why forex trading business fo need a planing ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Ap ko pata hsi k har budiness mai sp ko planning ki zaroorat hai. Es lye ap ko forex market mai bhe planning ki zaroirat hai. Aur planning ki madad say ap es market mai zada say zada profit hasil kr sakty hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      sirf forex hi nae bulkay her karobar k liye ap ku experience or knowledge ki zarurat perti hai. ic liye jitna hu saky larning ku tawajah dain ap ka sara profit learning man chupa huwa hai.
      • #108 Collapse

        Dear ap n bilkal tek kaha ha har business m planing ki zarort hoti ha asy he forex trading m b planning ki zarort hoti ha is k bagar humy loss b ho sakta ha is lay knowledge or experience hasil kar k trading karny ta k ache income hasil kar saken
        Be safe .its a dangerous market out there...:D
        • #109 Collapse

          Forex aik risky business hy aur planning ya strategy key baghair trading krna buhat dangerous ho jata hy. Is tarah aap kaheen stop nahi kar saktey aur ziada profit key chakar main lots ko open rakhtey hain aur nuqsan uthatey hain. Aik target bana kar kam krney sey aap ki equity safe rehti hy aur aap emotional bhi nahi hotey.
          • #110 Collapse

            ji forex business main planing ki is waja sy zarurat hoti hai k ap is main planning k bagher loss ker slty hian ap planning kren k ap ko kis per trade kerni hai aaur ap planning kren k kis wakt main market ka acha time hota hai aur kis pair per profit easily kia ja skta hai ye planing kerni hoti hai
            • #111 Collapse

              forex trading bussiness jitna asaan lagta hai utna hai nhi hum ko chaiyeh plan banain or back up plan b bohat zarori jab aik plan fail hu jta hai tu hum bohat udas hu jatt fir hemsha ghalt hi faisla karty
              • #112 Collapse

                dear jo cheeze jitniy mushkal hoty hai us main plannig ki utni zyda zroorat hoty hai to forex iak wide work hai is lai yhahan per hamain huge work , effort and efficient plannig kis zroorat hai agr ham proper plannig karty hai to hamara time waist nahe hota or ham apny distination tak asan se pohach jaty hai.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #113 Collapse

                  Forex aik risky business hy aur is main profit aur loss ki koi limit nahi hy. Is leye aik planning sey trading ki jati hy aur aik target define kia jata hy takeh profit aur loss ko kaheen break lagayee ja sakay. Agar aap without planning ya strategy key kam karain gey to aap ko yeh decide krna mushkil ho jaye ga keh kitna profit lena hy aur kitna loss bardasht krna hy.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X