kitni lines ki post ki jae..?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    hmare post kam se kam 2 lines ko hone chahie agar hum apne account ko banned hone se bachana chate hain to post kam se kam 2 lines ki hone chahie agar ap ko post is se kam ki hoe to ap ka account ban bhe ho jata hah aur ye rle main bhe likha howa hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      gee bhai forex forum ke rules mein dekho 2 line ki posts ka reply likha howa he to hmein to line ki post ko reply krna he aur forum rules kay sath chlna he aur es kay rules per jo nhe chlta he us ko bonus nhe milta he aur woh time waste krta he
       
      • #93 Collapse

        Apko posting k liye lines ki tadaad nai dokhni chaiye balky apki ye daikhna chaiye k ap apni bat kis had tak dosron ko samja rahy hain apki posting sy keya faida ho ga. Hamyn apni posting ko miyari bnana hai na k posting lines ki tadaad ko.
        • #94 Collapse

          Jab sey main ney forex forum ko join kia hy to according to my knowledge minimum 2 lines ki postings zaroor honi chaheye takeh aap apney reply ko saheeh tarah explain kar sakain. Agar post ziada short ho gi to aap apna matlab wazeh nahi kar sakain gey. Hamain forum key rules ko follow krna hy aur is key against nahi jana.
          • #95 Collapse

            Aap jo postings krtey hain woh minimum 2 lines ko honi chaheye takeh aap jo kuch keh rahay hain dosron ki samjh main asani sey aa jaye. Hamain ziada short postings nahi karni, yeh forum key rules key against hy. Hamain forum key rules ko folow krna hy aur is sey hat kr koi kam nahi karna. Jo koi aisa karay gey us ka account ban ho jaye ga.
            • #96 Collapse

              Dear hmeshah hmen 2 lines se zyada ki posts karni chahye kyun k agr hm is se zyada ki posts karty hain tyu hmara account banned hony se bach sakta ha isi liye hmen chahe k hm 2 lines se hmeshah zyada ki posts kia kareen ta k loss se bach sakyn
              • #97 Collapse

                sir baat ya ha kay forex forum kay rules k mutabik apko kam say kam bhi 2 lines ki post krni chahiye qk agar ham 1 line ki post krty ha to shahid hamri accept nai hoti ha islay apko 2 lines ki post krni chahiye or apko forex posting ma copy paste nai krna chahiye qk usay hramra account bhi baneed ho sakta ha or apki sari mehnat katam bhi ho sakti ha islay apko dakh kr posting krni chahiye
                • #98 Collapse

                  Forex forum par posting kar k hum bonus hasil kar saktay han aur insta forex mein trading kar saktay han aur forex forum par hum jo Post karty han wo 2 line ki honi cahaiye aur is k elwa Post mein knewledge information honi cahaiye js se new trader ko bhi faida ho tab hi ap forex forum se acha bonus hasil kar saktay han
                  • #99 Collapse

                    Re: kitni lines ki post ki jae..?

                    Dosto forex per posting karne k liye ap ko 3 ya 4 line ke post karne chahye is sy bonus acha milta hai 2 line ke post karne sy bonus kam milta hai agar ap zeyada bonus hasil karna chahye hain to apko ya tareqa istamal karna chahye is sy he zeyada profit hasil hoga ap ko chahye jis terhan expert kam karty hain ap ko be is terhan he kam karna chahye is sy ap bohat rahnomahy hasil hoga aur ap apne muqsad may be kameyab hongy aur ap ko faida be hoga best tareqa ya hai ke best post ke jahy is may knowledge hoga chahye rules ke motabik ho to best post hoge aur ap ko faida be zayada hoga aur bonus be acha hasil hoga so rules ko follow karna chahye aur acha kam karna chahye
                    • #100 Collapse

                      Re: kitni lines ki post ki jae..?

                      Bhi kam c kam 3 lins ki post tu huni he chyea na..is c kam post me bat bh mukamil nh hoti na..islyea 3 lins tu must huni chyea..tukh apnibat bh smja saken ge aur agy wly tu pta h chal sky kya kha cha rhy hain
                      • #101 Collapse

                        Re: kitni lines ki post ki jae..?

                        Pakistan fotex mein kim se kim sex lines lakhni chy q ke is se hamary hefaida hyjitni zyda lines tipe kery gy utna zyada may knowledge ezafa ho ga
                        • #102 Collapse

                          Re: kitni lines ki post ki jae..?

                          ji mere pyare bhai aapki baat bilkul right hai main aapke is baat se puri tarah agri hun mere bhai jab ham post ko shirt karke write karte hain kam line mein write karte hain to hamari post na kabil qubool hai vah hamari post delete ho jaati hai jisse hamen nuksan hota hai hamen chahie ki ham post kam se kam panch line mein write karni chahie jismein achcha islamabad hona chahie achcha experience hona chahie tab hamari post ki value hogi hamari post delete bhi nahin hogi hamen last bhi nahin hoga
                          • #103 Collapse

                            Re: kitni lines ki post ki jae..?

                            Forex forum main post kernay kay kuch rules hain jo kay trader ko pora kernay hotay hain. is liye hamen chahye kay pehlay ham wo rules study karen jis say hamen pata ho kay post ko kernay kay kia rules hain. ager un rules ko dekha jaye to is forum main hamen kam say kam 300 haroof ka post kerna chahye. is say acha bonus milta hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #104 Collapse

                              Re: kitni lines ki post ki jae..?

                              Assalam Walekum all members Chahta Hoon ke Forex Mein Ek post Jyada Nahin Bach Ke Panch line Rakhi honi chahie Agar Hamen Jyada Kahana Nahin Hota To Hamen chahie ke Forex Mein Ek post ki Panch line honi chahie Taki usko accept kar sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X