Indicators Ka Intikhab

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators Ka Intikhab
    Assalamu alaikum main aap logon say yah kahana chahungi ki hamesha ushi indicator ka istemal kare jis per aapki ziada se ziada practice ho indicator meri nazar mein sabse accha moving average hai yah ek bahut hi ziada ahsaan indicator hai aur bahut ziada perfect bhi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators Ka Intikhab

    Jii haan bilkul humain ik bhot hii achy indicator ka intikhab krna chahiyee jis ssy humqin acha faida hoo skyy aur hum uss indicator ky mutabiq kaam bhe kr pien jitnii zyada smjh sy kaam krain gyy hum iss indiicator p humqin iss kaa utna hii acha profit miilly gaa qn jb bhe hum koi bhe indiicator ko sahii sy smjh jien gy aur ohr usii ky mutabiq kaam krain gyy to uss ka kaam bhe humara sahii sy hoo piee gaa
    • #3 Collapse

      Re: Indicators Ka Intikhab

      Indicator ko hmesha soch smjh k use kren r zyada c zyada khyl rkha kren hmesha Waqt pe work kren r mehnat c work krne.
      Lagay rehnay Ka naam kamyaabi hai....
      • #4 Collapse

        Re: Indicators Ka Intikhab

        Forex mein indicators ko kaisay use kya jata hai iss ko bhi lazmi seekhain aur achay indicators ka istemaal kerain aur agar aap ko forex mein achay indicators mil jayain tou unn ko lazmi use kerain aur unn sae faida hasil kerain ta kay humain acha profit hasil ho aur apni income mein izafa kerain
        • #5 Collapse

          Re: Indicators Ka Intikhab

          Ji indicators ko dekh k hi hamy apna kam krna chahiye ager hum indicatirs ko delh k apna kam mean k trade lagaty hein tu is tarha sy profut k zaida chances hoty hein
          • #6 Collapse

            Re: Indicators Ka Intikhab

            Indicator ka mujhe to ab itna knowledge Nahin Raha Kyunki main bahut dur kiye Hain aur mujhe sab Mein loss hua Hai To Main ne Jo result nikala tha wo ye tha Ke Price action sabse Achcha kam hai agar aap isko Sikh lete ho to aapke liye kisi bhi indicator ki jarurat Nahin rahti. Aapko khud kam karna a jata hai aap bahut Achcha kam kar sakte ho isliye trend Jo Hota Hai vah sabse Bada aapko guide karta hai ki market kya karne wali hai
            • #7 Collapse

              Re: Indicators Ka Intikhab

              ji bilkul ap ki bat sahi hay main apki bat sy agree hun mostly indicators jo hain woh wrong signal dety hain aor hamen loss ka samna karna parta hay agar hamen loss sy bchna hay to hamen khud hi mehnat karni paregi aor forex ko sekhna parega aor tb hi hum forex main kamyab hosakty hain aor iskeleay money management ki zarorat hay
              • #8 Collapse

                Re: Indicators Ka Intikhab

                indicator AP ne wo choose karna chahie ki jo aapko market Mein Achcha profit day to iske liye Jo Main use karta hun aur sabse best hai aap hi banaa ke liye dress. Use Karen aapko market ka trend bhi batata hai aur Market wapas Kab aaegi kahan tak aa sakti hai aur kahan se a gaye wapas retrace le gi yah sab Kuchh aapko indicator Mein Milta Hai Isliye iske sath aapane candlestick pattern aur chart patterns definitely sikhne hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Indicators Ka Intikhab

                  forrex main indicators ki bohat value hain hamy is main acha or mayri kam karna chahey pher hi ham kamyba ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicators Ka Intikhab

                    Forex mein indicator ko kaise use Kiya jata hai isko bhi lajmi sikhen aur ache a indiuctor ka istemal Karen agar aap ko forex mein acche indicator mil jaaye to unko lazmi use Karen aur un se fayda hasil Karen take hamen acha profit hasil ho sake forex mein acchi quality ka kam karna chahie aur main se kam karna chahie jab Ham lagane se aur mehnat se kam karenge to kamyabi hamare liye mumkin ho jayegi
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicators Ka Intikhab

                      g hn g indicator ki selection bhi bhut matter krta hai,k ap ki kis indicator pr grip axhi hai ap vhi choose krein ap jb koi new indicator select krty hein r dirctly us ko use krty hein real account mn to in rzlt ap us ko sai se use nai kr paty r ap is vjja se market ko bhi axhy se analyse nai krty so indicator ka use bhi bhut matter krta hai is lye soch smgh k indicator choose krein,..
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicators Ka Intikhab

                        mostly indicator best hote hain Agar understand karna aata ho to indicator Jyada market chart per Nahin Lagane chahie Sab different signals Denge confusing ho jayegi Ek best indicator jo aapko Lage Vahi use karna chahie Mukammal indicators per depend na Karen Apne analyses the market Mein karne chahie
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicators Ka Intikhab

                          aap indicators ka bahut acchi tarah se use kar sakte hain lekin aapko kabhi bhi indicators per depend hokar trading nahin karni chahie balki aapko hamesha indicators ka acchi tarah se knowledge or experience hasil karna chahie aur apne upar depend hokar trading karni chahie kabhi bhi kisi bhi indicator per depend hokar trading nahin karni chahie

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X