Kya aap Sirf forex par depend reh sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    forex pr depend kr skte hain kion keh is main income achi milti ha aor income hasil krny kay liye koi mushkl nhi ha is main jb is main learning aur experience acha ho to fiada boht milta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ni.forex k sath sath ek choit moti job ka hona bi zarori hia q k agr ap sab kuch hi is
      pe depend krety hian to phr is me to loss bi hota hia profit k sath saht .agr apko
      month k last pe loss ho jy then ky kren gy.so job is neccessory
      • #33 Collapse

        bahi g yah ap pay dippeend karta hay kay ap esayh part time karna chahty hain ya ap ek ko ful time karn chahty hain ya ap yaha say itni earning kar rahy hain kay ap sirf es pay depend kar sakty hain.agr ap yaha say achi earning kar rahy hain to ap just es pay depend kar sakty hain.boht say log esay full time kar rahy hain or bohat say es part time karty hain bahi ap jasy manege kar sakty hain ap es ko wasy hi use kar sakty hain....
        • #34 Collapse

          g ha hum just issi business par depend kar sakty hain lakin tab jab hamary pass knowledge and experience ho and agar yeh nai hai to is par kabhe bhe depend na karo...
          • #35 Collapse

            bhai jaan mein to sirf forex trading hi krta hoon is k ilwa mein koi b kaam nahi krta lekan ho sakta hai buht se aisey traders b hoon jo forex k ilawa or b jobs waghera krte hoon mein forex ko like krta hoon or mein life time k liye forex hi krna chahta hoon
            • #36 Collapse

              Yes my brother main ny bht sy ausy log daikhy haib jo siraf forex trading sy hi bht acha earn kar k apni livings ko better bna rhy hain aur yeh un ka full time business hai.
              • #37 Collapse

                han forex par depend kr sktay hy aur forex aik good business hay aur forex need peace of mind bhi kiyon kay ap ko chayie kay relax ho kar trading karaey takay ap achi trading kar sakay aur is mein emotional bhei nahi hona chayie aur khud trading karni chayie yeh aik risky business tu hay lekin profitable business bhi hay .
                 
                • #38 Collapse

                  I am recently join the Forex trading now a days i dont have sufficient experience to fully depend on the Forex trading . I am in the learning period . Forex trading is source of income. Learning is the earning . Now a day i am having a job after some time i m able to make good trade and earn more in the Forex trading
                  • #39 Collapse

                    Nahi dear may forex par depend nahi kar raha hone iss kay sath sath company may bi work kar raha hone or quen kay forex business ka koi pata nahi hota kay market kiss wakat kiya kar lay iss liya zarori hay kay aap bi us wakat tak forex par mukamil depend naa karien jab tak kay aap achay analyzer nahi ban jatay.
                    • #40 Collapse

                      Abhe to main trading nahe kar raha mera target hai k phelay acha khasa bonus bna k phr real trading karoun to is k leay main sirf forex pay depend nahe kar raha hoon koun k is ko learn karna main mujhey abhe kafi waqt darkaar hain phr ja k forex main independent hoon ga.
                      • #41 Collapse

                        g han app forex trade par depend rah sakte ho agar app ko es kam ki information hai to app es business main app aci earning kar skte ho
                        • #42 Collapse

                          Depending on forex trading business is not any easy task for all the tradres, for depending on this business traders must have to be well experienced and well educated than they can depend on this business at the other hand they can not depend on forex business as well.
                          • #43 Collapse

                            g ni my dear zinda rahany ky ly humy forex per depend ni kar skaty kun ky ya bohat risky business ha kun ky is ma loss zayda hota ha or is ma prophet shazonadir hota ha is ly humy is ma zayada ki lalch ni karni chahye or i s ma humy kam propeht per bhi razi rahani chahye.
                            • #44 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: hamza38877 پيغام ديکھيے
                              it depend on u yr ........................agr ap ki earning achi hy to kya zrorat hy new job krny ki .,..agr part time rakha hy to rakh lo ek back up ...or back up hona chahiye.....
                              g nai ap forex par bs apna life depend nai kar sakta ha q k forex online trading ma profit atna nai hota k ap apna ghr ko surveys kar saka us lye huma sirf forex par depend nai rahna chaiya r bhi apna kam karna chaiya
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                G han agar ham ache trader hain to ham forex per depend kar sakte hian aur agar ham new trader hain to hamain sirf forex per depend nahi kar sakte hain is ke sath hamain koi aur job bhi karni chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X