Forex me threads aur posting kerte hue spelling mistake ka khayal rakhen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me threads aur posting kerte hue spelling mistake ka khayal rakhen
    Assalam o alaikum friends forex me aksar threads aur posting is trah se milti hen jin me spelling ki mistake hoti he jis se thread ko perhna aur samjhna mushkil hota he jis se posting kerne me bhi dushwari ka samna kerna perta he islie sab members se guzarish he ke threads aur posting kerte wakt spelling mistake ka khas khayal rakhen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me threads aur posting kerte hue spelling mistake ka khayal rakhen

    G ha hum jab bhi iss may kam karya to hum ko iss may soch samaj kay or spailling mistak ko dektya ho kam karna chya iss may hmari mistake ki waja say word ka matlab hi badl jata hya iss liya soch samaj kay kam karna chya
    • #3 Collapse

      Re: Forex me threads aur posting kerte hue spelling mistake ka khayal rakhen

      Mistake Jo bar bar ki jay usay lazmi thk krlena chahr AGR spelling ki mistake ho rhi h to apko chahye k apnay mble Ka keyboard change krlen gokeyboard best h.
      Lagay rehnay Ka naam kamyaabi hai....
      • #4 Collapse

        Re: Forex me threads aur posting kerte hue spelling mistake ka khayal rakhen

        forex pe posts r threads ko krne ke kuch rules hote hain jinko follow kr ke hum apne work ko quality ka bna skte hain r quality ka work us wawt hoga jb keh hum apne work men mistakes ko ignore ni kren ge r apni mistakes ko in men km se km kren ge t iski learning bhi kren ge r threads men ya posts men mistakes se low quality ka kaam ho jata hai jo keh on bonus ka baise banta hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex me threads aur posting kerte hue spelling mistake ka khayal rakhen

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forum pe posting k daoran spelling mistakes ki waja se posting ki quality kharab ho jati hey aur agar threads aur posts ko submit karnay se pahlay aik dafa read karen tu spelling mistakes ko theek kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Forex me threads aur posting kerte hue spelling mistake ka khayal rakhen

            Je Han friends hum ko forex forum par working kartey wakt spelling ki misstake nhi karni chahiay q k agar hum spelling missstake karain gey to hamari posting or threads delete ho jain gey jis say hamari mehnat or wakt k sat sat bonus bhe zaya hoga is laiy apney Kam ko miyari or quality full karna chahiay
            • #7 Collapse

              Re: Forex me threads aur posting kerte hue spelling mistake ka khayal rakhen

              desr frirnd ap na bilkul theak kaha ha k forum pa posting krtay waqt spelling mistskes ko control krna chsyay keun k jo log posting ki quantity poori krnay k chakr mn jald bazi krtay hn to posting mn spelling mistakes krtay hn jis sa posting ki quality achhi naen rehti jis sa apko forum sa bonus bhi achha naen milta
              • #8 Collapse

                Re: Forex me threads aur posting kerte hue spelling mistake ka khayal rakhen

                hamy aponi spelling mistake ko improve kar ky is main mehanst sy kam karna chahey pher hi ham kamybai hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis mian kamarny ky liey hamy kisi be office jany i zarrot nahi hoti ham apny boss ap hi hoty hain yai aik asa business hain jis main ham apny boss ap hoty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me threads aur posting kerte hue spelling mistake ka khayal rakhen

                  G han dear ap ny sai kha hy hamy forex me kam karty waqat ham ko apny spalling ki mistake ko dhekna chaiye agar ham is me har bar spaling ki mis take karty rhay gy to ham ko hi nuqsan joga hamy chaiye ky ham is me apni spalling ki mistake na kary
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me threads aur posting kerte hue spelling mistake ka khayal rakhen

                    hamen spelling mistake se nahin Karni chahie spelling mistake ho jaati Hai Lekin Hamare paas time hota hai ki Ham usko edit karke theek kar sake aur jab Ham edit kar lete hain. Hamare pass option maujud hai To fir Ham bhi Ham Agar usko na karen to fir to hamari post delete ho jaani chahie isliye hamen chahie ki Ham pahle. Hi Achcha kam karne ki koshish karen Kyunki Agar hamari quality acchi hogi tab hamen Achcha bonus milega.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex me threads aur posting kerte hue spelling mistake ka khayal rakhen

                      spellings ko sahi likhna bahut jaruri hota hai bahut sare traders aur bahut sare members se galti karte Hain ki vah acchi quality ki posting nahin karte hain jiski vajah se unko achcha bonus nahin milta hai jo aapko jab tak acchi quality ki posting nahin karenge aapko accha bonus nahin milega
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex me threads aur posting kerte hue spelling mistake ka khayal rakhen

                        Pak Forex phone per aap job posting Karo ya FIR jab bhi threads create karo to aap spelling theek likha karo Taki aap ki quality achchi ho sake aur is tarah se aap bahut acchi quality ka kam karke bahut accha bonus hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex me threads aur posting kerte hue spelling mistake ka khayal rakhen

                          Pak forum Jitna kam Karen Achcha aur meyriKaren Taki Hamen Achcha bonus mile thread post karte waqt Hamen apni spelling mistake check kar leni chahie jo bhi post Karen Forex trading se relative Karen Agar month ke start se kam Shuru Karte Hain To Hamara monthly target Achcha Hoga pak forum per aap Jitna bonus hasil karne ki koshish Karenge forex trading equty achi ho ge .
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex me threads aur posting kerte hue spelling mistake ka khayal rakhen

                            G haan dosto forex mein.kam.krte waqt jo bat kr rehy hon tu apne alfaz ko drust lehjy mein kehna chahye aur apne alfaz ke spalings bhi durst bna lene chahye tahke usmein.koi alfaz ghalt na hojy .dosto yad reh keh forex mein ham khayal se kam.aur qualty mein kam.krein jtna hamra kam qualty mein hoga woh hamein fayda pohnchaga.thnks

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X