First profit make us greedy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    nahe ye zarori nahe hy k first profit new members ko greed bna dita hy ye to app ki thinking pay hy uss ko positive ker k forex main chalo gay to phr her kaam app k leay boht easy hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      gee bhai aisa hota he keh trader ko jb kuch profit earn hota he to woh greed mein a jata he keh woh aur ziada profit earn kre es trah se woh market ke trend ko follow nhe krta he aur mistakes apne trading mein krna shoro kr deta he to trader ko aisa nhe krna he blkeh apne trading proper kr ke profit earn krna he
      • #18 Collapse

        Yeh naturally hota keh jab aap ko first time profit hota hy to aap yeh samjhtey hainkeh yeh business kafi asan hy aur aap ko kafi faida puhanca sakta hy aur isi waja sey hum overconfident ho jatey hain aur big profit lenay ka khawab dekhtey hain. Is tarah karny sey kabhi kabhi big loss ho jata hy aur aap forex ko chhor jatey hain.
        • #19 Collapse

          mere hayal se ye dost bil kul teek parma raha hai jab ap trading karte ho aur us me se ap apise earn karte ho tu wo ap ko tura provide banata hai aur per ap kuch bara karne kily souchte hou lekhn dar haqeqat mein asa nahi hota
          • #20 Collapse

            dear apne sahe kaha, forex trading ko aik business ke trh hr treat krna chahee ur es me greed ur lalch se bach k rehna chahee he, hamen jab profit mlta he to ham jald az jald zyada se zyada profit hasil krne k lee lalch kr lete hen ur bada risk le lete hen ur es trh hamare harne k chance barh jate hen
            • #21 Collapse

              g zyada traders kay sath aysa he hota ha eski wja yhi ha kay hm demo pe zyada practice nhe krty aur real pe he kam krna start shiru ho jaty hain kyu kay jab aik new trader real pe apni pehly trade se kuch profit create krta ha to usy ye business boht he asan lgny lgta ha aur wo aur profit kay chkkr ma over trading krna shirru ho jata js ki wja se loss hota ha.
              • #22 Collapse

                G bhai ap sahi keh rahy ho aese traders jinka koi informer nahi hota wo apne pehly profit k baad laalach ka shikaar ho jaty hain. orr yuu wo lot ka size increase kar k mostly nuqsaan uthaty hain. lekin jin users k guider achy hoty hain unhy pta hota hy k lalach trading k business me loss ka baaiiss banti hy issi lie wo hmesha carefull rehty hain.
                • #23 Collapse

                  g han jab hamy first trading me profit ho jata hay yahi profit hamy greedy bana deta hay agar trading me loss na ho to mery khayal me hamy learning karny ka muqa nahi milta hay
                  • #24 Collapse

                    i think hum sub ko forex per kam kerne se pehle hi yehi sochlena chahiye ke greed nahi kerna hai or experience se trading kerni hai always then ap ko khud pata chal jata hai ke ap forex main kafi cheezey learning kr rahe hai
                     
                    • #25 Collapse

                      gee brother aap be bilkul sahi kaha he forex me jab insaan kamyab hota he tu wo greedy ho jata he Jo kah bade loss ka sabab banta he is liye over confident nahi hona chaye balkah ahtiyat se kaam large rahna chahye
                      • #26 Collapse

                        Jab aik new trader ko first time profit hota hy to woh overconfident ho jata hy aur big volum ki lots laga kar aik din main rich banna chahta hy jo keh wrong hy. Yeh sub kuch experience na honey ki waja sey hota hy. Jab experience barh jata hy to yehi trader loss key dar sey aik hi bar profit leta hy aur dobara nahi.
                        • #27 Collapse

                          ap ny theak kaha jb ham pehla profit bana lete hain tou ham samjhty hain k hamain trading agai hai aur ham achy trader ban gaye hain tab ham bari lot lagaty hain aur apna loss karwa beth'ty hain.
                          • #28 Collapse

                            yes agar ham profit earn kar lete hain to ham ko greed hoti hai k ham jald se jald aor profit hasil kare lekin ye galat hota hai profit hasil hone k baad foran doosri trade open nahee karna chaye balk munasib moqe ka wait karna chaye
                            • #29 Collapse

                              g bilkul esy hi hota hai new trading ko itna pata nhi hota 3 ,4 trade profit mai chali jey tu wo lalach mai a jata lot size b bara kr k jab trade krty hain tu aik hi trade 4,5 trade ka profit ko loss mai badal daiti hai or account wash hu jata es leyeh new ko chahiyeh greed sy dor rahain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex trading ke market mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai apne greed ko control mai rakh ker kaam kerahe kuin ke app ko pata hona chaiye ke agar app market mai lalach kerte hai tou app ko masla ho sakta hai market mai.isleye hamesha greed ko control mai rakhe.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X