Forum pe thanks delete honay ki kiya waja hoti hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forum pe thanks delete honay ki kiya waja hoti hey
    Dear brothers aj bahut ziyada posts delete huwi hen aur bahut ziyada thanks bhi delete huway hen pahlay sirf posts delete hoti then abhi tu jo posts delete ho jati hen uss k sath thanks bhi delete ho jatay hen aur kuch log jin ko cross thanks nhi miltay woh apnay diay huway thanks ko remove kar detey hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forum pe thanks delete honay ki kiya waja hoti hey

    Dear iss mya repet thread ki waja new members ki repet karnya ki waja say hmari post delete ho jati hya iss liya hum jitni zada say zada mahnat karni chya jab acha knowledge gain kar saktya hya to hum kam bhi acha kar sakya gay
    • #3 Collapse

      Re: Forum pe thanks delete honay ki kiya waja hoti hey

      Bhai jan is ka koi hal nahi hai ap ko bus apna kam karte rehna chahiye or achi quality ki posting karte rehna chahiye or achi quality k threads create karte rehna chahiye ta k ap ek ache or kamyab trader ban sake or ap acha bonus hasil kar sake or ap apni life ko acha kar sake or ap achi earning kar sake.
      • #4 Collapse

        Re: Forum pe thanks delete honay ki kiya waja hoti hey

        bhai jan forex forum main jub koi mambers galti se apko thanks deta hai tu wo bad main apna he thanks remove bhi kar deta hai q k jo mamber thanks deta hai remove bhi wohi karta hai es k ilwa forum ki traf se bhi thanks delet ho jaty hain or yah wo thanks hoty hain jo miyari kam ko nahi diye gy hoty fazol kam par thanks diye jaty hain jis se un k thanks delet kar diye jaty hain tu apny kam ko miyari bnaen ta k thanks bhi achy milen
        • #5 Collapse

          Re: Forum pe thanks delete honay ki kiya waja hoti hey

          Hum an jany men repeated threads per posting KR dety Hain. Jub repeated threads ko delete kia jata hi to un k sath hamari posts bhi delete ho jati Hain.
          • #6 Collapse

            Re: Forum pe thanks delete honay ki kiya waja hoti hey

            G repeated thread kafi hoty han forex min humin khyal rkhna chahy or repeated thread per reply nhi krna chahy is liay hmry post bhi delete ho jaty han un k sath thanks bhi delete ho jaty han jin sy hamin kafi nuksan hota hy.humin khyal krna chahy k hum repeated thread ko reply na krn.
            • #7 Collapse

              Re: Forum pe thanks delete honay ki kiya waja hoti hey

              hamy achi learning hasil kar ky forum main achy or mayri threads reply karny karny chahey pher hi ham kamayab ho sakty hain or acha bonsa hasil kar sakty hain yai aik asa busiess nainji smainhaamra koi be boss nahi hota ham is main aapny boss ao hi hoty hain agr ham poors man hain to hamy is main kam akarna chajhey pher hi hamacha pasia kama sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forum pe thanks delete honay ki kiya waja hoti hey

                agar hum apny kam pr twja nahin dity or boht sa kam copy kar kay krty hain to humara nuqsan j hota hay kay humara account be band ho jata hain delete hony ke vja humara la prvahe say kam krna hain jb hum twja say kam karain gain to humara accont band ho jay ga forex 1 online buiness hain forex main kam kar kay hum boht sa piss kma skty hain forex acha business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forum pe thanks delete honay ki kiya waja hoti hey

                  As-salamu alaykum aapane poochha hai ki Forex form per thanks Kyon delete Hote Hain?
                  bahut Achcha Sawal aur Iske Jawab Nahin Nahin Yahi kahunga ki thanks realistic hone chahie on realist thanks matlab yah group Banakar Ek dusre ko thanks Nadhiya Karen balke quality baspa interest thanks Shukriya!
                  • #10 Collapse

                    Re: Forum pe thanks delete honay ki kiya waja hoti hey

                    thnx delete ni hoty
                    thnx ki ratio km hoti h
                    jb posts barh jati hn
                    to phr posts k according hmen thnx ni milty
                    to ratio km hony lgti h
                    isi liay mehnt krain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forum pe thanks delete honay ki kiya waja hoti hey

                      hamy is main acha or mayri kam karna cahey hamy daily achy or attactive topic waluy threads reply karny chahey pher hi hi ahm acha profit hasil kar sakty hain or acha pasia kama sakty hain hamy apnuy emotion or greed ko qaboo main rakh kar kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • #12 Collapse

                        Re: Forum pe thanks delete honay ki kiya waja hoti hey

                        Jab bhe Kisi Ki Post Delet ho jaati Hy Tu automatically achy Say Uss Ka thanks Bhe Unfortunately Delet ho jaaty hein Ham Ko Ghabrana Nhi chahhye Han Dil lAga kar Mehant karein Air Koi Bhi Mistake na karein Tu hi Agy Pak forex business men barh sakte hain Khoob mehnat Say Hi Good Hard working karein tu Hi Success asaani Say Hi Hasil ho gi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forum pe thanks delete honay ki kiya waja hoti hey

                          Dosto forum.mein.thnks ki drlte hone ki waja ye hoskti hai keh ham apni post behtr nahn bnate joke others people ko fada nahn pohnchati blkeh woh posts onkelye nuksanndeh hoskti hn hameinnchahye keh ham.apni.post ko behtr bnain aur dosro ko fayda pohnchain aur jtna bhi hoske knowledge ke sath kam krein

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X