Re: greed hamara ub sy bara dusman hain forex mai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
          forex mai greed hamara dumsna hain hamy is ko katem karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai mahnet kary gy to he hum kamaybe hasla kar skay gy forex aik acha business hain hum is ai raat mai be kam kar sakt yhain hum is mai d in mai be kam kair sakty hain hum i s mai bager pasiao account bana kar be kam kari sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
          Yes brother greed is our big enemy hamen kabhi b grade ke sath Kam nahin karna chahie aur hamen always hi seriously work karna chahie agar Ham lalach ke sath kam karte Hain to hamara kam kab abhi ye achcha nahin ho sakta hai aur na hi Ham profitable trading kar sakte hain kyunki jo bhi trading mein lalach ke sath kam karte hain vah trader lose Ho jaate Hain isliye hamen lalach ke sath Kam nahin karna hai aur small profit ke sath kam karna hai Taki Ham lifetime ke liye is business ko chala sake
          • #6 Collapse

            Re: greed hamara ub sy bara dusman hain forex mai

            ik trader ki kamyabi tb shurro hoti hay jub usky andar ik chez dakhil ho aor dosri nikal jaey pehli chez jo usny apny andar dakhil karni hay woh hay sabar aor dosri chez jo usny apny andar sy nikal deni hay woh hay lalach kun keh in ky sath ik trader kabhi acha trader nahi bn skta iseleay lalach sy ht kar kam karen
            • #7 Collapse

              Re: greed hamara ub sy bara dusman hain forex mai

              Gee haan humain forex mein knowledge base per aur zahen sae trading kerni chahyea lalach sae kaam nahin kerna chahyea iss sae humain loss hota hai Hamen isliye fresh mind ho kar trading karni chahiye Agar Ham greedy banenge To Ham jaldbazi mein koi mistake kar baithenge aur apna account was karva baithenge is liye greedy nahin banna chahyea ta kay humain nuqsaan na ho
              • #8 Collapse

                Re: greed hamara ub sy bara dusman hain forex mai

                hamy greed ko avodi karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik cha business hain hum is mai raat maai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam air sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam ary gy to hamara acocunt baned ho jy ga hamy mahnet karne ho ge hamy greed ko apny ander sy katem karna ho ga pher he hm asane sy agy bar saky gy
                • #9 Collapse

                  Re: greed hamara ub sy bara dusman hain forex mai

                  Salam to all forex member mn ap ki baat pay agree krti hn greed hmara bahut bara dushaman h agr hm lalach krty hn khe hm bahut kaam krn gy to hmen achi earning bhi mily gi lekin forex mn aisa nhi h hmen har kaam soch smjh k aur dil laga k krna chahyee hmen greed nhi krni chahye hm apna acha waqt forex mn lahaty hn aur achi posting krty hn to hmen acha experince bhi milta h .
                  • #10 Collapse

                    Re: greed hamara ub sy bara dusman hain forex mai

                    Asslamualeikum all friends ummid karta hu ap sab friends kharyt say hongy lalach bure hay is ma hum is ma hum loss ho jata hay isle hum ko pk forex forum ma mind ko fresh kar ka trading karny chlye phir hum kamyab hu sakty hya
                    • #11 Collapse

                      Re: greed hamara ub sy bara dusman hain forex mai

                      G han ap ki bat bilkul theak h forex main greed hi hamari sub sy bari dushman h agr hum forex main greedy ni houn gay tw hamin is main faida ho ga aur hum acha kam kar k hi acha bonus hasil kar sakty hain aur acha profit hasil kar sakty hain lakn agr hum is main lalch karin gay tw ulta loss hi ho ga isi kiye greedy ni hona chihye
                      • #12 Collapse

                        Re: greed hamara ub sy bara dusman hain forex mai

                        g han greed humara sab se bara dushmen ha hume greed se bechna chahye kyun ke greed boht buri cheez ha forex ma greedy logon ki koi jaga nahi ha greedy log kabi kamyab nahi ho sakte greed ka end humesha loss hota ha is liye greed se bechen or imandari se kam keren kyun ke greed ap ka sab se bara dushmen ha jo ap ko kamyab nahi hone de ga
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: greed hamara ub sy bara dusman hain forex mai

                          Agar humne load karna hai To hamen greed karna chahie Kyunki greed Jab Bhi Ham karte Hain To Ham bahut jyada loss karte hain Agar Ham chahte Hain ki Ham market Mein Kamyab ho, jaen aur Market mein bahut accha profit Hasil Karen To hamen market Mein money management Karni chahie Agar Ham money management ko follow karenge To Ham Kamyab Ho jaenge isliye hamen kamyabi Hasil karne ke liye money management ko apply karna hoga.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X