Forex mein humara shouk hi humein kamiyaab kar sakta hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex mein humara shouk hi humein kamiyaab kar sakta hai.

    Dear brother g han forex business bht acha prafit wala business ha forex me ache mahnat k sath kam krne wale acha bonus hasil krte hn forex business me sub se ziada apne kam per focus de apne business ko kamyab bany forex business me shook k sath kam kren prafit kamy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex mein humara shouk hi humein kamiyaab kar sakta hai.

      Dear ap ki bat bilkul theak h forex main hamin shauk k sath hi kam karna chihey agr hum is main mahnat k sath kam karty hain tw zaroor kamyab hoty hain is k liye hamin mahnat ki zaroort hoti h ya aik aisa busnes h jis main hum posting kar k acha profit hasil kar sakty hain is main intrest lain gay tw zaror kamyab hn gay
      • #18 Collapse

        Re: Forex mein humara shouk hi humein kamiyaab kar sakta hai.

        Gee mai ap ki bat sey agree krta ho k forex market mai interested lena es business ki complete learning hasil krna. Jis key bad trader es business mai success hasil kr sakty hai. Es business mai hard working sey hum market mai success hasil kr sakty hai.
        • #19 Collapse

          Re: Forex mein humara shouk hi humein kamiyaab kar sakta hai.

          g han hamen forex min kam ka shok hona chihye agar ham shok se kam karen ge to hamin acha ruzalt mile ga aur ap ka shok he ap ko kamiyab bana sakta ha hamen apna kam dil se kam karna ho ga aur hamen koshsh karne chihye k ap acha kam karen aur acha profit ho
          • #20 Collapse

            Re: Forex mein humara shouk hi humein kamiyaab kar sakta hai.

            Membr ka jazba hi un ko yahan kaam kernay k liye lay ker aata hay or woh isi liye dil laga ker kaam bhi kartay hain kyun keh un ko yeh pata hota hay keh is forum pay mehnat kerna kabhi bhi nakami nahin deti hay or apni mehnat ki waja say kafi log membrs yahan say acha earn bhi ker rehay hain
            • #21 Collapse

              Re: Forex mein humara shouk hi humein kamiyaab kar sakta hai.

              Han g billul asa hi ha forex ma humra shok hi humy kamyab karta ha balky har forum pa hi jab hum mehnat karty han tu uska humy bht acha reward milta ha mehanat karna bht zarori ha or mehnat k sath sath shok k hona b zarpri ha
              • #22 Collapse

                Re: Forex mein humara shouk hi humein kamiyaab kar sakta hai.

                Assalamu Alaikum ji all friend Forex business mein Jitna Ham Shop se kam Karenge utna hi Ham Kamyab Honge Hamen chahie forex business ko Jyada Se Jyada time de acchi experience ke sath acchi knowledge ke sath kam Karen Taki Hamen Chhapra photo forex business Ek bahut Achcha business hai ismein Hamen mehnat Jyada Karni chahie
                • #23 Collapse

                  Re: Forex mein humara shouk hi humein kamiyaab kar sakta hai.

                  g han hume forex ma shouk se kam kerna chahye mehnat se kam kerna chahye kyun ke shouk se jo kam kiya jai us ma insan zaror kamyabi hasil kerta ha shouk ke bagair insan kabi kamyab nahi ho sakta is liye shouk se or lagan se forex ma mehnat se kam keren ap jitni zyada mehnat keren ge utni zyada earning ker sakte hen
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex mein humara shouk hi humein kamiyaab kar sakta hai.

                    Ji han friend Agar Hamen Forex Mein kam karna hai to shoq ke sath kam karna hoga Agar Ham Forex Mein shoq ke sath kam Karte Hain To Ham Kamyab ho sakte hain Forex kya agar koi bhi business ho ya koi bhi kam Ho To Hamen use shoq se karna chahie
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex mein humara shouk hi humein kamiyaab kar sakta hai.

                      Bilkul Forex Hamari life hi change kar sakta hai Hamare dreams ko pura kar sakta hai per hamen bhi chahie ki Ham Forex mein ho toh usse Jyada mehnat Karen bahut jyada hard work Karen Forex Kalyan Karen jab tak Forex ko Ham yaar Nahin Karenge tab tak Ham per main Kabhi Bhi Kahin Bhi Hasil nahin kar sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham Jaise Jyada Pahle learning per Dhyan Den FIR apna dream pura karne ke liye trading se ummid rakhni Hogi Bina learn kiye Ham kamyabi Hasil nahin kar sakte
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex mein humara shouk hi humein kamiyaab kar sakta hai.

                        Haan friends. Pak forex Pakistan ak ShanDar online hai jis hamra shoq hi kaam kary ga outna kaamyab ho skty Hain.sub kaam shoq hi kartyy Hain in Banda ko kamyabi milti hai.kamyabi hasial.karny lie achi post our achi sy achi threads create Karna lazmi hota hai. Tab tu mehnat ka phal sabr ka daman sub koch kaam ata hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex mein humara shouk hi humein kamiyaab kar sakta hai.

                          g bilkul pak forex main hamen hamara shok he kamiyab karta hai hum jitni mehnat karty hain hum utny he kamiyab hoty hain or acha he earn karty hain ...hum jitna shok rakhty hain usi khushi sa kam karty hain or kamiyab bhe hoty hain ...

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X