Forex mein Namaz ka Khyal rakhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein Namaz ka Khyal rakhen
    Dear Forex member Hamen Apna homework karne ke sath sath Forex ke rule ko follow karna chahie aur discipline Ka Khyal Rakhna chahie aur iske sath Hamara Jo Farz hai vah namaz hai usko bhi Uske time mein prayer karna chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein Namaz ka Khyal rakhen

    Dear friend Pakistan forex forum pe kam karnay walay hum ziyada muslims hen iss liay hamen forex trading k sath sath namaz ki pabandi karni chahiay aur namaz k time pe trading aur posting bilkul nah karen kiun k iss k ilawa hamaray pass trading k liay bahut time hota hey
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein Namaz ka Khyal rakhen

      Gee haan bhai aap ki baat bahut achi hai aur aap sub ko chahyea kay forex mein kaam kernay kay lye aap apna schedule bana lain ta kay aap forex kay sath sath apnay doosray kaam bhi kertay rahain aur allah ko hamesha theek time per yaad kya kerain
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein Namaz ka Khyal rakhen

        forex aik acha business hain hum is maai raat mai be kam kar sakty hain hum is ma opassia be invest kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kamkary gy to hamy loss ho ga forex paksitan mai legal ban cuka han is mai dunya ky bary bary mumalik sahamil hain forex paksitan mai legal ban cuka hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein Namaz ka Khyal rakhen

          dear friends g han ap ny thk kah hy forex me hamye namaz ka khiyal rakhna chahiye jb namaz ka time ho jae tu hamye apny kam ko band kr dena chaiye, hamye namaz ky wqt koi dusara kam nhe krna chaiye , sab kamo ko chor kr nimaz pharny chahiye, ham ik muslims hy, agr ham akhrat ka nhe sochy gy tu ham dunya me tu kamyab ho jae gy lekin akhrat waky din kamyab nhe ho sky gy jb nimaz ka time ho tu foran nimaz pharni chahiye....
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein Namaz ka Khyal rakhen

            G han dear friend forex main kam karny waley ham ziyada muslims hain iss ley phely hmain namaz ada karni chahaiy aur phir koi dosra kan karna chahaiy kun k hmary key namza sab sy ziyada zarori hy jo k hmari akhrat main bhi kam aay gi iss ley plaes dear forex members sab kam choor k phely apni namaz ko time pa complete kiya krain thanks.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein Namaz ka Khyal rakhen

              g han dear bht he pyari bt ke hai ap nee keh hamen sirf dunya ke peche ni lag Jana chahye bal keh jitna ho ske bs apni zaroriat ke lye forex ko use krna chahye r kbhi bhi is pe kaam krte hoe apne farz yaeni NAMAZ ko na choren qk yahan pe kaam krte hoe hamen qismat bhi achi chahye to Dua kene seeacha work ho skta hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein Namaz ka Khyal rakhen

                Dear brother g han forex business me nimaz ka rakhna bht zrori ha forex ak business job ha hmare life me or nimaz hmare den islam me very important work ha forex business ya job ko hm chor sakty hn per forex business me rah kr ya business k se baher ho tub be nimaz ko zror time dena ha hm per nimaz lazim.krar ha
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein Namaz ka Khyal rakhen

                  Slam bro, bahot achi bat ki apny koe bhi business ho forex k ilawa ho ya forex lekin nmaz qaim rkhni chahys nmaz k waqt nmaz ada krni chahye
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein Namaz ka Khyal rakhen

                    Je Han brother apki baat bilkul sahi ha k hum ko namaz ka bhe khayal rahkna bohat zaroori ha q k hamarey laiy jitna eham forex business ha utni eham hamarey laiy namaz ha is laiy jab namaz ja time ho Jay to hum ko apney Kam ko chor Kar phaley namaz ko mukammal karna chahiay us k bad apney Kam ko pora Karna chahiay
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein Namaz ka Khyal rakhen

                      Assalamu Alaikum friend ji han bilkul theek kah rahe hain forex for Business mein kaam karne wale Logon se appeal hai ki vah sabse pahle Namaz ki taraf Jo Den Uske bad hi Apna Kam Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein Namaz ka Khyal rakhen

                        forex 1 acha business hain hum es main den main be kam karty haun or hum es main rat main be kam krty hain agar hum es main time table bna kar kam karain gain to hum es kam main say nmaz kay ley be time nekaal skty hain forex ka kaam to life time ka kam hain es main hum biyhtr kam kar kay boht sa pisa kma skty hain our apne zrurton ko pora kar skty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein Namaz ka Khyal rakhen

                          g han forex forum men Kam krny walon ko chahye k wo namaz ka bhi khyal rakhen ye na ho k wo Forex forum men Kam krny men itna masrof ho jaen k wo namaz ko bhol jaen .
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein Namaz ka Khyal rakhen

                            ji bilkul hamen namaz par abhi focus rakhna chahie aur namaz ko bhi time Dena chahie Forex mein kam to hota rahata hai isliye hamen apne time ka acchi tarah se use karna chahie Taki Ham forex mein bhi time spend kar sake aur namaj ko bhi time de sake aur is tarah se ham har ek kam bahut acchi tarah se kar sakte hain aur iske liye time ko acchi tarah se manage karna Hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein Namaz ka Khyal rakhen

                              Hamen Apne Har kam Mein Apni Ibadat ko time Dene Ki Koshish Karni chahie Agar Ham Apne kam Mein Biji Rahenge aur apni Ibadat ko ignore kar denge To Ham Kabhi Na kam ho hi Jaenge Kyunki Hamare liye kamyabi Hasil karna padta possible Nahin Hai Jab tak Ham uske liye apni Ibadat ko time nahin Denge isliye Jab Bhi Koi kam karen to apni Baton ko Sath Sath continue rakhne ki koshish karen Taki sabhi ko yah Ki Nahin Banaya Jaaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X