Lot size???
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size???
    Dear members main ne daikha ha keh forex trading main jis ne bhi jald bazi ki ya ziada k chakar main paraqus se loss kiya main yeh kahn ga keh ap jb bhi koi trade kren ap uska lot size km rakhen takeh apko experience gain ho aur loss km se km ho. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size???

    wesy lot size hamin minimum use kerna chahiy kue kehh iss sey account bhi safe rehta hy aour trading bhi safe hoti hy ap iss mein kisi bhi wakt trade krein lekin apnuy bonus key according hi ap trading krein jis sey ap acha profit bhi hasil ker sakin gy,,
    • #3 Collapse

      Re: Lot size???

      G ha dear agr ap bi apny size ko acah bana kr bnay gy agr hm ko chay kh size ko mentain kr ky rakhy gy to hm kamayb ho pay gy us ki waja yai hy kh size ko un ky hisab sy rkna chay tabi hm ko whsy he acha bana py gy agr size sai hva to hm acha kama skaty hy.
      • #4 Collapse

        Re: Lot size???

        lot size ka acchi tarah se use karna chahie lot size small rakhna chahie kabhi bhi big lot size nahin rakhna chahie agar aap big lot size ka use karte hain to aapko loss bhi big hota hai is vajah se aap kabhi bhi apne loss ko recover nahin kar paate ho aur aapka account bhi wash ho jata hai isliye agar aap lot size ka use karte ho to small lot size ka use kiya karo
        • #5 Collapse

          Re: Lot size???

          dear friend forex trading mn safe aurachhi trading krnay k liay apko trade mn lot size hmesha apnay account ballance k hisab sa rakhna chayay keun k agr apapnay account ballance ki brdasht sa ziada risk len gay to jald he account wash bhi ho skta ha
          • #6 Collapse

            Re: Lot size???

            hamesha small lot size ka use karna chahie kyunki jab tak aap sambhal lot size ka use nahin karoge tab tak aap acchi trading nahin kar paunga aur na hi aap ek acche aur kamyab trader Ban paunga agar aapane ek achcha aur kamyab trader banana hai to uske liye aapko hamesha small aur size ka use karke hi trading karni chahie
            • #7 Collapse

              Re: Lot size???

              forex trading main lot size hmari invest hoti hai jo hum apni trade main lgaty hain lot size ko hmain apny account main balnce k hisab se set krni hoti hai lot size ko hum points k sath set karty hain jis ko hum 0.01 yah ayse start karty hain yah sub se small lot size hai jo k hmary kam balnce k sath lgai jati hai forex main aghr hum kamyab hona chahty hain tu hmain apni trading main small lot k sath trade lgani chahye q k es main risk kam hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Lot size???

                hum lot laga kar acha munfa kama sakty hain hum i smai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be km kar sakty hain hum is mai free account baan kar be kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hot yhain hum is mai aagr greedy ban ky kam ary gy to hamy loss ho jy ga forex aik acha business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size???

                  Bilkul drust kaha aap ne. mere experience main to ye bat bhi ayi hy ke hum shuru to chhoti lot se karty hyn lakinjb loss hona shuru hota hy to bajaye apne plan ke mutabiq us trade ko close kr dain bulke humis umeed pe ke market wapis jaye gi hum aur trade lga dete hyn ji s e nuqsan zyada ho jata hy.
                  Like karna na bhoolain:1f61c:
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size???

                    hamy market ko achy sy samaj kar main achi lot lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi be boss nahi hota ham is main apny boss ap ho hoty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain is main hamara koi be boss nahi hota yai aik international businessahin
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size???

                      Ji han friend humain is forex treading ma hum ager acha profit again karna chahtay hain to humain tread ko lot size ma laga kay kam karna chahiya ager hum bari lot size ma tread karain gay to humain ius forex loss ho sakta hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size???

                        Dosto lot size hame apne bonus ko dekh Kar set karni chahiey q keh dosto agar hamara bonus ziadà hai to hame ziadà lot ke saath trading karni chahiey yaa phir Kam hai to Kam lot size istamal Kare tabhi ham acha profit bhi earn Kar paaey ge..
                        PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size???

                          hm lot laga kar acha munfa kama sakty hain hamy ache learning gain karr ky forex mai kam karna h oag phwer he hum agy bar saky gy forex aik acha business hain hm is mai rat mai be kam kari sakty hain hum is mai dn mai be kam kair sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai out off balance ccount bana karbe kam kari sakty hain forex aik international business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot size???

                            g han hamen lot size markit ko dekh kar lagane chihye ham is men kise bhi time kam kar sakty han hamen markit ko dekh kar lot size lagane chihye takh hamen is ka noksan na ho aur hamen is se acha faeda bhi ho sake
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lot size???

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwan5560 پيغام ديکھيے
                              Dear members main ne daikha ha keh forex trading main jis ne bhi jald bazi ki ya ziada k chakar main paraqus se loss kiya main yeh kahn ga keh ap jb bhi koi trade kren ap uska lot size km rakhen takeh apko experience gain ho aur loss km se km ho. Thanks
                              Jab tak Ham logon ka lot size hisab se nahin lagega jab tak ham log Itihaas ke sath lot size Nahin lagaenge Ham Logon Ko fayda Nahin Hoga koshish karen lot size ko kam se kam rakhen Agar aapka account small hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X