mehnat ka phal milta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat ka phal milta hai
    mhnt karny say hi hum kamyab ho sakty hain aur hamain market main enter hony say pahly is k rules ko follow ka rk hi trade karni ho gi aur market main bi demo main practice kar k hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum real main bi trade karein gay aur hamain market main bi knowldge hasil kar k hi hum achi trade karien gay aur hamain earn ho saky gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat ka phal milta hai

    G han dea sahi baat hy pakistan forex ik acha aie kamyaab bsiiness hy ik acha aur international bsijess hy hamin firex min agr kamyaab hona hy to hamin forex min ziyada sy ziyada mhenat karni chaye jitni hum forex min mhenat karty hoy otna hi hum forex mn acha ka.yaab hasil kar sakty hain qk mhenat min azmat hy air azmat min insaan ki ka.taabi hy
    • #3 Collapse

      Re: mehnat ka phal milta hai

      Yes forex ma mehnat ka phal zarur melta hai, ye business kisi ki mehnat ko zaya ni karta, kio agr waqati tor par es ma kamyab ni howa to wo bahrosa rakhy k forex ma ik din wo zarur acha bonus or acha profit hasil kar ley ga bus regular rehna zaruri hai,
      • #4 Collapse

        Re: mehnat ka phal milta hai

        Bilkul aisi he bat ha ap ki mehnat apko khud bula k kehti ha keh yeh ha ajar apka. Baqi main yeh kahn ga keh ap jahan bhi kam kren mehnat se kren to apko uska regard zaroor mily ga forex trading basically aik aisa kam ha jis main apki mehnat krna must ha otherwise apko nuqsanat ziada hn ga. Thanks
        • #5 Collapse

          Re: mehnat ka phal milta hai

          G bilkul Mehnat ka phal hame zarur milta hai kyun ke Allah ne hame hamari mehnat ka phal dene ka wada kiya hai duniya main wo hi insan kamyab hota hai or apni manzil ko hasil karta hai jo mehnat or koshish jary rakhta hai so hame mehnat se kaam karna chahye is main hamra hi faida hai ager mehnat nahi karen ge tou kabhi kamyab nahi ho payen ge .
          • #6 Collapse

            Re: mehnat ka phal milta hai

            Han g mhynat ka phal hmysha mitha hta ha is liy hm ko mjynat dil laga k shook k st karni chahiy hm jtni mhynat karty hy hmy us ka silha b acha mlta h mhynat karny vala hmysha sabar b rakta h kuk mhynat r sabar k st hi kamiyabi milti ha hmy soch smaj k st forex my ray k kam karna chahiy
            • #7 Collapse

              Re: mehnat ka phal milta hai

              Gee haan jis kaam mein bhi mehnat ki jaye humain uss ia phal zaroor milay ga aur humain chahyea kay hum forex mein bhi mehnat sae kaam kerain aur jitni zayada mehnat kerain gay tou humain uss ka phal bhi bahut acha milay ayr humain forex sae bahut achi income hasil ho gi iss lye sub ko forex mein mehnat sae kaam kerna chahyea aur apni mehnat per yaqeen hona chahyea
              • #8 Collapse

                Re: mehnat ka phal milta hai

                mhnt ka pahl milta hai so hamain is k bary main learning karni ho gi tab hi hum sucsss hon gay aur hamain is k bary main bi trader bannay say pahly is k bary main bi trend ko use kar k hi hum achi trade karein gay aur hamain market main b i greed ko avoid kar k hi hum achi trade kar k hi hum trader bannay say pahly is k rules ko mind main rakh k hi hum sucess hon gay
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat ka phal milta hai

                  Salam
                  Ji bilkul ap ki baat bilkul baja hai pak forex forum par hum.yahan jetni mehnat aur lagan say kaam.karin gay utna hi faida ho ga aur hamin hamrii mehnat ka phal zaror melta hai kyu kh hum yahan jetni mehnat karin gay utna hi faida hasil ho ga aur us faiday mein hamin acha bounes mel sktaa hai jis say acha profit hasil ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat ka phal milta hai

                    G baai is may koi shak nahee hay k Allah kise ke mehnath zaaya nahee kartha our jo be members forex mah mehnath sah kaam kar rahwy hah osay zaroor is say faida be hasil hotha hwh is liay hamay ziada sah ziada time is ko dena chahiwy our buhut ziada mehnath sah kaam karna chahiay.
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat ka phal milta hai

                      Ji han aapki baat bilkul theek hai hamen market mein inter hone se pahle iske rules ko follow karna chahie aur insaan ko uski mehnat ka fal jarur milta hai hamen na kami ka munh dekhna padta hai hi lekin apni mehnat jari rakhen tu inshallah aapko iska pal jarur milega
                      • #12 Collapse

                        Re: mehnat ka phal milta hai

                        G bilkul friends ap ne sahi Kaha Hai k mehnat ka phal zaror milta Hai agar ham Forex business main achi mehnat Karenge to Hamen achi earning bhi ho gi or hamara experience bhi increase hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: mehnat ka phal milta hai

                          Dear ap ki bat bilkul theak h forex bhut hi acha online busnes h is main kam kar k hum acha profit hasil kar sakty hain is main hum direct investment bhi kar sakty hain aur bagair investment k bhi kam kar sakty hain hamin chihey k is main post karin aur acha knowldge hasil karin aur acha bonus bhi hasil karin is main hamin mahnat k phal zaroor milta h
                          • #14 Collapse

                            Re: mehnat ka phal milta hai

                            ji bilkul aapko mehnat ka fal jarur milta hai isliye aapko mehnat karte rahana chahie aur kabhi bhi break nahin leni chahie kyunki jab aap break Le lete ho to is tarah se aapka working ka sequence kharab ho jata hai aur FIR aap ek sequence ke sath working nahin kar paate ho jiski vajah se aapka hi loss hai aur aap ek acche trader nahin Ban paunga aur na hi aap acchi trading kar paoge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mehnat ka phal milta hai

                              Yes brother mehnat ka phal ek din zaror milta hai apko chahye k ap hr roz mehnat karty rahen agr apko ek month acha bonus na mily tu apko himat nai harni chahye apko mehnat jari rakhni chahye apko agly month acha bonus mil jaye ga apki mehnat zaya nai jaye gi han apko wakti tor preshani zaror mily gi mgr apko ek din mehnat ka phal zaror mily ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X