Risk Acceptance
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk Acceptance
    Forex is a probability business where the out is uncertain and so when you learn the trading skill of risk acceptance then the market will not be able to generate information that you define as the pain of losing. As a trader the more you learn to accept the risk of losing then the more chance you have for succeeding.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ham jab b forex par trade akrtay hain to is ar ham risk lay kar hi trade krtay hain , dear mai ap ko yai kahun gak hamen kam risk hi lena chahye jis ko ham bad mai accept kar payen
    • #3 Collapse

      Forex to he hi totally risky business,, agr ap is risk ko nhi accept kren gy k forex se js trha profit mily jata he usi trha loss b forex trading ka hi hissa he tb hi ap successful trader bn skty hen
      • #4 Collapse

        For me i think every trade is risky but you can reduce the risk level, you can't trade without risk my idea is if you trade with minimum lot size.
        • #5 Collapse

          traders ko forex trading main trading kernain say pehlay aik baat ka diyan rekhna chaiyeh k jab tak wo sahi tera say trade kerna seekh na lyain us waqt isay join na kerayan.
          • #6 Collapse

            ma ap ki baat sy agree karta hu maray khiyal ma jitna hum risk la gy utna hi zeyada profit hony k chance hoty hain.business koe b ho us ma risk lana aik achi alamat ha
             
            • #7 Collapse

              g han bhai agr aap ko iss kaam ko krna ha to iss kaam ke liye aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen iss se aap ko bht fayda ho sakta ha iss liye aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se kia jaye iss se aap ko bht fayda ho sakta ha
              • #8 Collapse

                forex business ma risk zaror ha lkn kamaiyab wohi hota ha jo risk laita ha aur risk b soch smj k laita ha aur asa decision karta ha loss na ho .loss ho b jae to hamay himat nahe harni chae ha
                 
                • #9 Collapse

                  risk risk hota hai jb tak aap effort nai karoo ga to aap kya karoo ga let u all do take risk then they do it everbody is a good thing let u do it very thing risk is not a thing but people are big
                  • #10 Collapse

                    brother hum jab bhi forex per trade karty hain to iss hum risk lay kar he tradekarty hain dear main aap ko y kahoon ga kay humein kam risk he leina chahiyejis ko hum baad mei accept bhi kar payein
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      FOREX TRADING ME RISK ACCEPTANCE Forex Trading ek aesa karobar hai jahan par apni maaliyat ko badhane ke liye currency exchange hoti hai. Isme trading ke doran kai tarah ke risk hote hain.Forex Trading ka tareeqa samajhna aur iske rules aur market dynamics ko smajhna pehla kadam hai. Bina isay samjhe, aap apne risk ko samajh nahi sakti Forex trading mein kai tarah ke risk hote hain, jaise ke market risk, credit risk, aur operational risk. Har qisam ke risk ko samjhein. RISK TOLERANCE Apni risk tolerance yaani jis had tak aap nuksan bardasht kar sakte hain, wazeh kar lein. Aapko apne risk tolerance ke mutabiq trading karni chahiye.Trading mein position size ko theek tareeqe se chunna zaroori hai. Stop loss ka istemal karke aap apne nuksan ko control kar sakte hain.Apne trading ke liye ek risk management plan bana lein. Ismein likhein ke kitna nuksan aap bardasht kar sakte hain aur kis tarah ke trades karne se aap apne risk ko kam kar sakte hain.Forex trading mein emotions ko control karna bohot zaroori hai. Ghamand aur jazbaat se bach kar trading karein.Apne portfolio ko diversify karna bhi risk ko kam karne ka aik tareeqa hai. Ek hi currency pair par puri tarah depend na rahein. LEARNING & PRACTICE Forex trading ek sikhne aur practice karne wala field hai. Hamesha seekhte rahen aur apni skills ko improve karein.Apne trades aur risk ko regularly monitor karein. Agar zaroorat ho to apne risk management plan mein tabdeelain karein.Akhir mein, forex trading mein risk ko qubool karna zaroori hai. Aapko kabhi bhi nuksan ka samna kar sakte hain, is liye usay bardasht karne ki tayyari rakhein.Yeh points yaad rakhein aur forex trading mein successful hone ke liye apne risk ko samajh kar accept karein.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X