Forex forum mein thread post krty huye kin chezon ka khyal rkhna chahye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex forum mein thread post krty huye kin chezon ka khyal rkhna chahye?
    Slam guys.Forex forum mn thread post krty huye khyal rakhyn k apky thread mein irrelevant material na ho,thread dusry threads sy different ho,thread business k hwaly sy ho aur uska standard acha ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex forum mein thread post krty huye kin chezon ka khyal rkhna chahye?

    Ham sab ko daily basis se per posting karte hue yah khyal rakhna chahie ki Ham Koi galat information share mat Karen aur na hi kisi ko galat guide Karen kyunki is tarah se karne se hamen kuchh bhi hasil nahin hoga aur dusron ka nuksan Ho jaega isliye hamen achcha kam karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Forex forum mein thread post krty huye kin chezon ka khyal rkhna chahye?

      Thread men acha topic hona chahiay aur repeated ya copy thread nah ho aur forex trading se related thread karen aur uss men spelling mistakes ya words mistakes nah hon aur her lihaz se achi quality ki full of knowledge informative thread karen jiss se logon ko acha knowledge milay
      • #4 Collapse

        Re: Forex forum mein thread post krty huye kin chezon ka khyal rkhna chahye?

        Dear ap agar ais forum par post karty hai to aus time ap ko ais mai sirf ye dekhna hota hai k ais mai acha topic select kary agar ap ais forum par acha thread lagaty hai to aus par ap ko her koi thanks deta hai agar ap ais forum par mehnat karty hai to apko ais mai acha bonus mil jata hai ais liay try kary k ap ais mai acha kaam kary.
        • #5 Collapse

          Re: Forex forum mein thread post krty huye kin chezon ka khyal rkhna chahye?

          Jo be Pak forum per post karte hain apni spelling mistake check kar liya Karen Jis mauzo per aap baat karna chahte hain usko sahi clear karke likhen Forex trading se relative third post Kiya Karen Pak forum ke Jitna achcha Meyri kam karenge utna achcha bonus aaega.
          • #6 Collapse

            Re: Forex forum mein thread post krty huye kin chezon ka khyal rkhna chahye?

            Assalamu Alaikum how are you all Forex page abhi aap kam Karen 2 ful Dhyan se kam Karen Apne mind ko active rakhen Taki aap acche se Achcha kam kar sake aur han Jab aap thread Boss karne lage To Aisi third Karen jisse public Mein knowledge Jyada vah information Jyada Mile aur vah aapki thread padh kar usko information Hansi Lo FIR aapke thanks Bhi Jyada Honge aur aapko bonus bhi achcha milega
            • #7 Collapse

              Re: Forex forum mein thread post krty huye kin chezon ka khyal rkhna chahye?

              jab aap threads create karte ho to uske liye aapke pass acchi tarah se knowledge or experience ka hona bahut jaruri Hota hai tabhi aap acchi quality ke aur informative threads create kar paate ho isliye AAP sab ko acchi tarah se learning karte rahana chahie
              • #8 Collapse

                Re: Forex forum mein thread post krty huye kin chezon ka khyal rkhna chahye?

                Jo log bhi forum pay thread creat kertay hain un ko chaye keh woh isi terha ki thread hi creat kiya kren keh jesa ap nay kaha hay useful material hi threads may share kerna chaye or her aik dik may membrs ko aik new topic pay hi threads post kerni chaye or in ko repeat nahin kerna chaye
                • #9 Collapse

                  Re: Forex forum mein thread post krty huye kin chezon ka khyal rkhna chahye?

                  g han hamain thread ko read kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain posts karny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess ho skaty hain aur market main enter hony say pahly is k bary main learning karni ho gi aur thread ko read kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho skaty hain aur markt main bi greed ko avoid karna ho ga tab hi hum suces shon gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex forum mein thread post krty huye kin chezon ka khyal rkhna chahye?

                    forum mai h um kam kar ky achca bonus kama sakty hain hamy ache learning gain kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar skay gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai 24 ganty maai sy kese b e wakt ka time table bana kar kam kkar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex aik legal business hain
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex forum mein thread post krty huye kin chezon ka khyal rkhna chahye?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Kubrakhan پيغام ديکھيے
                      Slam guys.Forex forum mn thread post krty huye khyal rakhyn k apky thread mein irrelevant material na ho,thread dusry threads sy different ho,thread business k hwaly sy ho aur uska standard acha ho was.
                      Posting ke liye jaruri hai ki Ham achcha knowledge share karne per focus Karen hamari post mein spelling mistakes nahin honi chahie aur ham jab acche knowledge ke sath acchi sharing karenge to tab hai hamari post ki value hogi aur agar Ham acchi sharing nahin karenge to hamari post ki value kabhi bhi acchi nahin hogi isliye hamen chahie ki Ham apni post ki value ko increase Karen aur good work karne ki koshish karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex forum mein thread post krty huye kin chezon ka khyal rkhna chahye?

                        Jb ap threads creat karty hain to ap k pas us k lie knowledge hna chaye aisay na karain aur knowledge hasil karnay k lie ap ko mhnat karni ho ge jo k bht zarori hay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex forum mein thread post krty huye kin chezon ka khyal rkhna chahye?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Kubrakhan پيغام ديکھيے
                          Slam guys.Forex forum mn thread post krty huye khyal rakhyn k apky thread mein irrelevant material na ho,thread dusry threads sy different ho,thread business k hwaly sy ho aur uska standard acha ho.
                          Ham Logon Ko chahie ki jo trade ham log bahut kar rahe hain Usi quality acchi aur vah totally for isolated Hoga related Nahin Hogi To Ham Logon Ko Kisi Ki sim ka fayda Nahin hoga

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X