Scalping trading ka faida

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping trading ka faida
    Scalping trading ka faida be hota hay aur ye risk strategy hony ki waja se nuksan be de sakta hay, scalping trading karny ka main maqsad aur faida ye hota hay key teezi key sath aur market ki har up down move se profit earn kia jaye, scalping trading ka nuksan ye hota hay aur es ko risky be es waja se samja jata hay key agar ham scalping trading karen aur market kesi 1 hi direction me big movement karny lag jaye to es condition me traders ko scalping trading me us ki soch se zeyada loss ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Scalping trading ka faida

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    Scalping trading ka faida be hota hay aur ye risk strategy hony ki waja se nuksan be de sakta hay, scalping trading karny ka main maqsad aur faida ye hota hay key teezi key sath aur market ki har up down move se profit earn kia jaye, scalping trading ka nuksan ye hota hay aur es ko risky be es waja se samja jata hay key agar ham scalping trading karen aur market kesi 1 hi direction me big movement karny lag jaye to es condition me traders ko scalping trading me us ki soch se zeyada loss ho sakta hay.
    Jahan tak mera khayal hai tu is helping trading ke benefits se jyada loss milte Hain isliye hamen chahie ki Ham scalping na hi karen to behtar hai kyunki iske helping se hamen good results nahin Mil sakte hain isliye scalping nahin karni chahie aur simple trading karni chahie jabamani management ke sath trading karenge to tab hi hamen good benefits milenge
    • #3 Collapse

      Re: Scalping trading ka faida

      G han dear ap ny sai kha hy is scalping bhut hi risk hy hamy ko is me is scalping ko agar istamal karty hy to ham kp is me jald hi profit hota hy or jald hi losss hota hy ham ko chaiye ky ham boo s me ziyada risk na ly
      • #4 Collapse

        Re: Scalping trading ka faida

        hamy scalping ko use kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham success gain kar sakty hain or acha pasia kam kar apni life sy gurabtko kathemkar sakty hain yai usa or china or new yourk main aik unique business hain or pakistan main be aik legal business ban cuka hain ham is main apni life time professional be bana sakty hain yai aik real job hain
        • #5 Collapse

          Re: Scalping trading ka faida

          dear members jahan mare kaiyel hai . helpying se tradeng lyne se nuqasn hota hai humin es mein apne menhat se kam karna cahyee kis aur ke tarike pe nahi karna cahyee humin apne hi demagh se souch samjh kar kam start karna cahyee forex mein trade kailye humra pass konwalge ka hona zarori hai es mein hum kamyab ho sakhtye hain.
          • #6 Collapse

            Re: Scalping trading ka faida

            agar scalping ki baat ki jaaye to expert traders is calling karte hain isliye newtrade usko scalping nahin karni chahie scalping karne ke liye aapko acchi tarah se farakka knowledge or experience hasil karna hota hai Delhi peshva Forex mein jyada se jyada time spend karke acchi tarah se working karni hoti hai aur FIR kafi time ke bad aapko scalping karne ki samajh lagti hai
            • #7 Collapse

              Re: Scalping trading ka faida

              scalping darasal thorey sy waqt main apni trade open karny aor is waqt main jo profit hasil ho usey save kar leny ka nam scalping hai scalping trade us waqt ki jati hai jub market open horahi ho aor is wqt market ka rukh ik traf hi rehta hay to is waqt main agar trade open ki jaey to yaqeni profit hota hay
              • #8 Collapse

                Re: Scalping trading ka faida

                Bilkul sahi kaha ap ne scalping stretegy se jahan hamy faida hita hai wahan loss bhi ho sakta hai ye risy stretegy hai kiun k is main boht kam pips per markete ki fast movement main jaldi profit leny k bad markete se out hona hota hai jis main boht risk bhi hai r ager markete eik hi move main ajay to hamy loss bhi ho sakta hai is liye scalping just expert traders hi ker sakty hain new members scalping se door rahy is main just profit hi nahi loss bhi hai
                • #9 Collapse

                  Re: Scalping trading ka faida

                  scalping main hum agar hum kam karain gain to humain es say koe be fida nahin ho ga blky humain es main nuqsan hota haiy q kay es main boht kam pips pr es ke market ke movement ho jate hain es say humain nuqsan be ho skta hain agar humain es main los ho to kes trha trid kar skty hain new mimbrs kay ley ya boht rezke kam hain or es say hum koe bons nahin hasl kar skty
                  • #10 Collapse

                    Re: Scalping trading ka faida

                    aap agar is calling karna chahte hain to yah bahut jiski hota hai lekin agar aap acchi tarah se scalping karna chahte hain to uske liye aapko acchi tarah se learning karni chahie aur forex ka jyada se jyada knowledge or experience hasil karna chahie or daily basis per demo account per practice karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Scalping trading ka faida

                      G han dear scalping trading ka bahut fayda hota hai aur strategy hone ki vajah se nuksan bhi de sakta hai scalping trading karne ka fayda hota hai ka bahut hi tezi ke sath market ki har up aur down movement say profit earan Kiya ja sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Scalping trading ka faida

                        Mjhy lgta he knap is forum mae scalping trading nq kren ap k lye best nae he yh apko trade krne k lye scalping trade ko chose nae krna chage yhe bht zayda risky hr apko loss hoga apka trade kafi loss mae jye ge to apko chahe k ap scalping trade na kiya kren
                        • #13 Collapse

                          Re: Scalping trading ka faida

                          hum saclping kar ky acha munfa kama sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana karbe kam kair sakty hain hum is mai agr lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai agr bager leanring ky kam kary g to hamy loss ho jy ga forex aik amm business ke nsbat acha bhusiness hain hum is mai out off balance account bana kar be kam kari sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Scalping trading ka faida

                            scalping trade ha kaya scalping trade short term ka lye hoti or is ka wasta zeyada tar news ka 7 hota ha or bahut sary log is sa faida utha rahy han scalping ka sab sa bara fiada ye ha ka ap thori c dair main acha khasa profit le ka marekt sa bahar ho jaty han ap zeyada dair baithna nhe parta
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Scalping trading ka faida

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                              Scalping trading ka faida be hota hay aur ye risk strategy hony ki waja se nuksan be de sakta hay, scalping trading karny ka main maqsad aur faida ye hota hay key teezi key sath aur market ki har up down move se profit earn kia jaye, scalping trading ka nuksan ye hota hay aur es ko risky be es waja se samja jata hay key agar ham scalping trading karen aur market kesi 1 hi direction me big movement karny lag jaye to es condition me traders ko scalping trading me us ki soch se zeyada loss ho sakta hay.
                              Short term trading Karne Wale traders ke liye scalping karna bahut hi Jabardast opportunity hoti hai aur scalping trading karne ka yah fayda hota hai ki aap trading Karke small profit banate hain aur small profit banane ke bad apni trade ko close kar dete Hain scalping Kabhi Bhi news ke time per Nahin Ki Ja sakti Kyunki use time market bahut jyada fast move kar rahi hoti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X