Loss hony ki ek waja money management ka na hona bhi hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hony ki ek waja money management ka na hona bhi hy
    Dear friend forex market mn wasy tu loss hony aur account Wash hony ki bahut si wajohat Hain bahut in wajohat mn sy ek Bari waja money management ka na hona hy jab hamara account chota hota hy tu hum apny account ko save nh rakh sakty aur hum ko loss ho jata hy treading krny sy pahly money management ko dekthy howy tread open krni chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss hony ki ek waja money management ka na hona bhi hy

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ameermoavia پيغام ديکھيے
    Dear friend forex market mn wasy tu loss hony aur account Wash hony ki bahut si wajohat Hain bahut in wajohat mn sy ek Bari waja money management ka na hona hy jab hamara account chota hota hy tu hum apny account ko save nh rakh sakty aur hum ko loss ho jata hy treading krny sy pahly money management ko dekthy howy tread open krni chahiye
    G han sab sa phly to trade profit daik kar log pagal ho jaty hyn or jab onko acha rewenw milta ha to wo os ko sarawith draw krwa lety hyn jo k bht ziyada loss ki waja banta ha.
    Thanks den kr sawab.e.dorain hasil kren....
    • #3 Collapse

      Re: Loss hony ki ek waja money management ka na hona bhi hy

      G haan billkul forex trading ma loss hona ki ak Bari wajah money management bi ha keon ka jb ham trading krta Han hamara account balance km hota ha or ham zada Bei trading krta Han jis sa account save nhi hota hamara
      • #4 Collapse

        Re: Loss hony ki ek waja money management ka na hona bhi hy

        G han dear ap ny sai kha hy agar ham apna account save nhi rhakty to hamy chaiye ky hamis me otni hi tread lgay jitna hamary pass bounas ho os ky hisab sy ham ko trwad lgani chaiye
        • #5 Collapse

          Re: Loss hony ki ek waja money management ka na hona bhi hy

          Assalamu Alaikum ji all friend Forex trading Mein loss hone ki Badi vajah money management bhi hai Jab Ham trading Karte Hain To Hamara account balance bhi use Hota Hai aur ham Badi trading bhi kar lete hain jisse account sev Nahin Hota forex business Ek Achcha business hai
          • #6 Collapse

            Re: Loss hony ki ek waja money management ka na hona bhi hy

            g han dear ap ny bilkul theek kaha hm apni mony mengement ko nhi dekhty us sy pehly ham tred lga dety hain jab hmen pehly apni mony management ko set krna ho ga us ky bad hmen koi bi tred lgani chahy or tred lgany sy pehly hmen analysis chek kr leni chahy u ky bad hmen tred lgani chahy
            • #7 Collapse

              Re: Loss hony ki ek waja money management ka na hona bhi hy

              G han dear apny bilkul sahi baat le hy agr forex main hum kaam Karin aur humain money management ke bahoot zuyada zaori hoti hy agr hum forex main is ches ko nahi dkehain gy oo humain is main koi faida nahi hoga aur humain is main loss hota rehata hy humary liay zaori hy k hum is main is cheaz ka kheal erakhin.
              • #8 Collapse

                Re: Loss hony ki ek waja money management ka na hona bhi hy

                G han forex trading men jo log trade lagatay waqt apnay balance pe nazar nhi rakhtay woh ghalt trade laga detey hen aur unn se money management nhi hoti iss liay woh bara loss kar detey hen aur account bhi wash ho jata hey iss liay apnay balance k hisab se small lot size use karen
                • #9 Collapse

                  Re: Loss hony ki ek waja money management ka na hona bhi hy

                  hamy market ko achy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is mian money management kar is main fresh mind ky sath is main trade lagai chahey pher hi ham kamyb ho sakty hain or acah bnus hasil kar ky makret main run kar sakty hain ham is main apni marzi sy out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai aik aam job sy acha or profitably business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss hony ki ek waja money management ka na hona bhi hy

                    dears nuqsan hony ki aik bari waj money mengement na hona is k ilawa aur bhi bahut se wajohaat hain jaisy k risk ko agar sahi se measure na karna aye tab bhi nuqsan hota hay agar humyn analysis na krna aye to bhi nuqsan hota hay agar sahi se kaam na seekhyn aur lot size ziada lagayn gy to bhi nuqsan hony ka pora pora andesha hota hay aur account bhi kharab ho jata hay...
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss hony ki ek waja money management ka na hona bhi hy

                      hamy money management kar ky forex maai kam karna ho ga pher he hum paia kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar bagr learnng ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai agar lalachi ban ky kam kary g to hamy loss ho j yag forex pakista mai legal ban cka hin hu is mai apny boss ap he hoty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss hony ki ek waja money management ka na hona bhi hy

                        ji janab ye baat to bilkul theek hai ke humari tradinge mein money manegment ka hona bohat hi zarori hai or humen forex tradinge mein money manegment ke motabik hi tradinge karni chahey or hamesha hi apni trade mein kam lot size use karni chahey isse humen kam loss hone ke chansis hote hain or humen profite bhi achi hoti hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X