Forum pe log thanks denay se dartay kiun hen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forum pe log thanks denay se dartay kiun hen
    Dear friends forum pe kuch logon ko thanks ki importance ka pata hi nhi hey iss liay woh aik dusaray ko thanks nhi kartay aur dusaron ko thanks denay se dartay hen k kahen apna bonus kam nah ho jay lekin kisi ko thanks denay se apna koi nuksan nhi hota iss liay hamesha achi quality ki thread aur posts ko zaroor thanks karen kiun k thanks pe ziyada milta hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forum pe log thanks denay se dartay kiun hen

    Dear ap ne agar dekha ho to ais forum par agar koi acha kaam karta hai to aus par aus ko thanks mil jata hai magar jab koi ais forum par mehnat nai karta hai aor ais mai jo thread lagata hai wo atny achy na ho to aus par log thanks nai dety hai ais liay ap ko ais forum par mehnat karni chyae ta k ap ko her koi thanks dey.
    • #3 Collapse

      Re: Forum pe log thanks denay se dartay kiun hen

      jab tak AAP sab ek dusre ko thanks nahin Doge tab tak koi bhi aapko thanks nahin dega isliye agar aapane thanks hasil karni hai to acchi quality ka kam bhi karo aur ek dusre ko thanks bhi dete raho Taki AAP sab ko achcha bonus milta Rahe
      • #4 Collapse

        Re: Forum pe log thanks denay se dartay kiun hen

        Asslamualikum all friends apne bforum pe kuch logon ko thanks ki importance ka pata hi nhi hey iss liay woh aik dusaray ko thanks nhi kartay aur dusaron ko thanks denay se dartay hen k kahen apna bonus kam nah ho jay lekin kisi ko thanks denay se apna koi nuksan nhi hota hut Hume chlye hum sab ko bolnaa chlye aur post par BII thanks bolna chlye phir hum kamyab HU skty
        • #5 Collapse

          Re: Forum pe log thanks denay se dartay kiun hen

          Thanks to sab members ko eik disry ko lazmi deny chahye lakin boht se log achi post per bhu thanks nahi dety r is k elawa ager ap kisi ko thanks den gy tab hi return main apko thanks milen gy r ap apni posting r us k hisab se apny thanks dekhen jo ap dosry members ko dety hain brother thanks deny per milty hain mangny per nahi milty r her member notice le raha hota hai r usy kitny thanks diye ja rahy hain r kon de raha hai
          • #6 Collapse

            Re: Forum pe log thanks denay se dartay kiun hen

            Log forex forum mein log likes thnks dene se drte hain,main unki hosla afzai krta hn keh ham bila khoff ke forum mein ham dosru ko likes thnks krein tahke unki bhi hoslah afzai ho aur apne kam dilchas I paida krein,dosto forex forum mein hamen thnks dene se ham.bhi faida hasill hota hai jise hame knowledge mein izafa hota hai hamein chahye keh ham bhi faida othne keh keh dosro ki post perhen aur dmfaida othain
            • #7 Collapse

              Re: Forum pe log thanks denay se dartay kiun hen

              hamy achy or informative threads ar thanks deny chahey hamy acha experience or knowledge hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forum pe log thanks denay se dartay kiun hen

                is forum main planing kar k hi trade karni ho gi aur thnks achi posts par hi dety hain so hamain cahhye si forum main pahly learning karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main bi jab bi trade karni hoti hia so hamain is k bary main learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain is forum main bi trade kar k hi hum loss sayy bach sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forum pe log thanks denay se dartay kiun hen

                  Dear forex bat seedhi hay ka agar ap post achi karain gay ap ki post main quality ho gee to ap ki post par log thnx bhi kahain gay ni to koi thnx ni kahay ga q kay jb ap koi informative post hi ni karain gay to kon phir thnx kahay ga post aisi ho k log thnx kahny par majboor ho jain un ko itna majboor kia jaye ka wo thnx bolain ...
                  • #10 Collapse

                    Re: Forum pe log thanks denay se dartay kiun hen

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے
                    Dear friends forum pe kuch logon ko thanks ki importance ka pata hi nhi hey iss liay woh aik dusaray ko thanks nhi kartay aur dusaron ko thanks denay se dartay hen k kahen apna bonus kam nah ho jay lekin kisi ko thanks denay se apna koi nuksan nhi hota iss liay hamesha achi quality ki thread aur posts ko zaroor thanks karen kiun k thanks pe ziyada milta hey
                    Posting pe thanks Dene se darti nahin hai lekin Jin logon ki post ki quality acchi nahin hai un logon ko thanks bilkul bhi nahin Dena chahie only knowledge ful aur good quality ki post ko thanks Dena chahie Taki Ham UN logo ki hosla afzai kar sake aur UN logon ki post ki value Ban sake aur jo log acchi sharing nahin karte hain UN logon ki post per thanks nahin Dena chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Forum pe log thanks denay se dartay kiun hen

                      forum maai hum thanks ka bonus kama sakty ha hamy ache learning gain kar ky kama karna ho ga pher he hum agy barr saky gy forex ak amm business ke nisbat acha business hain hum is mai raat mai be am kar skaty hain hum is ma din mai be am kar sakty hain hum is mai agart lalach iban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik acah bsuiness hain
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forum pe log thanks denay se dartay kiun hen

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے
                        Dear friends forum pe kuch logon ko thanks ki importance ka pata hi nhi hey iss liay woh aik dusaray ko thanks nhi kartay aur dusaron ko thanks denay se dartay hen k kahen apna bonus kam nah ho jay lekin kisi ko thanks denay se apna koi nuksan nhi hota iss liay hamesha achi quality ki thread aur posts ko zaroor thanks karen kiun k thanks pe ziyada milta hey
                        Form ke upar bahut se log Aise Hain Jo Ek dusre ko thanks Dene Se darte Hain unko lagta hai ki thanks Dene Se UN logon ka bonus kab Milega Aisa nahin karna chahie Ek dusre ko bilkul thanks Nahin Dena chahie balki Ham logon ko ek dusre ko thanks dene chahie Jab Hamen post quality acchi Lage

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X