Short term trad par zyada tawja na do.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Short term trad par zyada tawja na do.
    Aslam O Alekum.
    Dear member short trade par zaya tawjo na do. Anqe short trade my bohat hal chal hota hay kisi be waqat market against ja sakta hay.our new trader bara trade be na lagaye. Agar ap logo ne bara trade lagaya our market against chala giya to apka account wash ho jayega. Hamesha short trade ko short na samje balke agar apne short trade lagay be to long trade zehan may samjo ke many long trade lagaya hay our balance be long trade ka hona chahe. Kabi bi kam balance kesat bara trade na lagaye. Ap logo ka kia khyal hay.
    Thanks dears.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Short term trad par zyada tawja na do.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Romany پيغام ديکھيے
    Aslam O Alekum.
    Dear member short trade par zaya tawjo na do. Anqe short trade my bohat hal chal hota hay kisi be waqat market against ja sakta hay.our new trader bara trade be na lagaye. Agar ap logo ne bara trade lagaya our market against chala giya to apka account wash ho jayega. Hamesha short trade ko short na samje balke agar apne short trade lagay be to long trade zehan may samjo ke many long trade lagaya hay our balance be long trade ka hona chahe. Kabi bi kam balance kesat bara trade na lagaye. Ap logo ka kia khyal hay.
    Thanks dears.
    Ji bilkul hamen short trading nahin karni chahie kyunki ismein hamare loss k chance se jyada hote Hain aur hamen chahie ki Ham long term trading Kiya Karen yah hamare liye bahut hi best hoti hai aur agar Ham short trading karenge to Ham loose Ho jaenge isliye hamen chahie ki ham shirt trading na Karen hamen chahie Kahan long term trading Kiya Karen kyunki ismein hamare liye bahut hi benefits hote Hain mami shrabi
    • #3 Collapse

      Re: Short term trad par zyada tawja na do.

      my dear friend aapane double thread create kar diye Hain Jo ke similar hain aur is tarah se aapko nahin karna chahie kyunki is tarah se Ham sab ka bhi time best hota hai aur aapko bhi kuchh bhi hasil nahin hoga aur is tarah se aapko kabhi bhi achcha bonus hasil nahin hoga balki aap ka bhi time West hoga to aapko hamesha new aur acchi quality ka thread create karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Short term trad par zyada tawja na do.

        agr ham is main new hian to hamy short term main trading karni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam karna chahey yai online ki dunya main aik king business hain is main hamara koi boss nahi ota
        • #5 Collapse

          Re: Short term trad par zyada tawja na do.

          forex ak online business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga is mai usa ro china or new yok jasy bary bay mumalik sahmol hain yai buisness paaksitan mai legal ban cuka hain is maihamara koi be boss nahi hain
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #6 Collapse

            Re: Short term trad par zyada tawja na do.

            Dear ya aap ko sakoon kahan par milta hay short term may ya long may agar aap short term may kaam kartay ho to ya to bohat hi bahtar hay quen kay iss tarha say aap ko sara din market may rahna nahi hota hay.
            • #7 Collapse

              Re: Short term trad par zyada tawja na do.

              Baai g is may ziada thar members ko agar aap dhakay tho wo short time trading he karthay hay kionka khas kar new members har trade ko ziada say ziada monitor karthqy hay our asay trading ko samajna buhut mushkil hotha hay lekin agar aap nay achay analysis k baadh trqde open kia ho tho os may loss ke soorath may be wapasi ka ziada chance hotha hay.
              • #8 Collapse

                Re: Short term trad par zyada tawja na do.

                yes short trem trad par zayad tawaja na do posting kryn py b tawajo dy q ky humin bouns sy b bht faida huta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Short term trad par zyada tawja na do.

                  dear dear short term trading ho yah long term trading or Se zyada Fark nahi padta long-term bahut zyada long Ho jaati Hai Aur short-term kam hi time mein bahut zyada profit Di jaati hai isliye koshish Karenge aapko trading karne ka method Pata Hona chahie aur aapko sare to use karna aana chahie Kyunki Jab aapko Forex Mein Sab sare tools ko sahi tarah use karte hain to isase aapka bahut zyada fayda hota hai aur agar aapka small account hai to please short term trading hi Karen long term trading na Karen Kyunki long term trading se bahut jaldi dost bhi hota hai aur account watch bhi ho sakta hai short term trading se hota hai ki ek se do din mein aapko result aa jata hai profit Mil jata Hai jisse aap happy Ho jaate Hain isliye koshish Karenge Hamesha money management ke sath trading Karen chahe vo jo bhi ho long term and short term money management trading ke liye bahut zyada beneficial rahti hai Kyunki is se zyada nuksan Nahin Hota aur Hamen bahut zyada profit Milta Hai money management se
                  • #10 Collapse

                    Re: Short term trad par zyada tawja na do.

                    yah to aapki apni choice hoti hai ki aap kaun sa hai kam karna chahte ho agar aap short time trader hai to aapko short term trading Karni chahie agar aap long term trading hai to aapko long term trading Karni chahie isliye depend karta hai ki aap kya karna chahte ho agar aap log kam kam karna chahte ho to fir aapko short-term Nahin Karni chahie aapko usmein loss hone Ke chances se jyada honge isliye apna trading style ko follow Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Short term trad par zyada tawja na do.

                      Yes forex ma hamesa long term trade karny waly he kamyab hoty hai, long term ka sochy to obviously zehan ma kam lot ka tasawar ata hai, jo member big lot sy ik he din ma ameer hona chahty hai wo big lot set karty hai jisy short term kaha jata hai or ye bhot dangerious hoti hai,
                      • #12 Collapse

                        Re: Short term trad par zyada tawja na do.

                        Hello everyone je ap ki bat kisi hd tk theek ht ke short term trade pr zayada tawajh na dain lakin ye sirf un members ke liye theek hy ji ke pas knowledge aur experience hy unhain chahye ke long term trading karain us main loss ke chances km hoty hain lakin jo members bilkul new hain wo aisa risk kabhi na lain wo short term se hi start karain aur jb experience gain kr lain phir long term trading start karain
                        • #13 Collapse

                          Re: Short term trad par zyada tawja na do.

                          As-salamu alaykum Forex Main Agar Jyada Achcha karna chahte hain Thode time mein to aapko chahie kya aap Jyada Se Jyada Chhoti posting to bajade aur Chhoti trading Karen Jab aap Chhoti trading Jyada Karenge to aapko Chhota Thoda Thoda profit Karke Jyada profit Hoga aur aap Jyada jaldi Achcha profit Asar Kar Sakenge ab Badi trading Kar Na Lage to aapko Kafi Mushkil Hogi Achcha Prophet Hazrat karne mein isliye Dekh Kar kam Karen aur Jyada Se Jyada Chhoti trading Karen Jaise aapko Kafi Achcha profit Ho Sar ho sake agar aap Aisa Karenge to aap jald hi Achcha Banna Sarkar Lenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Short term trad par zyada tawja na do.

                            Main ap sa ak bat share krna chahta hon ka trade short term ho ya long term ho ham ko hamasha acha analysis ka sath he krni chaya aur apna pora zor laga dana chaya jab tak ham mahnat ka sath kam nea kran ga ham kamyab nea hota han us lya ham ko chaya ka ham daily jo bhe trade open kran short term ho ya long term ho hamara pora dhyan hona chaya tab he ham ko fiada hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Short term trad par zyada tawja na do.

                              G bilkul short term trade PR zayada tawajha na dain q k is me market ki movement bht taiz hoti hy or trade profit me jaty jaty loss me b ja sakti Hy or new traders barri lot sy b bachain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X