Jee Bilkul Best hai.WOmans Is business main acha profite gain kar sakti hain. tu unthain bhi is buisness ko join karna chahiya takey wo bhi is say earning hasil kar sakain. Bhai main tu yahi kaho ga k jo jo bhi is main Marred hain wo apni Wife ko is business k baray main btain or Unhain bhi join karwain .Isha Allah wo bhi is say ACha profite Gain kar k Dein gi....
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим