Forex can be dangerous for us

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ji bhai agar trading k work ko without learning k start karaingy tu ya hamary liyea dangerous ho sakta ha or agar learn karny k bad start kiya tu phir koi khatra or risk nahi hota phir yahi trading ka work hamary liyea faida mand sabit hota ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex trading hai ek acha business jis per hum achi earn kar sakty hai or forex ek riski business bhi hai jis per humein kam ko deakh kar karna cahye taky kam acha ho ager hum forex per ziada hardworkoing kary gy to hum loss ko kam kar sakty hai
      • #18 Collapse

        Forex aik risky business hy aur agar is ko without knowledge aur learning key start kia jaye to loss honey ka buhat ziada khatra hota hy. Aap jab bhi forex ko join karain, pehlay achi tarah learnin karain aur sath sath demo account par practice bhi karain. Forex market main tezi ki waja sey kisi bhi waqt aap balance zaya ho sakta hy, during trading stop loss aur take profit zaroor use karain.
        • #19 Collapse

          Ji han bhai lakin hr kaam.main agr hm.humble reh k kaam karain gay toa hamain faeda hi faeda hai lakin agr hm profit milnay par or greedy hon gay toa nuqsan hi nuqsan
          • #20 Collapse

            forex humara liye dangeroue bhi hosakta hy agger app is me theek se kaam nhikrta hain means k apk ise esa he nhi kerna hy kyun k log isko begair knowledege k join kerleta hain .,.
            • #21 Collapse

              bilkul 100% achi baat boli app ne main aisi threds k answers main aise he kahta hon k humhe iss business ki knowledge tou ho phir hum kamyab hon gan ya knowledge k begair hum a jay exams dyne tou kia passing marks b le saken gan nahi q k hum kuch seekhe nahi han.
              • #22 Collapse

                learning,knowledge,skills or experience k forex market mai trading ki jaye to trader ko loss ho skta hai or wo trading ko leave kr skta hai.isi liye zroori hai k forex market mai trading krnay say phlay trading say related proper learning or knowledge zroor gain krni chahiye or apni knowledge ki base pr hi forex market mai trading krni chahiyeaisi threds k answers main aise he kahta hon k humhe iss business ki knowledge tou ho phir hum kamyab hon gan ya knowledge k begair hum a jay exams dyne tou kia passing marks b le saken gan nahi q k hum kuch seekhe nahi han.
                • #23 Collapse

                  is very dangerous and risky for those traders who has not proper knowledge skill and experience of trading. They directly start it in the real account. They face the problems and hardships in trading business and also loose the money. The trader should enhance the knowledge skill.karta hu forex business ma agr kamiayab hona ha to hamay zeyada sy zeyada experiance aur knowledge hasil karna ho ga tub hi hum aik achy
                  • #24 Collapse

                    ji bilkul jo yeh kam sahi trhan sy smjhta or seekhta nai hai us k liey yeh kam bht hi mushkil hai or loss ho skta hai usy
                    • #25 Collapse

                      bilkul g ma ap ki baat sy agree kaerta hu forex bvusiness hamay liye buhat dangerous ho sakta ha jis waqt hum bagir experiance aur knowledge k tradinng kary aur hamay loss ho hamay chae ha k hum har chez seakh kar tradinng karin ji sy hamay faida ho
                       
                      • #26 Collapse

                        ager aap ka ypass iss ki skill nahen hai to knowelldge ka baghair aapkoloss kay siwa or kuch nahenmil sakta to aap ko sska mutabil poori information honi chahiyephi raa pko trade karni chahiye . thank you
                        • #27 Collapse

                          ap koi b business kro aur ap ko us k matalaq information nai ho to wo dangerous hi hota hy q k ap ki money ka loss ho jata hy same essi trh forex mein b hota hy k jb ap ess ko achhi trh seekhty nai ho to ap ko loss ho jay ga q k ap ko kuch pta hi nai ho ga k krna kia hy ess liy pehly practice krien phr live account pr kaam krien
                          • #28 Collapse

                            dear sir main ap ki is baat se atfaq karta hun k treading us waqat dangurius ho gi jub treader random dission no monay mangment aur treading without stratege se kary ga
                            • #29 Collapse

                              Dear koi b bussines start krne se pehly us ke bare me knowledge hona bohat zooro ha.so forex pe jb kaam karna ha to is ke bare me be knowledge or skills bohat zoori ha otherwise ye ap ke lia bohat dangerous sabit ho Sakta ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                You are right forex trading without knowledge ke experience ke aur leaning ke bhut dangerous hai ye apko jitna profit deti hsi is se khain barh kar ye apko nuksan bhi dy sakti hai islye learning experience and planning bhut important hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X