Forex humarye zaroorat ko poora karta hai ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex humarye zaroorat ko poora karta hai ???
    G han dear friends ager ap forex mai kam kartye hain tu ap ko pta ho ga kay ye hunarye roz marha ki zaroorat ja khyal rakhta hai hum es mai acha kam kar kay es say kafi achi earning kar saktye hain aur aj kal kay doar mai sub kuch humarye earning he hotye hai jo kay forex kafi achi tarha poori karta hai tu ap ka kam hai kay ap forex mai a kay acha kam karain ta kay bad mai bhi ap ka faida ho jaye aur ap es say achi earning bhi hasil kar lain jub kay ap ko es mai kafi achi learning ho jatye hai tu forex best hai ap es mai kam krain aur acha kam karain
    $$$ Never Give Up $$$
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex humarye zaroorat ko poora karta hai ???

    hun forex humari sari needs ko pora kerta ha ager hum isy samjh ker kerty han tu is se humain bht ziada faidy mil sakty ahn ager hu isy serious na lain tu is se humain kamiybai nhi mil sakti bulqy humain is main nakami ka samna kerna par sakta ha.
    • #3 Collapse

      Re: Forex humarye zaroorat ko poora karta hai ???

      Off course friends agar ham profitable trading k kabel ho jatay hain to forex trading say hamari sari zarureyat puri ho sakti hain aur ham bahut kuch save bi kar saktay hain aur aisay bahut saray traders hain jo forex trading say monthly millions earn kar rahay hain uar ek achi income hasel kar rahay hain aur achi savings kar rahay hain.
      • #4 Collapse

        Re: Forex humarye zaroorat ko poora karta hai ???

        Bilkul sahi baat hy pakkstan fore ik acha aur kamyaab bsuienss hy hum forex min international leval par kaam kar sakty hain jis sy hum forex min jitni ziyada sy ziyada mhenat kaein gy otna hi hamin achi kamyaabi sy hum ko chahw hum forex min ziyada sy ziyada tiem day kar ziyada mhenat kaieb jitni hum forex mn os ka rules ko follow kar mhenat karty hain otna hi hum forex min avhi kamyabi ko haisl.karnkaty ham
        • #5 Collapse

          Re: Forex humarye zaroorat ko poora karta hai ???

          Dear friend forex hamary zarorat ko pora karta hy aur hum as main achay say kam kar k apni earning ko bhara sakty hain as leye as ma8n mahnat say kam karen aur as ka knowlldge sekhny ki koshesh karen tab hi ap as mainbkameyab ho sakty hain forex ak bahteren earning wala bahteren busnes hy aurcas main kameyabi tab melty hy gab as main knowlldge hasel kia gay to as ka knowldge zaror hasel karen
          • #6 Collapse

            Re: Forex humarye zaroorat ko poora karta hai ???

            Salaam Alaikum ji friend Forex business Ek Achcha business yah Hamari zrorto ko pura karta hai Hamen chahie ismein mehnat Jyada Karen aur acche tarike se kam Karen to ke Hamen main accha profit Haasil Ho aur ham forex business Mein Kamyab ban jaen
            • #7 Collapse

              Re: Forex humarye zaroorat ko poora karta hai ???

              Ji han dodt ager hum is forex kay boisniess ma hum bhut ziyada mahnat kay sath kam kar kay acha bouns again kartay hain aur apni zaroriyat ko pora kar saktay hai kiu kah ya forex ka bousniess hi sirf humari zroriyat ko mukamal karta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Forex humarye zaroorat ko poora karta hai ???

                Han g ap ny tk kaha h my ap ki baat sy agre ho forex hamare zroriat ko pora karta ha yaha ki kamiyabi hmy acha Future dy sakti ha hmy chahiy k forex my dil laga k kam karna chahiy r yaha sachi niat sy mhynat kary apna daily ka kam daily kary agar hm forex k expert bn gay to hmy bht faidy ho gy
                • #9 Collapse

                  Re: Forex humarye zaroorat ko poora karta hai ???

                  Forex hamarai zarortun ko pora karta hy phaly es py kuch time lagana parta hy pori mehnat karni parti hy phar kuch time mn ham etny settle ho jaty hn k ham phar essy apni zarortun ko pora kar sakty hn espy ziyada tar log join hi apni zarorat ko pora karny ky liy karty hn kesi ky pas job nai kesi ky pas parhai ky passy nai tou jb voh forex ko join kar laty hn phar voh forex ko kabhi nai chorty hn.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex humarye zaroorat ko poora karta hai ???

                    Aoa dear fotex members ap ny sahi kha hy forex forum hmri zrooriat ko pora krta hy agr hum is min achy st mehnt krin to agr hum is min dilchuspi nhi ly gy to kamyab bhi nhi hon gy or bhut sy log lakhon ki earning kr rhy han agr hum ny is ko join kr lia hy to humin bhi chahy k hum is min mazeed mehnt kr k achi earning kr sken.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex humarye zaroorat ko poora karta hai ???

                      G han dear aapki baat bilkul theek hai forex forum humari sab needs ko pura ker skta hy agar hum isy samajh Kar kaam karte hain to is sy bahut zayada faida hasil kar sakte hain hamen chahie ki Ham ismein acchi quality ka kam Karen aur ham forex mein jyada se jyada mehnat se kam Karen jis st hamen acchi kamyabi hasil ho sakti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex humarye zaroorat ko poora karta hai ???

                        Gee haan bilkul aap ki baatain theek hain forex mein kaam ker kay iss sae hasil honay wali income sae humain bahut faida hota hai aur hum achi income sae apni zarooriat ko poora ker saktay hain iss lye humain chahyea kay hum forex mein aur zayada mehnat sae kaam kerain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex humarye zaroorat ko poora karta hai ???

                          Ge bilkul agar hum es me Kam kren gy es ko samjhte gy to hum es se third time me zeyada earning kr sakte Hain or apni zroreyaat ko pora kr sakte hain par us k lye hum ko pehle Pak Forex forum par sekhna Hoga experience hasil krna Hoga us k BAAD hum es se earning kr sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex humarye zaroorat ko poora karta hai ???

                            G han sir. Forex hmari zarorat ko pora krta hai agr hum sahe tariky sy forex me mehnat karen tu forex sy etna kuch hasil ho jata hai k ap es sy apni sari zaroryat pori kr sakty hen agr ap forex me achi mehnat krty hen tu apko koe dosri job kie dosra kam krny ki zarorat nai hai me kai aisy logo ko janta hon jo sirf forex sy apna ghr chala rhy hen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex humarye zaroorat ko poora karta hai ???

                              Jiya bhai Forex trading hamari jarurat ka pura kar sakta hai Hi Agar isase Ham mehnat karen to jobless parson KY liye Forex trading acchi platform hai ki vah Forex trading co gher baithe join kar key is per mehnat karke apne liye kuchh Kama sake Forex trading maie laluch na Karen thoda thoda karke earning Karen .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X