Free margin minus mein chala jaay to?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Free margin minus mein chala jaay to?
    Ham logon kajo free margin Hota Hai hi agar vo minus Mein chala jaaye to kya usse Hamari trade ke upar Koi effect padta hai kya usse Hamare account ko koi Khatra To Nahin hota agar aisa hai to kindly aap sab log inform Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Free margin minus mein chala jaay to?

    Dear agr apka forex main account ka margin minus main chala jaye too us main gmari trade phr nahi lag sakti hy aur humain is main trade nahi lagani chaye keun k us wakt humara account already loss main chal raha hota hy too humain us main mazeed loss hoo sakta hy.
    • #3 Collapse

      Re: Free margin minus mein chala jaay to?

      Forex trading main ap leverage ziada rakh k trading karty han or full margin istamal karty han to jase he trade tohry sy loss main jati ha to ap ka free margin nagetive main chala jata ha is ley humy full margin istamal ni karna chae ha balky safe trading karni chae ha
      • #4 Collapse

        Re: Free margin minus mein chala jaay to?

        agar aap ki train loss mein chali jaaye to iske liye aap ko apni trade co close kar dena chahie kabhi bhi apni trade ko loss mein rakhkar vate nahin karna chahie kyunki bahut sare traders ki agar trade loss mein chali jaati hai to fir vah yah soch rahe hote Hain ki unki trade profit ki taraf wapas a jayegi lekin aisa bahut kam dafa hota hai isliye aapko kabhi bhi loss mein trade ko Lage nahin rahane Dena chahie
        • #5 Collapse

          Re: Free margin minus mein chala jaay to?

          Yes brother ager hamari trade main free margin minus main chalny lagy to is ka hamari trade per boht ziyada effect perta hai is se hamari trade ko khatra hota hai r trade boht ziyada loss main jany lagti hai mean hamara account wash hony ka risk barh jata hai r aesa mostly bug lot use kermy ki waja se hota hai k hamari trade loss main jay r account wash ho is liye hamesha small lot k sath trade karen
          • #6 Collapse

            Re: Free margin minus mein chala jaay to?

            jb ap ka trade mn free margin minus show kre to mtlb ap ki trade loss mein hai r us time trade ko close krna hi behtr hota hai q k agr hm mazeed wait bhi krein us k profit mein any ka vo tb bhi profit mein nai ati is lye its batter k us ko kam loss mein hi close kr dein zyada loss se bachaein apny account ko,..
            • #7 Collapse

              Re: Free margin minus mein chala jaay to?

              mera to kheyal hai agar account wash ho jaye to hi aesa hota hai si liye acha kaam karne ke liye ap ko acha kaam karna chahiye agar ap acha kaam karo ge to hi ap ko mehnat karni pare gi is lite mehnat karain aur knowledge hasil karain ap agar emotions mein bar volume nahi lagao ge to ap ka account save rahe ga
              • #8 Collapse

                Re: Free margin minus mein chala jaay to?

                margin call ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain market main bi trader banany say pahly is k rules ko mind main rakhna ho ga aur hamain experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k earn karin gay aur hamain is k bary main planing kar k hi hum achi trade kar skaty hain aur hamain is forum main bi trade kar k hi hum sucess hon
                • #9 Collapse

                  Re: Free margin minus mein chala jaay to?

                  hamy forex mai margin free account bana kar kam karna ho ga hr he hum pasia kama saky gy forex aik acah business hain hum is mai agar bager learning kky kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hm is mai agar bager learnng ky kam kary gy to hamy loss ho ga is mai dunya ky bary barymumalik sahmil hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Free margin minus mein chala jaay to?

                    agar humara account band ho jay to he es trha hota hain es kam ko karny kay ley humain es main boht mahnat karne hote hain to he hum es main kamjab hoty hain humain es kam ko karny kay ley boht mahnat kare ho ge ya tbhe hi ga jb humain es ka knowledge ho ga forex 1 acha business hain hum es main live kam karty hain our boht sa pisa kmaty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Free margin minus mein chala jaay to?

                      agar aapki koi bhi trade last mein chali jaati hai to uske liye sabar karna bahut jaruri hota hai kyunki Sabar ke sath aap apne dost ko recover kar paate ho isliye aapko chahie kya aap hamesha acchi tarah se sampark karte raho aur acchi quality ka kam karte raho aur acchi tarah se hardworking karte raho Tak aap apne last ko recover kar Sako aur acchi trading karke acchi earning kar Sako

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X