New member trading ki candle stick par manet Karen .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New member trading ki candle stick par manet Karen .
    New member ager forex trading KY candle stick par manet kare tu wo achy apny Analysis Kar sky gye Jo real acount par in ki faida ho ga jitni manret Karen gye aap utna aapko fayda hoga kyunki candlestick ka Forex trading mein Bada em roll Ada karti Hain forex site par signal par time waste karne aap khud se apne analysis kar ke signal banaen .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New member trading ki candle stick par manet Karen .

    New member trading ki candale stick pr mehnat kray aap ki baat bilkul theek hai forex mein Agra aap candle stick pr mehnat kray gay tu aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai
    • #3 Collapse

      Re: New member trading ki candle stick par manet Karen .

      G han dear apny bilkul sahi baat ke hy agr forex main hum kam karty haintoo u main humaim learning k zaorat hoti hy aur humain daily kaam karny ke zaoprat hoti hy keun k agr forex main mehnat sy he kamyaabhi hy aiur knowledge bahoot he zarori hota hy.
      • #4 Collapse

        Re: New member trading ki candle stick par manet Karen .

        hamy is main mehant or lagan sy kam karna chahey pher he hum is main ache earning hasil kar sakty hain or pasio ko apne marze sy karsh kar sakty hai agar hum new trader hain to hamy demo account main daily practice karne chahey pher he hum experience hasil kar sakty hain hum is main aik din main aik account main 50 posts or 4 threads karty hain
        • #5 Collapse

          Re: New member trading ki candle stick par manet Karen .

          Dear friend forex trading men her pair ki movement ko samjhnay k liay candle sticks bahut ziyada help karti hen kiun k her hour ki alag candle hoti hey iss liay pahlay candle k baray men experience hasil karen aur phir mehnat karen tu aasani se market ko samaj kar trend ko follow kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: New member trading ki candle stick par manet Karen .

            hamy market ko achy sy samaj kar is main candle stick ko use karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy bager paiso ky account bana kar be kam kar sakty hain agr ham is mian tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain yai aik real business hain
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
            • #7 Collapse

              Re: New member trading ki candle stick par manet Karen .

              New membrs k liye trading kerna to boht hi mushkil hota hay or yeh un k liye last step hota hay kyun keh sab say pehly un ko learn kerna hota hay or strong learn ker lenay say aisay members baad may forrum pay sahi terha say kaam bhi ker patay hain trading k liye bhi new members ko practice kerty rehna chaye
              • #8 Collapse

                Re: New member trading ki candle stick par manet Karen .

                g hn g ap ny bilkul theek baat ki hai k forex mein jb hm new member hu to hmary lye learning gain krna r practise bhut matter krti hai r jb hm right diretion mn mehnat krty hein tb hi faida ho skta hai k hm trade k lye different signals ko use krty hein is ki bjae agr hm demo pr candle stick pattern pr axhi practise kr lein to hum khu se apni trade open kr skty hein,,..
                • #9 Collapse

                  Re: New member trading ki candle stick par manet Karen .

                  Je han friends new members ko candle sticks sticker bahut jyada mehnat Karni chahie ham trading ke bare mein main bahut information Hasil karte hain aur Market ke up down hone ka Humko Pata Chalta Hai isliye Humko candlestick per Jyada mehnat Karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: New member trading ki candle stick par manet Karen .

                    hamy candle ko achy sy samaj kar is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha priofit hasil kar sakty hain ham is maain aponi arzi sy day main be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy night main be kam kar sakty hain yai ais business hain jis main kam akrny ky liye hamy kisi be office jany kiz arort nahi hoti
                    • #11 Collapse

                      Re: New member trading ki candle stick par manet Karen .

                      agar hum forex mai new hain to hamy learning gain kr ky kam karna ho ga hamy aik time tabale bana kar kam karna ho ag pher he hum paasisa kama saky gy hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar saktyh ain hum is maai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex paksitan mai legal ban cuka hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #12 Collapse

                        Re: New member trading ki candle stick par manet Karen .

                        Bilkul new traders ko market ki movement ka pata nahin Hota isliye new tractors ko chahie ke pahle vah candlesticks ki movement ko samajhne ki koshish karen aur FIR Uske bad vah UN per trading karne ki koshish karen agar vah aisa kar lete hain to vah apni trading mein bahut acchi kamyabi aasani se Hasil karne Ke Kabil Ho Jaenge Kyunki jab tak Ham candles ki movement Ko Nahin samjhenge tab tak Ham apni trade open nahin kar Sakenge
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: New member trading ki candle stick par manet Karen .

                          hamy forex ko achy sy samaj kar candle stick ko use kar ky is main trading karni chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil karky apni life sy poverity ko kathem kar sakty hain ham is main apni marzi sy din main kam kar sakty hain or ham is main raat main kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koo boss nahi hota

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X