Apni munzil tak pahuncny kaliy insan ko hath paon bhi hilany perty hn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni munzil tak pahuncny kaliy insan ko hath paon bhi hilany perty hn
    bhai main ap ko keh rahi hon kh ager ap kuch ban'na chahty hn ap kisi munzil tak jana chahty hn to ap ko wahan tak pahunchny kaliay kam kerny ki zarorat hy apna kam kisi per dalny ki zarorat nh hy bulkh hmain khud hi hath paon marny perty hn ta kh hmain is sy kamyabi mily hai hmain chahiay kh hum khob berh ker mehnat kaein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni munzil tak pahuncny kaliy insan ko hath paon bhi hilany perty hn

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aatiqaambreen پيغام ديکھيے
    bhai main ap ko keh rahi hon kh ager ap kuch ban'na chahty hn ap kisi munzil tak jana chahty hn to ap ko wahan tak pahunchny kaliay kam kerny ki zarorat hy apna kam kisi per dalny ki zarorat nh hy bulkh hmain khud hi hath paon marny perty hn ta kh hmain is sy kamyabi mily hai hmain chahiay kh hum khob berh ker mehnat kaein
    Yes brother agar humne Koi maksad hasil karna hai koi manzil hasil karni hai to hamen uske liye hard work karna jaruri hota hai aur jab tak Ham apne maksad ko hasil nahin kar lete hain to tab tak hamen hardworking se Hi Kam Lena hota hai trading Koi mushkil business nahin hai lekin isko sikhana mushkil hai jab Ham isko Sikh lete Hain to tab yah hamare liye bahut hi benefits rakhta hai aur tab yah hamare liye bahut hi easy ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Apni munzil tak pahuncny kaliy insan ko hath paon bhi hilany perty hn

      hun hath per hath dary bathy rahny se is dyniya main koch bhi nhi milta ager hum koch ban,na chahty han tu is k liya humain bht ziada mehant ki zarorat hoti ha taky humarui yahi mehant humain kamiyabi ki manzil tak pohncha sakey.
      • #4 Collapse

        Re: Apni munzil tak pahuncny kaliy insan ko hath paon bhi hilany perty hn

        G sahii bat h apkii insaan ko agr qamyaab honaa haii to wQiyee main us ko hath aur piin hillany party hain achii trhaa sy mhinat krnii partii haii apnaa kaam ko sahii trha sy jrnaa partaa haii agr qamyawb hona hotaa haii to achaa k owldgee bhe gasil krnaa partaa haii achii mhibat bhee krniinpartii hai apny jaam ki mayari bnana partaa haii apny kaam ky tareeqy ko bhot hii acha bnana chahiyee jiss sy humain bhot hii acha faidaa hoga
        • #5 Collapse

          Re: Apni munzil tak pahuncny kaliy insan ko hath paon bhi hilany perty hn

          Je forex ma wo he manzil tak pochta hai wo es k lae mehnat karta hai, agr kio mehnat ni kary ga to manzil door chali jae gi, forex ma hamy bhot si muskilat ka samna hota hai jis ko hoslay or himmat sy bardast kar k he ham agy barh sakty hai, or kio short cut ni hai,
          • #6 Collapse

            Re: Apni munzil tak pahuncny kaliy insan ko hath paon bhi hilany perty hn

            ji han aisa Hi karna padta hai hamen mehnat karni padati hai agar Ham mehnat Nahin karenge To Ham Kamyab Nahin ho, sakte isliye hamen jitna bhi ho sake market ko time Dena chahie market Mein hamen apne greed ko control karna chahie Kyunki ji Hamare enemy hote hain aur uske bad hamen money management Karna padati Hai Jab Ham ine chijon Ko follow karte Hain To Ham Kamyab hote Hain
            • #7 Collapse

              Re: Apni munzil tak pahuncny kaliy insan ko hath paon bhi hilany perty hn

              Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein bhi kuch aisa hi hai agar hum forex mein bhi mehnat nahin kettay tou humain frex mein sae kuch bhi hasil nahin ho ga jub tak hum mehnat sae kaam nahin kerain gay tou humain kamyabi nahin milay gi iss lye mehnat zaroor hai
              • #8 Collapse

                Re: Apni munzil tak pahuncny kaliy insan ko hath paon bhi hilany perty hn

                Ye sach bat hy "Insan kaliye whoi kuch KI jis ki WO justojo aur koshish krtay.. Kamyabi ap ko plate ma rakh kr nhi di jay gi is kaliye ap ko mehnat krni ho gi. Kam krna ho ga time dena ho ga. Hardships ko bardasht krna ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Apni munzil tak pahuncny kaliy insan ko hath paon bhi hilany perty hn

                  Apny goal ko avhieve kerna chahty hain to aram se bethny se ap usy achieve nahi ker sakty is k liye hamy mehnat kerna hoti hai r jesy k ye kahawat mashoor hai k harkat main hi barkat hai to isi per amal kerty huy mehnat karen inshaAllah kanyabi zaror mily gi mehnat kerny waly sila zaror paty hain beshak late sila mily per milta zaror hai to apni manzil ko.oana hai to mehnat bhi kerna hogi kuch ker dikhanay ka azam karen kamyabi zaror milti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni munzil tak pahuncny kaliy insan ko hath paon bhi hilany perty hn

                    G han dost bilkul humein apni manzil tak pouchney k leiye apney hath paun hilaney partey hain q k dostu es forum mein agar hum kaam nahi karein gey aur bus susti kartey rahein gey tu phir es tarha tu hum apna daily ka posting targat pora nahi kar sakein gey aur na hi apna phir hum monthly target pora kar sakein gey.
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni munzil tak pahuncny kaliy insan ko hath paon bhi hilany perty hn

                      dear friends g han ap ny thk kaha hy ham jb apny munzil talash krty hy tu us keliye hamye mhnat krni pharti hy , agr ham yeh sochty ho ky kamyabi mhnat kiye bagair mel jati hy tu yeh ap ki bhool ho gi , jo bhe log kamyab hoty hy who mhnat kr ky kamyab hoty hy ,mhnat keliye hamye hath paon duno9 ko sy kam kr ky apni manzil par ponch skty hy ...
                      • #12 Collapse

                        Re: Apni munzil tak pahuncny kaliy insan ko hath paon bhi hilany perty hn

                        Ji bilkul apni Manzil Tak pahunchne ke liye Insan ko Hath Paon hilane padhte Hain Harkat Hamen karni padati hai Is Tarah Se Hi Ham Kamyab ho sakte hain Apne kam ko karne ke liye Hamen koshish karni padati hai Hath per Hath rakhkar baith jaane se Kuchh Aasan Nahin Hota
                        • #13 Collapse

                          Re: Apni munzil tak pahuncny kaliy insan ko hath paon bhi hilany perty hn

                          Apni manzil pe pohnchny k boht mushkilat ka samna krna parta hai ap hath pe hath rakh kr bethy rahen aur posting boht km karen aur achy bonus ki umed rakhen apko kabhi acha bonus nai mil sakta achy bonus achy profit aur apni mazil pe pohnchny k lye apko hath pao hilany party hen khuda bhi kehta hai ensan k lye utna kuch hai jitni wo koshish krta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Apni munzil tak pahuncny kaliy insan ko hath paon bhi hilany perty hn

                            Bilkul sahi kaha h ap ny jab b insan ko koi kaam krna parta h to phr us mn us ko bht mahent bhi krni parti ha r pahly b kaam krny keleay mahenat ki zaroorat hoti ha r Dil laga k kaam krna parta ha r soch samajh k risk Lena parta h warna insan kamyab b nhi hota h
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apni munzil tak pahuncny kaliy insan ko hath paon bhi hilany perty hn

                              aapki baat bilkul theek hai apni manzil Tak pahunch ne ke liye insan ko apne hath paon hilane padte Hain but yahan per hath paon ki nahin Bal ke mind ko fresh rakhne ki aur mind ko hilane ki jyada jarurat hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X