Trading me Fark...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    patience is a bless n we get blesses with a huge big reward that we cant imagine patience is the keay to succeess so we should never let it go out of our hands and keep patience
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ji bhai jub koi bhi kam kurna hota hy tu es ky lye planing ki buhat ahameet hy, oor es ky lye os kam ka knowledge ka hona bahi zaroori hy, esi tarah sy forex trading sy pehlay knowledge hasal kureen, oor phir behter planing kur ky trading kureen gy tu zaroor kamyab ho jaeen gy.
      • #33 Collapse

        Yah us ki wja ye hy k subha k time sydne ka session open hota our market main zeada move nahe milti hy liken pakistani time k mutabik sham 6 bjy US session open honay pay humean ache move milti hy
        • #34 Collapse

          Asslam-o-Alakum my dear friend mare khyal main to morning ya evening aur night ki trading main koi fraq ni hay ap kisi b time per trade ker k profit earn ker sektay hain but rat main market ka akser pairs ki movement morning ki nisbat tez hoti hay is lie sham aur rat ko hum jeld he profit earn ker latay hain.
          • #35 Collapse

            yar dekehin merey khayal se tou koi farq nhi hota hy lehaza huemin chayein ky hum har trading ko barabar rakhey yahan par aur us mein farq karna band karey jabhi hum easily kaam kar paye gy yahan par har waaqt lehaza mehnat bht zaruri hy yahan
            • #36 Collapse

              nahe aisy koi bat nahe hai k ap kis time trading karian chahian din koi trading Karin ya night ko is bat ka depend ap k signal per hota hai q k forx main ham her time trading kar skty hai per hamara her time trading karna risk hota hai. is lai just us time trading Karin jab ap ko trading k signal milly to . waran bather hai k ap wait Karin
              • #37 Collapse

                time ka fark hai or market ki movement ka he fark hai market se aap ko jitna ziada kamane ka acha moqa din me mil sakta hai raat me utna nahi milta hai sham ke baad market ki woh bari or achi moves nahi nazar ati jitni din ke waqt hame mil sakti hain .
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #38 Collapse

                  Trading market 24 hours movement main rehti hy. Morning main JPY ki market open hoti hy aur us sey related currencies main fluctuations hoti hain, jabkeh everning ko GBP aur night ko USD ki currencies main fluctuations dekhney main aati hain. Is leye yeh kaha jata hy keh evening aur night ko market fast hoti hy.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X