Zaida trading na kare
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zaida trading na kare
    Hamen overtrading Nahin Karni chahie Jab Ham overconfidence hote hain aur overconfidence mein award trading Karte Hain To Hamen nuksan ho jata hai Hamen chahie ke Ham profitable trading karne ke liye ye sab se pahle trading plan banaen Apne trading plan per Amal Karen aur Kabhi Bhi over trading Na Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zaida trading na kare

    han bhai hmain chahiay kh hum ziyada trade na kain yani hmain over trading nh kerni chahiay bhai hmain chahiay kh hum aik hi trade open karin q kh over trading sy hi lot size ziyada ho jata hy hmain chahiay kh hum currency per hi trade karin or han hmain kam sy kam lot size use karin
    • #3 Collapse

      Re: Zaida trading na kare

      Daily k apko mry khyl c 3 trade hi lgain chahye zyada na lgain qk phr loss honay pe loss recover krna mushkil par jata h lalach na kren AGR km mil RHA h to usay brdasht kren.
      Lagay rehnay Ka naam kamyaabi hai....
      • #4 Collapse

        Re: Zaida trading na kare

        dear friend ap na bahot achhi bat ki ha k hmen forex trading mn over trading naen krni chayay keun k jo log khud ko expert trader smjhtay howay over trading shro kr detay hn to jb unki trades loss mn jati hn to jsld he unka account bhi wash ho jata ha
        • #5 Collapse

          Re: Zaida trading na kare

          G han dear ap ny sai kha hy hamy overconfidence hokar kam nhi karna chaiye balky ham ko sabar ky sat kam karna chaiye agar ham sabar ky sat treading karty hy to ham ko ziyada loss nhi hota balky ham ko ziyada profit millta hy
          • #6 Collapse

            Re: Zaida trading na kare

            Trading karna ap par hi depwnd hota hai k ap kitni zayada trading karte ho lakin achi trading wo hoti hai jo ap sabar k sath karte ho is liye ap sub ko sabar k sath trading karte rehna chahiye or ek din me sirf ek hi trade kiya kare ta k ap achi trading kar sake is liye ap sub ko daily basis par achi tarah se trading karni chahiye.
            • #7 Collapse

              Re: Zaida trading na kare

              hamain is mai utni hi trade lgani ho gi jitna hamain is forum main bi experience hasl hai so hamain is k bary main bi trade kar k hi hum sucss hon gay aur hamain is forum main bi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is k bary main practice karna ho ga tab hi hum real main bi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main bi trade karny k abi hon gay
              • #8 Collapse

                Re: Zaida trading na kare

                Salaam Alaikum ji friend Ham Delhi mein main 3 trade Laga sakte hain Ham Jyada trade Nahin Laga Sakte Kyunki 3 trade ka target hai teenon mein Hamen acchi mehnat Karni chahie acche tarike se kam karna chahie Taki Hamen profit forex business Ek online business hai
                • #9 Collapse

                  Re: Zaida trading na kare

                  Humein ziyada trding nahe karni chahiyea bus utni trading karain jitni hum easily kar saķtey hain isi me faida hai warna agar over trading karengey tou loss hoga isliye hamesha ek limit me rhy ker kam karna chahiyea kr kamyab hona chahiyea
                  • #10 Collapse

                    Re: Zaida trading na kare

                    Forex trading Mein Bar Bar trade open na karen to behtar hai acchi trade ka vate Karen jaldbaji mein aap last kar sakte hain money management Ka Khyal rakhte Hain aur trade karne se pahle aap apne analyses ka liya Karen aur karne se pahle news ko bhi check kar len.
                    • #11 Collapse

                      Re: Zaida trading na kare

                      Jab Ham apna cricket start karte Hain To hamen kafi jyada time Dena padta hai to ismein Koi aisi buri Baat Nahin Hai Aap Ko Jitna time Dena chahie aapko vah to dena hai. Kyunki aapko knowledge chahie aapka experience chahie experience ap ko tab Milta Hai Jab aap jyada se jyada kaam karte ho aur practical aap Jitna jyada karoge Aap Ko itna Achcha benefit Hota jaega isliye mehnat Karen aur Achcha kam karne ki koshish karen
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Zaida trading na kare

                        forex mai hum live trading kar y ache earni g gain kar sakty hain hamy ache leanring gain kar ky forex ma kam karna ho a pher he hum pasia kama saky gy hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy soc samj kar s mai risk lena ho ga pher he hum agy bar saky gy hm is mai agar gredy ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X