Thread per reply kernay mein jaldi na kerain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread per reply kernay mein jaldi na kerain
    Forum per aap jub bhi thread per reply kerain tou uss mein jaldi na kerain balkay pahele thread ko achi tarah perhain aur phir uss kay mutabiq acha sa jawab zahen mein soch ker rakhain aur aaraam sakoon sae uss ka jawab forum per dain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread per reply kernay mein jaldi na kerain

    Thread ka reply membrs ko kafi soch ker likhna chaye or us k write kerny may koi bhi mistakes nahin kerni chaye is terha her aik membr ki posts ka meyar acha rehay ga or us k baad hi membrs yeh umid ker sakty hain keh un ko us achy kaam ka acha bonus bhi milay ga
    • #3 Collapse

      Re: Thread per reply kernay mein jaldi na kerain

      Ham sab ko kabhi bhi jaldbaji mein reply nahin karna chahie barkat raat ko acchi tarah se delete karna chahie uske bad hi reply karna chahie Taki Ham acchi tarah se reply kar saken aur ham aise agar koi sawal poochha jaaye to Ham uska sahi jawab de sake
      • #4 Collapse

        Re: Thread per reply kernay mein jaldi na kerain

        Dear friend forum pe aj kal bahut ziyada repeated threads hoti hen iss liay aesi threads pe reply posts karnay se nuksan hota hey iss liay thread pe reply karnay men jaldi nah karen balkay achi tarah check karen aur phir reply post karen aur thread se related achi quality ki reply post karen
        • #5 Collapse

          Re: Thread per reply kernay mein jaldi na kerain

          asslamualikum all friends apne bhHam sab ko kabhi bhi jaldbaji mein reply nahin karna chahie barkat raat ko acchi tarah se delete karna chahie uske bad hi reply karna chahie Taki Ham acchi tarah se reply kar saken aur ham aise agar koi sawal poochha jaaye to Ham uska sahi jawab de ut achi bat ke
          • #6 Collapse

            Re: Thread per reply kernay mein jaldi na kerain

            Pak forum apr hum thread ka reply dene mein jaldbaze nahin karni chahie jis per baat ki ja rahi ho usi ke hawale se reply den aur post karne se pahle Apne spelling mistake ko bhi check kar liya Karen achcha kam karne ki koshish karen .
            • #7 Collapse

              Re: Thread per reply kernay mein jaldi na kerain

              G han brother apki bt bilkul thik hai kisi bhi thread pe foran sy pehly reply na karen pehly thread ko open kr len usy achi tra read kr len agr thread ki samjh ajaye aur thread reply krny k kabil ho tu us pe reply karen wrna kisi bhi fozol thread pe reply krny ka maksad apna time zaya krna hai
              • #8 Collapse

                Re: Thread per reply kernay mein jaldi na kerain

                thread ko read kar k is ka reply karna ho ga tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain kisi kam main jald bazi nai karna ho ga aur hamain is forum main bi learning karni ho gi aur hamain is k rurles ko mind main rakhna ho ga tab hi hum bi achi trade karny main bi asnai ho saky gi aur demo main pracitce kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Thread per reply kernay mein jaldi na kerain

                  Han g ap ny tk kaha h my ap ki baat sy agre karta ho hmy thread py kbi b jald reply nahi dana chahiyy thread hmysha soch smaj k st dakni chahiy read karni chahiy kahi repeat to ni h na ahtiat k st reply kary r nolig post share karyyy
                  • #10 Collapse

                    Re: Thread per reply kernay mein jaldi na kerain

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                    Forum per aap jub bhi thread per reply kerain tou uss mein jaldi na kerain balkay pahele thread ko achi tarah perhain aur phir uss kay mutabiq acha sa jawab zahen mein soch ker rakhain aur aaraam sakoon sae uss ka jawab forum per dain
                    hamen reply karne mein jaldi nahin karni chahie kyunki reply jaldi karne ka hamen Koi benefit nahin milta hai hamen only benefit or se reply ka milta hai jismein acchi sharing ki Gai ho aur jisme Ham achcha knowledge share karte hain use thread ka hi hamen achcha bonus milta hai isliye hamen chahie kya Ham reply karne mein jaldi na Karen balki soch samajh Kar hi reply diya Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Thread per reply kernay mein jaldi na kerain

                      hamy thread ka reply karny mai jalde nahi karne chhaey hamy mayre jawab likh ky is ko read kar ky jawab dna chahey forex aik bohat baara business hain is ko samjna aik din ka kam nahi haain hamy ache learning gain kar saky gy forex ak acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full t ime be kam kar skaty hain is mai hamara koi be boss nah hain
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Thread per reply kernay mein jaldi na kerain

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                        Forum per aap jub bhi thread per reply kerain tou uss mein jaldi na kerain balkay pahele thread ko achi tarah perhain aur phir uss kay mutabiq acha sa jawab zahen mein soch ker rakhain aur aaraam sakoon sae uss ka jawab forum per dain
                        Ham Logon Ko thread ke upar reply karne mein bahut jyada jaldi Nahin Karni chahie balki isko pahle to Sali se padh Lena chahie usko dekh lena chahie FIR jakar Ham Logon Ko Achcha benefit karta hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X