Long Term Trade ka Faida .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Long Term Trade ka Faida .

    Dear jab hum forex main trade lgaty hain too humain usy aik long term k liay lgana chaye keun k humain us main tab he humain us main faida hota hy uska humain faida ye hota hy k bar bar market ko dekhna nahi parhta hy aur humain trade laga k bilkul aram k sath wait krna hota hy woo trade acha profit deti hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Long Term Trade ka Faida .

      long term trading ka bahut jyada fayda Hota hai jab aap long term trading karte ho to usmein profit ke chances bahut jyada hote hain aur loss ke chances bahut kam hote hain aur agar aap short term trading karte ho to usmein loss ke chances bahut jyada hote hain aur profit ke chances bahut kam hote hain isliye aapko jyada se jyada long term trading hi karni chahie
      • #18 Collapse

        Re: Long Term Trade ka Faida .

        har trader ka apnna apna stlye ha trade karny ka koi short term trade leta ha or koi long term trade leta ha jo short term trade lety han woh to bari jaldi he market sa nikal jaty han par jo long term trade lety han woh trend ko dekh ka trade lety han or lamby arsy tak market main rehty or jab profit karty han to acha khasa profit karty han
        • #19 Collapse

          Re: Long Term Trade ka Faida .

          long term ttrade karne se humara risk kam ho jata hai hume loss hione ke chance kam ho jate hai or hum zaida tar profit hi karte hai forex market me agr hum long term trade karte hai tu ya bohat acha hai new trade karne wale b long term hi kiya kare.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Long Term Trade ka Faida .

            long term planning buhat hi benefit deti hai agar ham acha kaam krain mehnat karain achi earning karain to ham buhat hi acha kaam kar sakte hain aur kameyab ho sakte hain is liye acha kaam karne ke liye hmain learn karna chahiye agar ham ne learn kiya to hi ham acha kaam kar sakte hain is liye mehnat karain

            اب آن لائن

            Working...
            X