Jin mistakes ki waja sa loss hova koshish Karen wo dubara na Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jin mistakes ki waja sa loss hova koshish Karen wo dubara na Karen
    Dear forex members forex aik bohot achaa or kamyab business network ha ya aik online bussiness ha is ma Kam karna koi mushkil Ni ha ham ghr baith Kar online Kam Kar sakty hn or agr aap ki ismein loss ho Jay to ghabrana nahe Chaya balky zyada mehnat Karen or loss ko recover karen jin mistakes ki waja sy loss hova koshish Karen wo dubara na Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jin mistakes ki waja sa loss hova koshish Karen wo dubara na Karen

    agar humse trading mein Koi galti Ho jaati hai to koshish yahi honi chahie ke bar bar Ham use galti ko repeat na Karen kyunki Jo galti Ham bar bar repeat karte hain usse hamen bahut jyada nuksan hota hai isliye hamen chahie ki hamen apni galti ko bar bar nahin karna chahie aur koshish karni chahie ki trading mein Ham kam se kam galtiyan Karen Taki Ham kamyab reading kar saken
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Jin mistakes ki waja sa loss hova koshish Karen wo dubara na Karen

      G bilkul forex me Prectice but zaroori Hy or experience b matter krta Hy tb hi hm profit gain kr sakty Hain or agr by mistake loss ho b Jay to usko avoid nhi krna chahiy or again bachna chahiy is sy
      • #4 Collapse

        Re: Jin mistakes ki waja sa loss hova koshish Karen wo dubara na Karen

        g hn g ap ny sai baaat ki hai k forex mn posting ya trade krty waqt hm se jo mistakes ho jati hein,hmein un mistakes ko ignore nai krna chahiye balky un ko note down kr k avoid krna chahiye r un ko nxt time repeat bilkul nai krna chahiye is trh hm mistakes se bach k loss se bach k axhi trade kr skty hein,,..
        • #5 Collapse

          Re: Jin mistakes ki waja sa loss hova koshish Karen wo dubara na Karen

          han bhai hmain aik kam bht ihtiyat sy kerna perta hy bhai hmain chahiay kh hum apny loss sy sabuk hasil karin bhai jis mistake ki waja sy hmain loss hova hy us ko repeat na karin bulkh hmain chahiay kh us ko recover kerny ki koshish karin bhai apny loss ko repeat kerny wala kabhi samjh hi nh sakta
          • #6 Collapse

            Re: Jin mistakes ki waja sa loss hova koshish Karen wo dubara na Karen

            G han dear ap ki baat thik hy pakistan forex min hamin kaam karty hoy hamin forex min jo bhi mistake hiti hy who hamin forex min apni mistake io igore nahin karni cahyw balke hamin firex min apni mistake ko sahi karna chaye jis sy hum forex min achi kamyabi ko hasil.kar sakty hain os ka lia hamin forex mn ziyada sybziyada mhenat karni chaye jis sy hum frex min achi quality walai post kar ka acha boness hasil karsakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Jin mistakes ki waja sa loss hova koshish Karen wo dubara na Karen

              G bilkul bhai jan forex trading mn hr kisi sa mistakes hoti hn aur loss bhi ho jata ha lekin meray khial mn apko apni hr mistake ko note krna chayay jis sa loss howa ho aur usay hmesha yad rakhna chayay aur dobara aisi ghalti repeat na kr k hmesha kamyabi hasil krni chayay
              • #8 Collapse

                Re: Jin mistakes ki waja sa loss hova koshish Karen wo dubara na Karen

                Assalam o alaikum dear friend s forex mein AP sb friends ko bahot bahot welcome dear hmara aj ka best question AP friend s ki khidmt mein k Jin mistakes ki wajah se hmari post wast hoi Koshish krein ap ki help ka shukriya thanks friend s
                • #9 Collapse

                  Re: Jin mistakes ki waja sa loss hova koshish Karen wo dubara na Karen

                  Mistake krny se loss hota hai lekin new traders se lalach ki waja se ziada mistakes hoti hein jin mein big lot aur over trading ziada use krty hein aisy traders hamesha loss krty rehty hein hona tu ye chahiye tha jb aik mistake se loss ho jaye tu next time pehly wali mistake se loss na ho is tarah trading mein loss se bacha ja sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jin mistakes ki waja sa loss hova koshish Karen wo dubara na Karen

                    G han dear ap ny sai kha hy agar ham sy ik do bar galti hojati hy to hamy chaiye ky ham os galti ko dobara na kary ham ko os galti sy agar nuqsan horha ho to hamy chaiye ky oher os galti ko na kary agar ham os galti ko bar bar karty rhay ti hamara account khatam hosakta hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Jin mistakes ki waja sa loss hova koshish Karen wo dubara na Karen

                      han g sahi bat ki hy hamin apni mistake ko repeat nhi kerna chahiy belkeh unko recover kerna chahiy hamin chahiy keh ham iss mein mistake ko repeat na krein belkeh hamin unko recover ker k unsey hi learninig hasil kerni chahiy aour pak forex business mein kamiyabi hasil kerni chahiy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jin mistakes ki waja sa loss hova koshish Karen wo dubara na Karen

                        Ji han Hamen koshish Yahi Karni chahie ki Ham mistakes na Karen Agar Ham mistakes Karenge To Hamen nuksan Hoga koshish Yahi Karni chahie Ke Jab Ham ek galti kar lete hain to Dobara use Galti Ko Na Karen Forex trading business Mein jitne galtiyan Ham Karenge utna Ham nuksan Karenge profitable trading karne ke liye hamare pass Achcha experience Hona jaruri hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jin mistakes ki waja sa loss hova koshish Karen wo dubara na Karen

                          Obviously this mistake ki vajah se a Ham pahle loss mein ja chuke hain tu koshish karen ki again use mistake ko Na Karen Bal ke usko improve karne ki koshish karen dhyan se kam Karen Dil laga ke apna work Karen aur quality wala kam Karen jisse hamen kam karne ka fayda ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Jin mistakes ki waja sa loss hova koshish Karen wo dubara na Karen

                            Aslamualikum forex members forex ak online business ha forex g bro ap thk khty hain hmy ap I mistake sy knowledge hasil krni chaye dobara wo mistake nhi kry jis sy ap ka loss hota ha tb he achy or kmyab traders bn skty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jin mistakes ki waja sa loss hova koshish Karen wo dubara na Karen

                              Bilkul hamen Jin mistake se se loss hota hai hamen badwara Nahin Karni chahie lekin Ham fir karte hain uski vajah se hoti Hai ki Ham market Mein emotional kam karte Hain Jab Bhi Ham is tarah ka kam karenge To hamen lajmi loss hoga isliye apne aap ko theek karna bahut important hota hai agar Ham khud Ko theek Nahin karenge khud Ko improve Nahin karenge knowledge or experience ko improve Nahin karenge To Ham is market Mein profit Nahin Le sakte

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X