Strategies aur indicators
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Strategies aur indicators
    Strategies aur indicators

    daily ham new strategies aur indicators ko bahot asani se find kar sakty hey aur hamy strategies aur indicators free me be mil sakty hey magar baghir test key en ko real trading account me use karny ka risk be nahi lena chaye, strategies aur indicators ko real account me use karny ka tareeqa ye hay key pehly demo account me en ko test kia jaye ta key es key result ko deka jaye, es key bad hi real account me es ko use karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Strategies aur indicators

    Yes ye 2no trade ki kamyabi ma bhot eham role play karty hai, indicators sy ham market ki position ko predict karty hai or us hisab sy ham strategy banaty hai k es time hamy kon si trade open karni chahe, agr ye 2no faslay thek ho jayn to profit paka ho jata hai,
    • #3 Collapse

      Re: Strategies aur indicators

      Forex mein jb ap bonus earn krlety h phr apko invest trading m krne Pete h r us m trade lganay k lye apko chahye trading k tools zrur use kya kren jin m SL TP indicator candle stick wgaira.
      Lagay rehnay Ka naam kamyaabi hai....
      • #4 Collapse

        Re: Strategies aur indicators

        G haan billkul forex trading ma stranger or infecator hamin free ma bi mil jata Han lakin in ko test krna sa phly risk nhi Lana chahia in ko test krna ka Lia phly demo account pr use kran or us ka bad real account pr trading kran
        • #5 Collapse

          Re: Strategies aur indicators

          g haan sahee baat ki hy apny keh stragies jo hein wo hamry ik indicators heoin hmin un ko strong tor per use kerna chaiy or kabhi bhi glt use na krein good work kerty rahin istrah hum ik kamyab traders ban sakty hein hum kaam jitn zeeada krein gy hamry indicators utny hi best hongy or hamry liuy sucess ka sabaB BNIN GY
          • #6 Collapse

            Re: Strategies aur indicators

            Forex mein strategies bana ker kaam kernay aur indicators per trading kernay mein bahut zayada faida hota hai iss kay result bhi bahut achay miltay hain humain bahut acha profit hasil hota hai himain chahyea kay hum apni trading aik strategy kay mutabiq hi kerain
            • #7 Collapse

              Re: Strategies aur indicators

              G bilkul apko chage k ap is forum mae startiges k sth work kro ap k lye best rehega to apko is forum mae mhnt krna hoge to he apko acha fayda hsel hoga r apko is forum mae mhnt se apko work krna hoge to apko kamiyabe mily ge
              • #8 Collapse

                Re: Strategies aur indicators

                agar ham ne kaam karna hai to hmain strategies ko apply karna hai uar un pe hi ham ne earn karna hai is ke liye jo bhi strategy ap banayen ap ko wo tab faeda de gijab ap risk to reward pe kaam karo ge aur agar ap is pe kaam karo ge to hi ap ko faeda ho ga aur ap ko loss nahi ho ga is liye bus mehnat karain aur acha kaam kaarin learn kaarin
                • #9 Collapse

                  Re: Strategies aur indicators

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                  Strategies aur indicators

                  daily ham new strategies aur indicators ko bahot asani se find kar sakty hey aur hamy strategies aur indicators free me be mil sakty hey magar baghir test key en ko real trading account me use karny ka risk be nahi lena chaye, strategies aur indicators ko real account me use karny ka tareeqa ye hay key pehly demo account me en ko test kia jaye ta key es key result ko deka jaye, es key bad hi real account me es ko use karna chaye.
                  strategies aur indicators hamari trading ke liye important hote hain hamen chahie ki Ham apni strategies ko approved Karen aur strong banaen jab hamari strategy strong hogi to tabhi hamari trading strong hogi aur agar hamari strategy strong nahin hogi to tab hamari trading 20 from nahin hogi aur tab Ham kabhi bhi achcha work nahin kar sakte hain isliye hamen chahie ki Ham good work Karen Taki Ham successful trading kar saken
                  • #10 Collapse

                    Re: Strategies aur indicators

                    Dear aap sirf indicator ko use karkay bi kaam ko acha nahi kar saktay ho quen kay indicator to aap ko guzray howay wakat ka bata ta hay iss kay liya bahtar ya hay kay aap iss kay sath sath news par bi tawaja do.
                    • #11 Collapse

                      Re: Strategies aur indicators

                      G han bilkul dear apny bilkul sahi baat ke hy dear hum jab bhe forex m,ain kaam karty hain too hum,ain kisi naa klisi aikm strategy par kaam karna hota hy aur humain is baat kla kheal rakhna hota hy k hum kia kam kar rahy hain aur kesy kar rahy hain too tab he hum is main k,ayab hoo sakty hain aur forex main indicators humaion bahoot help krty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Strategies aur indicators

                        g hn g ye dono tools hmari best trading k lye bhut important hoty hein,in ko agr hm axhy se use krna seekh lein to hm bhut axhy se trade kr skty hein,strategies hm khud bhi bna skty hein news ko chk krty hoe new up to date strategies bnaein us k according indicator findout kr lein r un ko pehly demo pr practise krein,jb un pr axhi grip ho jae to usy real account pr apply krein is trh ap ka knowledge r experience improve hota hai r ap expert trader bnty ho,..
                        • #13 Collapse

                          Re: Strategies aur indicators

                          strategies jab ap banate hain to indicator bhi ap use karte hain aur agar ap indicators use karna chahte hain to buhat sare han o pasand ata hai ap le sakte hain lein sab se best jo hai wo price action hai agar ap is ko seekhain ge to ap ko kisi bhi indicator ki zaroorat nahi ho gi is liye acha kaam karain mehnat karain aur learn karain
                          • #14 Collapse

                            Re: Strategies aur indicators

                            aap Forex mein bahut acchi strategies ka bhi use kar sakte hain aur indicators ka bhi bahut acchi tarah se use kar sakte hain Soya aap per depend hota hai kya aap kis tarah se working acche tarike se kar paate hoso aapko chahie ki aap demo account per daily basis per acchi tarah se practis karte rahen aur forex ke related to tutorials ko bhi acchi tarah se watch karte rahen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Strategies aur indicators

                              Aslamualikum forex members forex ak online business ha forex maie knowledge or experience k sath strategy or indicator ko jo log use krna sekh jaty hain wo log achi earning kr skty hain or achy traders bn skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X