Money management k sath open ki gai trade loss se mehfooz takhti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management k sath open ki gai trade loss se mehfooz takhti hai
    Assalam o Alikum
    Proper way open ki gai trade hi safe trading hai k jab ham money managememt ka khayal rakhty huy trade open kerty hain to hamari ye trade loss main jany se safe rehti hai jab bhi trade karen to money management ka khas khayal rakha jay k hamary ye trade loss main nahi jati r hamy is main profit bhi hota hai sath hamara account bhi safe rehta hai r ham apna account safe rakhty huy achi trading ker lety hain r forex main apna account safe rakhty huy kam kerna hi asal kamyabi hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management k sath open ki gai trade loss se mehfooz takhti hai

    han bhai hmain chahiay kh hmara jitna account ho us hisab sy hmain lot size use kerna chahiay jitna hmara balence ho ga hmain money managmnet ka hisab sy hi kam kerna ho ga bhai aj kal market bht risky ho gai hy is sy hmara account bhi wash ho sakta hy hmary liay behter yhi hy kh hum lot size kam sy kam use karin
    • #3 Collapse

      Re: Money management k sath open ki gai trade loss se mehfooz takhti hai

      Loss to aapko kabhi Bhi Ho Sakta Hai chahe aap ne management Karo Ya Na Karo lekin agar aap money management karoge To aapko jo bhi loss hoga vah Ab recover kar sakte ho Kyunki aapka account wash Nahin hoga aur aapko loss kam hoga jiski vajah se aap apna account wapas recover kar sakte ho ya vajah hoti hai ki long term Agar aapane kam Karna Hai To fir. Aapko money management karna lajmi hai.
      • #4 Collapse

        Re: Money management k sath open ki gai trade loss se mehfooz takhti hai

        hun ager hum moneymanegment ko ignore kerty hoay trdain g kerty han tu is se hum loss se safe nhi rah sakty ager hum chahty han k humain trdaing se loss kum se kum ho tu humain apny balance k hisab se trdae lagani chahiay is se humara acaount safe rah sakta ha.
        • #5 Collapse

          Re: Money management k sath open ki gai trade loss se mehfooz takhti hai

          G haan dear apkii baat sahii haii monymanagement syy humain kabhii bhee loss nh hotaa haii balky humain iss main achaa profit hotaa haii hum iss main achii qamyaabii hasill kr paaataa hain jitnaa acha hum iss main kaam krty hain humain utnaa hi achaa iss kaa faidaa mill pataa hai aur humain iss sy acha profit bher hotas haii aur uss sy phr achii earning bhee hoo patii gaii
          • #6 Collapse

            Re: Money management k sath open ki gai trade loss se mehfooz takhti hai

            Forex men darasal kamyab honay ka raz hay he esi men jab ham lot size kam rakhty hen aur money management ko bhi made nazar rakhatay hen. Agar thori c bhi over trading ho jaye to account risk men par jata hay aur jo profit hota hay wo bhi loss men change ho jata hay es laye mandarja bala 2 baton ko lazmi zehan men rakhen to Forex men profit he profit ho ga Insha Allah.
            • #7 Collapse

              Re: Money management k sath open ki gai trade loss se mehfooz takhti hai

              Assalamu alaikum dear member hamen chahie ki kya mapne account ke hisab se trade open Karen loss aapko ho sakta hai chahe aap money management Karo ya Na Karo lekin money management se aapka loss recover ho sakta hai is liay humain chahye k hum management kar k trade open Karen to humain acha faida hasil ho skta hy
              • #8 Collapse

                Re: Money management k sath open ki gai trade loss se mehfooz takhti hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
                Assalam o Alikum
                Proper way open ki gai trade hi safe trading hai k jab ham money managememt ka khayal rakhty huy trade open kerty hain to hamari ye trade loss main jany se safe rehti hai jab bhi trade karen to money management ka khas khayal rakha jay k hamary ye trade loss main nahi jati r hamy is main profit bhi hota hai sath hamara account bhi safe rehta hai r ham apna account safe rakhty huy achi trading ker lety hain r forex main apna account safe rakhty huy kam kerna hi asal kamyabi hai
                Good brother aapane bahut hi good suggestion jiddi hai agar Ham money management ko follow karte hain aur apni trades money management ke sath open karte Hain to tab hi Ham apni trades ko loss se bacha sakte hain kyunki agar hamen kisi trade mein loss Ho bhi jata hai to Ham easily recover kar lete hain isliye hamen chahie ki Ham kisi bhi trade co without money management open na Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Money management k sath open ki gai trade loss se mehfooz takhti hai

                  Gee haan bhai trade mein money management kerna bahut zaroori hai jo kaam bhi hum manage ker kay aur planning sae kerain gay uss mein humain zaroor kamyabi hasil ho gi humain chabyea kay hum forex mein mehnat ker kay aur money maagement ker kay hi faida hasil kerain iss sae humain zayada income ho gi
                  • #10 Collapse

                    Re: Money management k sath open ki gai trade loss se mehfooz takhti hai

                    ji han bilkul aapane sahi baat ki hai money management ke sath Jo open drain hoti hai walo se mehul rahti hai uski vajah yah hai ki jab ham log money management karke friend karte hain to market use hisab se karti hai ki jis par ki jitni movement hoti hai to hamen isliye is baat ka jarur khyaal rakhna chahie ki Ham kis pair per trade kar rahe hain aur uski movement kaisi hai to isliye Forex trading mein kabhi bhi for fir se likho easily nahin Lena chahie kyunki yah Forex trading bahut dheere iski maa ki khet to isko hamesha carefully hokar ismein trade karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Money management k sath open ki gai trade loss se mehfooz takhti hai

                      Aoa deae firex members ap ka Swal bhut acha hy agr hum money managment kr k trade lgain gyor lot size kum rkan gy to ussy trade loss min nhi jay gy agr jay gy bhi sahi to woh loss recover kia ja skta hy mazeed mehnt kr k agr hum in do batoon ka khyal rken gy to insha allah zroor kamyab hon gy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Money management k sath open ki gai trade loss se mehfooz takhti hai

                        Han money 💰 management Ka hamen Forex main khas taur par khyal Karna hota hai hamen chaheay hota hai ky ham Forex market n Ach kamai hasil Karen aur lot size Ka kamsekum ham Forex main account ky mutabiq lot size Ka use Karen aur ham is main Achi kamiyabi hasil Kar saken
                        • #13 Collapse

                          Re: Money management k sath open ki gai trade loss se mehfooz takhti hai

                          bilkul sahi hai ki money management ke sath open ki Gai thi jo hoti hai usse aapke kaun ke safety hoti hai uski vajah yah hai ki jab aap log money management karte ho to aap trade size chhoti hi karte ho kabhi badi nahin karte jab aapki grid size aapke kaun se chhoti hogi to aapka account kabhi bhi wash nahin hoga Kal ke aap lifetime apni earning aur apni profit aur apna account continue rakhoge lekin agar aapane without money management training ki to aapka account hua Sone mein der nahin lagegi
                          • #14 Collapse

                            Re: Money management k sath open ki gai trade loss se mehfooz takhti hai

                            Hn g ap ny tk kaha h my ap ki baat sy agre ho money management k st tread kary gy to hm loss sy save ray gy kuk zada lot lagay r balnc km ho to is sy acount wash ho jata h lalch k chkro my km lot lagana chahiy jis sy hmy acha profit b ho r acount b save ray
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Money management k sath open ki gai trade loss se mehfooz takhti hai

                              Forex trading mein agar Ham money management ke hisab se chale To Hamara Lash kam hota hai trade Karte vah Stop loss use Karen Chhote volume ke sath trade karne se yah Hamara Las kam profit Jyada hota hai aur Hamare knowledge bhi increase Hota Hai Forex trading mein jo lalach Karta Hai wohi naKami hsel karta hai .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X