Dil chota mat karo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Dil chota mat karo

    g bilkul agar trade main loss ho bhe jata hai to hum sub ko cheye k hamesha he achi hopes k sath chalen or kabhi bhe dil chota mat karen tabhi hum sub kamiyab hongy or achi earning bhe gain karen gy ...hamen kam main kabhi bhe dil chota nahi karna cheye ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Dil chota mat karo

      G han agar apko loss ho gaya ha tou dil chota mat karen kyu kay is tarah ap kabhi bhi loss ko khatam nahi kar saken gay is liye kabhi bhi dil chota mat karen ap bahaduri se kam karen gay tou ik acha aur kamyab trader zaror baney gay
      • #18 Collapse

        Re: Dil chota mat karo

        Such baat hai.humen pak forex chahy loss BHI jay tonsil ko Chota mat kreen.agr dil ko Chota kreen gay tu hat Jain gay apni manzil konhasail nah Kar pain gay.es lie sub ko chahy dil ko bara Karna chahy himat hoisly k sath kaam Karna chahy.jis dosra log b impress ho Jain gay tu kamyabi sabit ho skti hai. Humisha dil dil Chota karny k bajy dil bara Karna chahy.
        • #19 Collapse

          Re: Dil chota mat karo

          Aslamualikum forex members forex ak online business ha forex maie knowledge or experience k sath emotion ko control kr k acha profit hasil kr skty hain forex maie agr kiss b ho hae to dil chota nhi krna chaye aj nhi to next day achi trade mil jae gi or ap acha earn kr ly gy
          • #20 Collapse

            Re: Dil chota mat karo

            Forex trading mein hamen Apne emotions ko control karna padega Agar hamen last hota hai to main bardasht karna padegi tabhi hamen forex trading mein kamyab hon gy nafa nuksan aur KaroBahar ka hissa hai hamen apni galtiyon se subba hasil karna chahie ager hum Apne emtion ko control nahin kar sakte Forex trading main to hamen chhod Dena chahie ismein hamari battery hai .
            • #21 Collapse

              Re: Dil chota mat karo

              Assalamu Alaikum ji friend Agar Hamen forex business mein loss hota hai To Hamen Dil Chhota nahin karna chahie Bal ke mehnat Se Jyada Karni chahie aur acche tarike se kam karna chahie to kya main profit and slow Business mein loss aur profit Hota rahata Hai Hamen Dil Chhota nahin karna chahie balki mehnat se kam karna chahie Taki Ham Kamyab Ho jaen forex business number one business hai
              • #22 Collapse

                Re: Dil chota mat karo

                agar ap ko loss hota hai to pareshan nahi hona chahiye to agar ap us ko recover karo ge to ap ko confidence ho ga aur ap buhat hi acha kaam kro ge byus ap ko trend follower banna hai agar ap aese karo ge to hi ap kameyab ho sako ge is liye bus mehnat karain aur acha kaam karain ap ki mehnat ap ko knowledge aur experience de gi
                • #23 Collapse

                  Re: Dil chota mat karo

                  bahut sare members ko Forex mein last ho jata hai aur is vajah se vah apna Dil chhota karke baith jaate Hain Jo aap sabko main yah kahta Hun ki aapko kabhi bhi apna Dil chhota nahin karna chahie balki AAP sab ko hamesha acchi tarah se confidence ke sath kam karte rahana chahie taake aap Forex main acchi tarah se working karke apne loss ko recover kar Sako
                  • #24 Collapse

                    Re: Dil chota mat karo

                    Forex market Mein Koi Bhi Aisa Nahin Hai Jise abhi tak lost na vah loss Sab Ko hota hai kam yah vahi rahata hai jo Apne risk ko manage Karke proper planning Banakar trading karta hai agar loss Ho bhi gaya hai to use per learning Karta Hai FIR proper planning Banakar Apne dost ko recover karne ki koshish karta hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Dil chota mat karo

                      Dear sir aap nay sahi kaha hay agar aap dil chota kar kay kaam karo gay to phir aap iss kaam ko nahi kar sako gay iss liya agar aap ko bonus kam bi mil raha ho to bi aap lagan say kaam kartay raho or forum kay usoolone ko made nazar rakh kar kaam karo quen kay iss may aap ka hi faayda hay or agar aap ko forex may loss ho bi jaay to wahan par bi dil ko choota na karo quen kay yahi loss aap ko profit day jaata hay.
                      • #26 Collapse

                        Re: Dil chota mat karo

                        g han friends agar aap ko loss a jy to aap ko sabar karna chiya our dill Chota ni karna chiya forex forum my who log kamyab hota hy to hosla rakhna hy our mehnat ka sat kam karta hy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Dil chota mat karo

                          Bhai forex mein Dil to bada rakhna padega Dil chhota na Karen agar kisi vajah se aapko last Ho Gaya yah once nahin mila yah kam hai yah to is per Dil chhota na Karen himmat jari rakhen hardwork ko Majid badhaen insan aapko nuksan nahin ho ga hard work is key to success

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X