why forex trading business fo need a planing ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    jee jee janaab aap ki baat bilkul theek hai janaab forex kay business mein planning ki bohot bohot zeyada bzaroorat hoti nhai iss kay baghair app achay trader nahin bun saktay kaamyaab nahin ho saktay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhi jan ap ka sawl bohet he acha hey ap ko chiye k forex ek bohet he acha busness hey or as ko me like krta hun as ko plaing se krna chiye
         
      • #18 Collapse

        Planing aik important thing hai hum ko apni trading mein planing se kam lena chahye q k planing se hum better trading ker sakte hain or mein apni trading planing se kerta hun or mein is terha kafi mistakes se safe rehta hun.
        • #19 Collapse

          according to my view ma tu es business k bhara ma ma tu ye he bolo ga k ye tu bat zarori hai k forex trading business karna k liya eak achi trading ki zarat hoti hai tab he acha trader bana ja sakhta hai.
          • #20 Collapse

            salam bhai jan ... life main har kam k liy planing zarori hoti ha Q k agr koi kam plan k begar kiy jay ga to0o us kam ka koi faida nai phaly to0o kam ho0o ga hi nai ... than ap loss hi ho0 ga iss liy plan important hota ha ...
            • #21 Collapse

              dear jab thak hum is main planing sy kaam nai kary gay to hum is main proper way sy earn bi nai kar saky gay to humain chahy kay hum learn kary then earn kary
              • #22 Collapse

                planning to har kaam mein zarori hai na jaisy parents apny bachun ky liye planing karty hain waisy hi forex mein bhi planning zarori hai
                • #23 Collapse

                  All kinds of trades need planning otherwise you may collapse and face loss .planning gives you a road map to open your trade with keeping signals in mind.
                  • #24 Collapse

                    Agar hum forex ka business planning ke sath nahi kare ge to humhe loss hi hoga kyuke forex aik boaht hi risky business hai jaha par loss ke chances bohat hi zyada hote hai humhe proper training ke sath hi yeh business karna chaiye take long run mai hume profit ho.
                    • #25 Collapse

                      bhi jan ap ka sawal bohet he achah hey forex ek bohet he acha busnes hey or as me paling ky sath kuch krna hota hey ager ap playing he naye kro gy to ao ko los hu sakta hey
                       
                      • #26 Collapse

                        har work karne ke lie koi treeka hota he jo phir ham asaani se kar skate hen or forex me beh hamare pass achi planing ho gi toh ham phir hi khud ko loss se bacha skate hen jab hamre pass achi planing hoti he toh earning bhe achi se achi kar skate hen
                        • #27 Collapse

                          aap ko forex trading main har wakt planning ki zaroorat hoti hai aap plan k baghair forex main nahi chal saktay aap ko forex trading main apnay target ko achieve krna hota hai
                          • #28 Collapse

                            main yahan new hoon aur mere khayal sey forex bohat he logical sa work hay yahan woi insan kamyab hota hay jo hard work karta hay ham jab forex main ayen to hamain planning karni chahiye aur market ko samjhna chahiye
                            • #29 Collapse

                              Dear is business me planning ki bht zyada zarorat hoti ha hm kabhi bhi kisi cheez me success tb tk hasil nahi kar sakty hain jb tk hm us cheez ko proper planning k sath nah karen or forex me bhi proper planning ki bht zyada zarorat hoti ha hmeen..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                planning ki need tu hoti hai aur aap kay pass knowledge nahe hoga tu aap forex say money made nahi kar saktay hay yeh aik great business hay aap forex say unlimited earning kar saktay hay mein forex ko bahot pasand karta hon isi liye mein daily forex ko ziyada say ziyada learn karta hon .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X