Intraday aur overnight position mein kya Fark Hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Intraday aur overnight position mein kya Fark Hai.
    Forex trading Mein Hamen intraday aur over night mein trade Kaise karte hain aur apni trains ku baytiar kar skty hain intraday Mein To Ham trade open bhi kar sakte hain aur close bhi kar sakte hain Kisi bhi time over night mein Ham apni trade hold kar sakte hain long time ke liye Agar Ham trend ke favour Mein trade Karke karen to .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Intraday aur overnight position mein kya Fark Hai.

    G haan bilkul sahii baat kii haii apny hum loog interiday main kabhii bhee misii bhe time trade ko open kr skty hain hum iss main sclape teading krty hain joo ky thory timee keleyee hotii haii jb ky hum overnight main apnii tradeon ko hold main rkhty hain yhee humarii ling term trade hotii hain humain inko soch smjh ky lagana chahiyee jiss sy humain bhot hii achaa profit hoo piee gaa iss main humain sara kaam sich smjh ky krnaa hotaa haii
    • #3 Collapse

      Re: Intraday aur overnight position mein kya Fark Hai.

      over night position to ap ki hori i long ho gi ya 2 ya 3 din ki trade hogi aur jab ap aesi trade lete ho to ap ko buhat hi acha profit ho sakta hai is liye bus hmain acha kama karna chahiye aur is ke liye hmain mehnat karni hai ke hanm ne ye decide karn ahji ke ham kis pe kama karna hai intra day se asan overnight ho sakti hai agar ap ke pas planning achi ho gi to
      • #4 Collapse

        Re: Intraday aur overnight position mein kya Fark Hai.

        Dear frex market mein jo market ki position din mein change hoti hai uss ko intraday position kehtay hain aur raat ko market ka behaviour kuch change hota hai aur uss position ko market ki over night position kehtay hain aur inn donoun mein kafi farq hota hai raat mein market slow ho jati hai
        • #5 Collapse

          Re: Intraday aur overnight position mein kya Fark Hai.

          hamain is forum main night main bi aur day main bi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain bi trend ko use kar k hi hum loss say bach saky hain aur hamain market main bi anlasye kar k hi hum perform karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main bi analyse kar k hi hum achi trade karny kk abil ho sakty hain aur hamain is say loss km ho skay ga
          • #6 Collapse

            Re: Intraday aur overnight position mein kya Fark Hai.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Manimani پيغام ديکھيے
            Forex trading Mein Hamen intraday aur over night mein trade Kaise karte hain aur apni trains ku baytiar kar skty hain intraday Mein To Ham trade open bhi kar sakte hain aur close bhi kar sakte hain Kisi bhi time over night mein Ham apni trade hold kar sakte hain long time ke liye Agar Ham trend ke favour Mein trade Karke karen to .
            dear market mein hamen jab bhi Koi good entry point milta hai to hamen use per apni trade ko open karna hota hai inter audit reading ho ya overnight rating Ho isase Koi Fark nahin padta hai hi hamen chahie ki Ham market ke good analyses ke sath good trade open karen to tab hi Ham profitable trading kar sakte hain agar ham good entry time nahin lete Hain to tab Ham successful nahin ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Intraday aur overnight position mein kya Fark Hai.

              hamy intraday ko achy sy samaj kar aik time tabele bana kar is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham success gain kar sakty hain or acha profit hasil kar ky apni life sy gurbt ko kathem kar sakty hain ham is main apni marzi sy day main be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy night main be kam kar sakty hain yai aik interntional business hain
              • #8 Collapse

                Re: Intraday aur overnight position mein kya Fark Hai.

                Dear inter day wo wakat hay jab market start lay rahi hoti hay iss time may market nay aik lihaz say flow up ya down hona hota hay or over night may quen kay market close ho rahi hoti hay to us wakat market ki power may kami aajati hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Intraday aur overnight position mein kya Fark Hai.

                  markt main day aur night main bi trade kar sakty hain so hamain is k rules ko mind main rakh k hi hum sucess hon gay au hamain markt main bi planing karna ho ga tab hi hum real main bi trade karin gay aur hamain is k bary main bi greed ko avoid karna ho ga tab hi hum bi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain market main bi trade karein gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Intraday aur overnight position mein kya Fark Hai.

                    dear Forex friend mujhe is bare mein koi knowledge nahin hai aur na hi main Is Tarah Ki Kisi Baat Ko pahle read out Kiya Hai Agar aapke pass is bare mein Kisi kism ka koi knowledge ya experience a Jaaye to is Baat Ko thread ke through lazmi share Karen Taki dusre members bhi is Baat Ko samajh sake aur FIR isase Achcha knowledge experience Hasil karne ki koshish kar sake
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Intraday aur overnight position mein kya Fark Hai.

                      forex mai hum live posting kar sakty hain hum is mai mayre kam kary g to hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ag is maai forex ak am business ke nsbat acha business hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho j yag forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai mahnet kary gy to he hum agy bar saky gy
                      "The mind is everything, What you think you become"

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X