achy trader ki pehchan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    achy trader ki pehchan
    hamain market main planing karni ho gi tab hi hum achi trade karni ho gi aur quilty achi ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main bi trader bannay sya pahly is k bary main bi trade krny main bi asnai ho saky gi aur demo main practice karni ho gi tab hi hum achy say trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain anlasye karni ho gi ta k earn ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: achy trader ki pehchan

    Forex me acha traderwo Hy Jo trade krny sy pehly analysis kry market movement check kry it just pair me us experience Hy us me trade kry or profit ly is k sath demo Prectice b but zaroori hy
    • #3 Collapse

      Re: achy trader ki pehchan

      achy traders ki pechna hoti hy keh wo loss kerny k ba wajoiofd bhi himat nahee harta or doosron ko bhi achi gudenmess deta hy hamesha emaandaari k sath kaam kerta hy or hamin bhi learning kerny mein jhelp deta hy istrah hum bhi senors traders ban sakty hein
      • #4 Collapse

        Re: achy trader ki pehchan

        Dear ais market mai her tarha k trader hai aor ais market mai ap agar kaam karty hai to ap ais market mai jab mehnat karty hai to ap ko ais market mai trading plan k hisab se kaam karna hota hai agar ap ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais market mai faida hota hai agar ap ais market mai time lagaty hai to ap ko ais market her trade k sath take profit aor stop loss use karna chaye.
        • #5 Collapse

          Re: achy trader ki pehchan

          ek achcha hai trader ki pahchan yah hoti hai to vo daily basis per hardworking karta rahata hai aur agar usse koi help Le to vah usko sahi guide karta hai aur kabhi bhi kisi ko galat guide nahin karta hai isliye agar aap bhi ek acche trader banana chahte ho to uske liye aapko bhi daily basis per acchi tarah se hardworking karte rahana chahie aur dusron ko acchi tarah se guide karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: achy trader ki pehchan

            Forex me aik acha traders agar kamyab hota hay to wo apni professional qualities ki badolat kamyab hota hy, forex me kamyab trader aik to miari or helpful posts sy dusrun ko b mufeed mashwary day k unki income me izafy ka bais banta hy, or forex trading me hamesha market trend ko follow karta hay.
            • #7 Collapse

              Re: achy trader ki pehchan

              Forex ma zaroori ha k hum is ma ziyda sa ziyada mahnat krain or rules ko follow krain market movement cheak krain market ko analysis kar ka trade krain or quality work krain ta ky acha bonus or profit mil saky
              • #8 Collapse

                Re: achy trader ki pehchan

                hamy is main achi learning hasil kar ky is main mehanst sy kam karna chahey pher hi ham success gain kar sakty hain or acha profit hasil kar ky aoni zarroto ko apni marzi sy pora kar sakty hain ham is main apni marzri sy out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi be boss nahi hoti haihain
                • #9 Collapse

                  Re: achy trader ki pehchan

                  Wese to achy traders ki Kai nishanian ho skti hyn but mere nazdik acha trader wo hy jo market ka khud analysis kre aur khud samjhy ke kya ho skta hy tb us ke mutabiq trade lgaye
                  Like karna na bhoolain:1f61c:
                  • #10 Collapse

                    Re: achy trader ki pehchan

                    Dear ache trade ke pehchan hamsha us ke work se ke jati hy jitna forex mein wo knowledge or experience se kam kerte han utna hamain achi kamyabi bhe zror milty han aik kamyab trader lalach or jaldbazi hargiz nahi kerta es liye to wo zror kamyab bhe hote han es liye lagatar mehnat kerne se kamyabi bhe milty han
                    • #11 Collapse

                      Re: achy trader ki pehchan

                      acha trader wo hota haijo mehnat karta hai acha kaam karne ke liye learn karta hai knowledge hasil karta hai acha earn kart ahai aur achi earning ke liye demo pe kaam karne ko focus karta hai is liye acha kaam karne ke liye hmain mehnat ki zaroorat hoti hai agar ham ne focus nahi kiya to ham experience hasil nahi kar sakte
                      • #12 Collapse

                        Re: achy trader ki pehchan

                        Forex business mai best trader ke quality ya hai
                        1 Forex business learning
                        2 Forex business ka experience
                        3 Experience hasil krna
                        4 Market ko analysis krna
                        5 Trend ko Follow krna
                        6 Emotional ko control krna
                        • #13 Collapse

                          Re: achy trader ki pehchan

                          forex aik acha business hain hum is mai agar mahnet kary gy to he hum pasia kma skay gy forex aik acha business hain hm is mai raat mai be kamk ar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is ma agar lalachi ban ky kamk ary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai agar bager learning ky kam kry gy to hamy loss ho jy ga is mai hamara koi beboss nahi hain
                          • #14 Collapse

                            Re: achy trader ki pehchan

                            Asslam o alikom ji han dost is forex kay bousniess ma wasay to bhut ziyada achay treader ki nishaniya hain mager maray khiyal say is forex ma sab say ach treader woh hay jo markeet ko acha say analysis kar kay kam karta hay aur us say woh acha faida bhi hadsil kar sakta hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: achy trader ki pehchan

                              friend achay traders hamesha market ki moment ko observe karnay k baad achi strategy bna kar trade open kartay hain aur hamesha safe trading ki koshish kartay hai, jaldbazi nhi kartay aur achay entry point par trade open kartay hain, apni trade k liay small lot use kartay hain aur agr unhain loss b ho to tension free rehtay hain aur mentaly cool reh kar loss ko recover karnay ki koshish kartay hain sath hi demo par trading ki practice jari rakhtay hain ta k un k skills mazeed behtar hon

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X