Long Term Trade ka Faida .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long Term Trade ka Faida .
    Aslam O Alekum.
    Dear members umaid hay ke aap Sab khariat se honge. Long term trade ka faida ye hay ke apne jis taraf trade lagaya, agar apne trend ke against be trade lagaya to apko profit daiga magar shart ye hay ke apki pass balance zyada hona chahe. Jo bare bare traders hay WO zyada tar long term trade lagate hay our mahana lako ropy kamate hay . short term trade AGR trend me khelaf gia our apne bara trade lagaya ho to ya to aap bara loss accept karo ya wait karoge. To is waja se may long term trade ke bare keh raha ho. Try karo demo short term be our long term be.
    Thanks brothers.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Long Term Trade ka Faida .

    long terms trade kerny k liuy ham in bhut zeada saber kerna hoga or forex ko zeeada time dena choiy usk baad esi tradiong per waqt p[y close kernas chaiy or himat bilkul bhoi nahee harni chaiouyy or zeada tension bhi nahee hota or prfit bhi zeada hota hy or bhi sab members apni a[ni raiy dey sakty hein
    • #3 Collapse

      Re: Long Term Trade ka Faida .

      hum long term traing kar ky ache earning gain kar sakty hauin hamy ache learning gain kar ky kam karna ho ag pher he hum pasia kama skay gy forex aik online bsiness hain hum is mai free accont baa kar be akm ar sakty hain hum is mai agr bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga hamy aik time table abna kar kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nhi hain
      • #4 Collapse

        Re: Long Term Trade ka Faida .

        trade agar ap karte hain tap ko apne kaam karne ka behavior dekhain agar ap ne aha kaam karna hai aur profit lena hai toap ko long teem kaam karna chahiye lekin apki practice pe depend karta hai ke ap kis tarah ka kaam kar sakte hain agar ap acha long trader hain toap ko zaroor karna chahiye lekin agara p ko short trade ki practice hai to ap wo kar lain
        • #5 Collapse

          Re: Long Term Trade ka Faida .

          G han dear ap ny sai kha hy long term tread ka faida hota hy agar hamry pass acha bounas or bara bounas hy to ham bari long term sy kam kar sakty hy ye ik acha online business hy ham ko is me acha kam or achi mhenat ky sat kam karna chaiye
          • #6 Collapse

            Re: Long Term Trade ka Faida .

            Dear ap ne agar ais market mai dekha ho to ais market mai ap ko apni marzi se trade karni hoti hai ais mai ap long term par chaye ya short term par ap ki apni marzi hoti hai agar ap ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais market mai aus k hisab se profit hota hai agar ap ais market mai time lagaty hai to ap ko ais market mai aus k hisab se faida hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Long Term Trade ka Faida .

              Dear long term trading mein bahut zayada faida hota hai aur humain chahyea kay hum iss ko seekh ker kaam kerain forex ko zeeada time dena chahyea uss kay baad aisae tradiong per waqt pay close kerna chahyea aur himat bilkul bhi nahee harni chahyea aur zayada tension bhi nahee hoti aur profit bhi zayada hota hai aur bhi sab members apni apni rai dae saktay hain iss lye soch ker kaam kerna ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Long Term Trade ka Faida .

                long term ka humain boht faida hota hain humain chahey kay hum es kam ko achay say smj kar es main kam karein ta kayhumain es main kam karty howy koe be prishne na ho our hum es main say boht sa bons hasl kar kay apne zrurton ko pora kar skein humain es main ache soch rkh kar he es main kam karty hain forex 1 aasan business hain ya on line business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Long Term Trade ka Faida .

                  Forex trading may seniors Apne experience ke base per short term trading kar sakte hain lekin juniors ko chahie Ki vah long term trading ki Karen Kyunki market movement change hoti rahti hai or risk b zayada hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Long Term Trade ka Faida .

                    Yes brother long-term trading ka fayda kya Humko usse profit acchi Hasil hoti hai long train mein Jaisa Saturday aur Sunday ke din market open Nahin Hoti balke off hoti hai To Humko Friday Wale Din train open Karni Hogi aur Agar Friday Wale Din profit Mein nai Tu Mundeya Wale Din Humko profit earn Hogi
                    • #11 Collapse

                      Re: Long Term Trade ka Faida .

                      G bilakl dear, forex per long term trade k bahut he achay nataij milty hayn, magar isk liye zaroori hay k hamy knowledge ho, experience ho, market trend ko follow karain, or patience rakhain ta k agaer thora bahut loss ho to hum wait karain ta k wapas profit b ho us me, na k loss hoty he ham skip kar dain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Long Term Trade ka Faida .

                        hamy acha experience or knowledge hasil kar ky ling term main trading karni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzo sy bager piaso ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam krmy ky liye hamy kisi be office jany ki zarrot nahi hoti yai aik international business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Long Term Trade ka Faida .

                          g dear long term trading k liay hmaray pass acha bonus hona bht zaruri ha, maximum pair aik range ma hi up and down move kartay hain is liay agr hm apni trade open karain aur market dusri taraf move kar jay to phr usi position tk anay k liay hmain wait karna parta ha q k market apni initial position par lazmi wapis aati ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Long Term Trade ka Faida .

                            Long term trade un logun ko karni chahye jinke account bare hen aor jo trade ka achha experience rakhte hen new member aor woh log jinke account chhote hen woh short term se he kam chalaen take apna account wash karwane se bach sake
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Long Term Trade ka Faida .

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Romany پيغام ديکھيے
                              Aslam O Alekum.
                              Dear members umaid hay ke aap Sab khariat se honge. Long term trade ka faida ye hay ke apne jis taraf trade lagaya, agar apne trend ke against be trade lagaya to apko profit daiga magar shart ye hay ke apki pass balance zyada hona chahe. Jo bare bare traders hay WO zyada tar long term trade lagate hay our mahana lako ropy kamate hay . short term trade AGR trend me khelaf gia our apne bara trade lagaya ho to ya to aap bara loss accept karo ya wait karoge. To is waja se may long term trade ke bare keh raha ho. Try karo demo short term be our long term be.
                              Thanks brothers.





                              Asslam o alaikum dear forex member long term trade ka yahi fayda hai ki agar aap apne trade ko long-term banaoge to usse aapko experience Achcha milega aur experience Achcha hoga to kam abhi bhi bahut hi jald mil sakta hai isliye demo practice ho ya real trading to hamesha Se Hi long-term ke liye trade Karoge To usse To fayda Hoga hi Aur vah Hoga Achcha experience aur perfect kamyabi....
                              Visit My Profile

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X