Short term trad par zyada tawja na do.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Short term trad par zyada tawja na do.
    Aslam O Alekum.
    Dear member short trade par zayada tawjo na do. Qnke short trade my bohat hal chal hota hay kisi be waqat market against ja sakta hay.Our new trader bara trad be na lagaye. Agar ap logo ne bara trade lagaya our market against chala giya to apka account wash ho jayega. Hamesha short trade ko short na samje balke long samje. Agar apne short trade lagay be to long trade ka soch zehan may rako ke many long trade lagaya hay our balance be long trade ka hona chahe. Kabi bi kam balance kesat bara trade na lagaye. Ap logo ka kia khyal hay.
    Thanks dears.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Short term trad par zyada tawja na do.

    G han dear apny bilkul sahi baat ke hy agr forex main hum long term trading Karin gy too humain us sy yee faida hoga k humain trade acha profit bhe dy ge aur hum uski movement kodekh sakhain gy auer faida hasil kar sakain gy keun k long term trading karny main m,aza ata hy aur faida bhe hjotan hyh.
    • #3 Collapse

      Re: Short term trad par zyada tawja na do.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Romany پيغام ديکھيے
      Aslam O Alekum.
      Dear member short trade par zayada tawjo na do. Qnke short trade my bohat hal chal hota hay kisi be waqat market against ja sakta hay.Our new trader bara trad be na lagaye. Agar ap logo ne bara trade lagaya our market against chala giya to apka account wash ho jayega. Hamesha short trade ko short na samje balke long samje. Agar apne short trade lagay be to long trade ka soch zehan may rako ke many long trade lagaya hay our balance be long trade ka hona chahe. Kabi bi kam balance kesat bara trade na lagaye. Ap logo ka kia khyal hay.
      Thanks dears.
      Short term trading se Los ke chances jyada hote Hain isliye shark term trading nahin karni chahie aur hamen chahie ki ham daily base per trading Karen jab Ham daily base pachi trading karenge to hamen iske acche results milenge aur main samajhta hun ki agar Ham daily base per money management ke sath acchi trading karte Hain to Ham achcha profit banaa sakte hain trading itna bhi mushkil business nahin hai
      • #4 Collapse

        Re: Short term trad par zyada tawja na do.

        aap short term trading bhi kar sakte ho aur long term trading bhi kar sakte ho yah aapki apni marji hoti hai ki aap per hi depend hota hai ki aap kaun si trading acchi kar sakte ho so jyada traders long term trading karte hain kyunki traders ka yah kahana hai ki long term trading mein profit ke chances bahut jyada hote Hain jab ke short term trading mein profit ke chances bahut kam hote Hain
        • #5 Collapse

          Re: Short term trad par zyada tawja na do.

          yah depend karta hai Tere dar per vah kya sochta hai yah uska market ka analysis kya hai agar uska market analysis achcha hai to vah short term trade bhi kar sakta hai aur long term trade bhi ja kisi bhi trader ki equity per depend karta hai
          • #6 Collapse

            Re: Short term trad par zyada tawja na do.

            Aapane kaha hai ki short term trade jo hai use per Jyada tavajjo Nadu tavajjo To Hamen Deni chahie Har trade per hi Hamen Deni chahie Chahe vah short term trade ho ya FIR long term trade ho to bacchon ke sath Agar Ham Apna Kam Karte Hain To tab hi Ham is business Mein Kamyab ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Short term trad par zyada tawja na do.

              Dear agar aap ki analyzing iss kabil hay kay aap short term market ko bi samajh lo to phir aap ko iss may koi masla nahi hay aap trading short may kar saktay ho laykin agar aaysa nahi hay to phir long term may to aap ko intizar hi karna hota hay.
              • #8 Collapse

                Re: Short term trad par zyada tawja na do.

                short term trading chotty accounts k lye axhi hoti hai but is k through hmein zyada earning k chances itny zyada nai hoty hain,so apny profit ko increase krny k lye apny account ko brra krein r us mn big trade se axhy lot size k sath axhi earning vali trade krein,.
                • #9 Collapse

                  Re: Short term trad par zyada tawja na do.

                  Sahee kaha apne short time trading ake tarah ki lalach hi hy k jaldi se profit mil jae aur phir nai trade opan karen lekin esa karna trading k lye sahee nhe hy esi trade zyada tar loss mein chali jati hy aur account bhi jaldi wash kar deti hy q k ham aksar short time wali trade zyada amount ki lagaty hyn to loss bhi bara ho jata hy,
                  • #10 Collapse

                    Re: Short term trad par zyada tawja na do.

                    Short term trading mein bhi profit hai aur long term trading Mein bhi profit hai Agar aapko short-term experience hai aap wo karo Agar aapko long-term mein experience hai to aap wo karo is liye jis bui type ki trading Mein AP ko experience hai wahan pe AP kaam karain aur acha kaam karain AP Jo bhi type ka kaam karain us mein emotional control hai to hi AP ko profit ho ga warna nahi ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Short term trad par zyada tawja na do.

                      forex aik acha business hain hum is maai shor term trading kar ky zada munfa hasial nahi kar sakty forex aik wasee business hain hum is mai 24 ganty maai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai pany boss ap he hoty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #12 Collapse

                        Re: Short term trad par zyada tawja na do.

                        bhai jan forex trading main jo mambers trading karty hain tu sub he apni trading k expiernce ki base par he trading karty hain qk juch mambers short term trading ko zyda ach akarty hain or kuch long trading ko prefer karty hain es liyie hmain apni trading ko es tarha karna chahye jis main hmara expiernce hai or hum os main kamyab ho skaen warna hmain forex main acha profit nahi milta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Short term trad par zyada tawja na do.

                          short term trading bhi ki ja sakti hai ismein koi bhi problem nahin hoti hai lekin jyada traders long term trading karte hain soye aapki apni marji hoti hai ki kya aap short term trading karna chahte ho ya FIR long term trading karna chahte ho toh zyada traders long term trading isliye karte hain kyunki long term trading mein profit ke chances bahut jyada hote Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Short term trad par zyada tawja na do.

                            Short term trade k sath sl hota hai aur tp boht km pip ka hota hai aur aksar sl hit ho jata hai jis sy hame los hota rehta hai short term trade ki bjaye long term trade pr tawjo den kui k long term trade ka tp lamba hota hai aur sl k bager hoti hai jis sy apko los ka khatra nai hota aur tp long hony ki wja sy apko boht bara profit milta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Short term trad par zyada tawja na do.

                              waise tu forex main koch traders short term trading krte hen r koch long term lekn forex main humesha ache analysis k sath long term trading krni chae kiunk long term main profit k chance zeyda hote hen jab k short term main loss k chance zeyda hote hen es leye forex main humesha koshash krn k long term trading krn

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X