Balance ki good management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Balance ki good management
    Hamen trading ke liye apne capital ko dekh kar hi lot size ko choose karna padta hai aur main samajhta hun ki agar hamare pass 100 dollar ka bonus hai to hamen use per maximum 0.10 ki lot size ko use karna chahie is big lot size ko use nahin karna chahie aur ISI tarah se agar hamare pass $200 ka bonus hai to hamen chahie ki Ham is per maximum 0.20 ki lot size ko choose Karen aur behtar yahi hai ki hamara lot size jitna small hoga hamara account utna hi safe rahega
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Balance ki good management

    jub humj apny balance ki theek tareqy se managment ker k trdaing kerty han mean risk free kam kerty han tu is se humain bht acha profit ho sakta ha jub kay ager hum risky kam kerny lug jaty ahn aur humary pass experience bhi ziada nhi hota tu is se humain loss ho jata ha.
    • #3 Collapse

      Re: Balance ki good management

      Jii haan sahii baat khiee haii apnyy agr hum balancee kii good manage ment krain to humain iss sy bhot hii achaa faida mill sktaa haii hum iss sy achii qamyaabii bhe hasill kr sky gy jiss sy hum bhot hii zyada qamyabii bhe laa skty hain aur iss nain humain achii trhaa sy profit bhe hasill kr sakain gy aur hum iss main jitnii zyada mhinat krain gy humain iss sy utnaa hii achii qamyabii mill skyy gii
      • #4 Collapse

        Re: Balance ki good management

        Gee haan bhai humain apnay account balance ko bahut achay sae manage ker kay uss per kaam kerna chahyeakabhi bhi forex mein jaldi mein kaam nahin kerna chahyea warna loss ho jate ga aur balance ko manage kernay kay lye achi lot size ki selection bahut zaroori hai
        • #5 Collapse

          Re: Balance ki good management

          Asslamualeikum all friends apne bhut achi bat ke hay foxes members ek international business jab hum apny balance theek tareqy say management kar ka trading karty hya risk free kam sakty hay is ma hume bhut acha profit hasil hota hya
          • #6 Collapse

            Re: Balance ki good management

            is forum main planing kar k hi trade karni ho gi aur mangemnet ko dekh k hi trade karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain is k bary main rules ko mind main rakh k hi hum achi trade karien agy aur hamain market main bi mind ko fresh kar k hi hum achy say trade karny main bi asani h saky gi aur hamain greed ko avoid ka rk hi hum achy say trade karin gay
            • #7 Collapse

              Re: Balance ki good management

              Ap ny bht achi baat share ki h agar hm balnc ki achi management raky to hmy treading my achi kamiyabi mil skati ha lazmi ni h k hamara balnc km ho r hm treading kary agar hamara balnc km h to hm ko chahiy k hm zada mhynat kary r apna blanc barha k tread kary gy to achi sucess hasal kar pay gy
              • #8 Collapse

                Re: Balance ki good management

                g han aga ham ne acha kama karna hai to hmain money management karni ho gi agar hjam money management karain ge to hi ham kameyab ho sakte hain aur is men hi hmain faead ho ga uar ham kameyab hon ge is liye acha kaam karne ke liye mehnat karin aur acha profit hasil karain agar ham mehnat karain ge to hi ham kameyab hon ge
                • #9 Collapse

                  Re: Balance ki good management

                  ASalam alakum dear agr hm balance ko ache treeqe see management krte hn to hm loss ke chances km hote hn hmen hmesha money management use KR ke trad open krni chahie hmesha lot size soch smjh kr use krna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Balance ki good management

                    PAK forum se hsal kiya how's bonus aapki mehnat ka natija hota money management ke hisab se trade Karen chhote waliyon ke sath trade Karen thoda thoda karke Agar earning karenge to ismein aapka knowledge bhi increase hoga aur profit pi .
                    • #11 Collapse

                      Re: Balance ki good management

                      G han dear humain trading k liay apny balance ko dakh ker lot size lagani chahie jab hum soch samajh Kar lot size lagain gy to humain bhut faida ho ga agar hum balance ko ignore ker k bara lot size use lagain gy to humain bhut zayada loss hony k chansis hon gy is liay humain chahie k hum balance k mutabik lot size lagain
                      • #12 Collapse

                        Re: Balance ki good management

                        Aapane Sahi Kaha Hai Jab tak Ham Apne balance ke mutabik money management Nahin Rakhenge use Waqt Tak Ham acchi trading nahin kar Sakenge acchi trading ko possible banana hai To Hamen chahie ki Ham Apne balance ke mutabik money management rakhen Forex trading business Mein Jab tak Ham money management Nahin Rakhenge use Waqt Tak Ham Ek acche trader Nahin Ban Sakenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Balance ki good management

                          G bilkul apko chage k ap is forum mae blnce ka khas khayal rekhen good mangmnt kren to he apko acha fayda hasel hoga to ap mhnt se is forum mae work kren apko kamiyabe mim ge thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Balance ki good management

                            Dear balance aap kay paas jitna bi ziyada ho utna hi aap kay liya acha hay or agar kam ho ga to aap kam wakat may ziyada paysa nahi kama saktay ho aap kam say kam hi kama sako gay iss liya balance to ziyada hi chahiya hota hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Balance ki good management

                              Forex trading mein money management ka khas khyal rakhen jitne aap ke pass equity Ho usi hisab se trade Karen chhote volume se trade Karen Agar ham currency pair par trade karen to isase hamara spread bhi Kam lagta hai aur last bhi kam hota hai .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X