investment krni chaheye ya bonus se kaam krna chaheye???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    investment krni chaheye ya bonus se kaam krna chaheye???
    sub members se sawal hai k forex pe hanein perwonally investment krni chahye ya sirf bonus hasil kr k kaam challanaa chaheye??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: investment krni chaheye ya bonus se kaam krna chaheye???

    Dear friend Forex Pe Hum personal investment Karke bhi kam kar sakte hain but Hamen personal investment kab Karni chahie Jab Hamen iski proper knowledge Ho is k tools ka aur indicators ka perfect use Pata Ho otherwise investment Karke loss karne wali hi baat hai
    Main personally forum pay posting Karke a bonus s trading ko preferred Karti hun Kyunki Agar ham loss bhi kar dete Hain To Hamari pocket se Kuchh Nahin Ja Raha Hota aur posting se Hamen Bahut Si knowledge bhi mil Jaati Hai forum ke rules Jo day by day update Hote Rehte Hain Unse bhi ham aagha Hote Rehte Hain
    • #3 Collapse

      Re: investment krni chaheye ya bonus se kaam krna chaheye???

      Dear new traders ko bonus se trading krni chahiye kionkeh bonus account wash ho jaye tu phr se mehnat krty hein mtlb bar bar trading krny ko bonus milta hai agr investment krengy tu aik dafa account wash ho gya tu dosri dafa trading krny ka nhi sochengy is liye bonus trading best hai.
      • #4 Collapse

        Re: investment krni chaheye ya bonus se kaam krna chaheye???

        Dear brother forex business me ager acha prafit kamana chahte hn to investment krne chaye forex business ko kamyab bana chaye forex business me mahnat k sath bonus ekatha kren us k sath market me trad lga sakty hn forex ko ache experience or knowledge k sath kam kr sakty hn
        • #5 Collapse

          Re: investment krni chaheye ya bonus se kaam krna chaheye???

          janab agr humre pas investment hai tu hume apni investment sy forex main trading zaror krni chae kiun k bonus py bhi tu mehnat hoti hai agr hum bonus py trading krn gy tu hum sirf ak fix leverage py trading kr sken gy r pora month posten krn paren gy r profit ho ga tu withdrawal mile ga mgr apni investment sy hum jab chae profit withdrawal krwa skte hen .
          • #6 Collapse

            Re: investment krni chaheye ya bonus se kaam krna chaheye???

            Jin logon ko is karobar ka tajurba nahin hai to UN logon ko chahie ki vah bonus per kam Karen bonus unke liye acchi chij hai aur Jin logon ko achcha tajurba hai UN logon ko chahie ki vah open trading Karen aur apne asali account mein trading Karen Taki vah achcha munafa hasil kar saken Jo log investment kar lete hain aur unhen achcha to jarur bar hota hai to vah achcha, lete Hain
            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: investment krni chaheye ya bonus se kaam krna chaheye???

              G han dear ap ny sai kha hy agar ham is me mhenat karty hy to ham ko acha bounas millta hy to hamy chaiye ky ham is me apny bounas sy kam kary agar ham is me apny bounas sy kam karty hy yo ham ko acha faida hy agar ham is me investment ka zariye kam karty hy yo hamar account wash bhi hosakta hy
              • #8 Collapse

                Re: investment krni chaheye ya bonus se kaam krna chaheye???

                اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
                sub members se sawal hai k forex pe hanein perwonally investment krni chahye ya sirf bonus hasil kr k kaam challanaa chaheye??
                Dear forex member treading krny k liy bonus ke investment krna better hi qk is sy loss hony per hum dobara bonus errn KR sakty Hain.
                • #9 Collapse

                  Re: investment krni chaheye ya bonus se kaam krna chaheye???

                  Investment karni chaiy ya bonas pr trade Karna chaiy bohat acha swal hai forex main agar aap apni mehnat say bonas hasal Kar ka kaam kray gay tu aap ko zayida faida hota hai iss Lia aap ko investment say zayida bonas pr kaam karna chaiy
                  • #10 Collapse

                    Re: investment krni chaheye ya bonus se kaam krna chaheye???

                    yah to aap per depend hota hai aur yah aapki apni marzi hoti hai kya ab real investment share trading karna chahte ho ya FIR ab bonus se trading karna chahte ho so main to aapko yahi mashvara dunga ki aapko bonus share trading karni chahie aur jab aapko bonus se acchi tarah se earning Ho jaaye to fir aap real investment bhi kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: investment krni chaheye ya bonus se kaam krna chaheye???

                      Dear ya to aap par hay kay agar aap kay paas paysa hay to aap iss may invest karo laykin agar nahi hay to phir aap invest kar hi nahi sako gay to iss sorat may phir aap ko bonus say hi kaam chalana hooga to behtar to yahi hay kay aap bonus say hi kaam chala lo invest ka na socho.
                      • #12 Collapse

                        Re: investment krni chaheye ya bonus se kaam krna chaheye???

                        sahi bouns py b apko accha porfit mila ga lakin agr investment kryn gaya or usky uper trade kryn gya to apko or acha bouns or profit hasil huga
                        • #13 Collapse

                          Re: investment krni chaheye ya bonus se kaam krna chaheye???

                          dear friends g han ap ny thk kaha hy forex me ham apna paisa investment kr skty hy lekin ap ky pass knowledge ur experince hona chahiye jis sy ap invest kr ky trade par kam kr skty hy, agr ap ky pass experince nhe hy tu ap bonus sy kam kry ta ky agr trade loss bhe ho jae is sy bad me wapis a jae gi jb ap apna paisa invest kry gy tu who loss ho gya tu wapis nhe aye ga...
                          • #14 Collapse

                            Re: investment krni chaheye ya bonus se kaam krna chaheye???

                            investment bi Karni chahie lekin Agar aapke pass experience hai aur aap itna Achcha kam kar sakte hain aur investment knowledge base bhi hoti hai, lekin Agar aapke pass bahut badi investment hai aur aap bahut rich person ho to aap investment kar sakte ho ja sake Ham normal log Hain To Ham investment nahin kar sakte kya aap 1 million invest kar sakte ho to yah. Bahut difficult hoga aapke liye to isliye aapko bonus per kam karna chahie.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: investment krni chaheye ya bonus se kaam krna chaheye???

                              Forex business mai success hasil krney key lye hum ko forex business mai hum ko first mai complete learning krna hai jis key bad hum bonuse earning sey bhe market sey best earning hasil kr sakty hai. Aur hum market mai apney target ko bhe easly hit kr sakty hai.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X