Trading me Fark...
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    pakistan ke time ke hisab se subha ke time per jo trading hote hai ous mai app ko asian session milte hai jis mai volume kam hota hai market mai aur aur dophar se sham tak app ko european and american session milta hai jis mai volume acha hota hai market mai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      koi farak nahi he fark sirf us waqt hota he jb koi important news aati he news k waqt market zyadah moov karti he jis se earning bhi zyadah hoti hr aur loss bhi jisne news ko dekh kr aur samajh kr trade ki woh progit lega
       
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: naveed22 پيغام ديکھيے
        Subha ki trading ki nisbat raat ya sham ki trading me kia fark he ..?
        Aap kisi bhi jagah ya Mulk se trading karein TimeZone important role play karta hai in forex trading, market aksar slowly move karti aur aksar rapidly is ki khaas wajah TimeZone ka different hona hai, is liye hamein pehle dekhna hoga ke kon sa waqt hamaray liye trading ka best hai.
        • #19 Collapse

          alag alag time me forex ki market fast ya slow chalti hay rat ko or evening ko forex ki market fast ho jati hey es time me kam time me achi earning kar sakty hey
          • #20 Collapse

            trading ma fark?????? agar pakistan k tyming ma trading ko dekha jaye to................ subha k tym ma market bht slow hoti hai.... nd most of the market band hi hoti hain..... jab k rat k tym ma market k movement mostly fast hoti hai... yehi fark hai subha nd sham k trading ma...
            • #21 Collapse

              subha ki trading mai currency pairs ki movement boht slow hoti hai jabky raat ya shaam ki trading mai movement bohat taiz hoti hai. is liye ham ko raat ko he trading karni chahiye kyu k is sy ham ko kafi acha profit mil sakta hai.
              • #22 Collapse

                Trading different hoti hain jaysa keh low risk kay sath ki janay wali trading high risk kay sath ki janay say different hy , small investment wali trading huge investment wali trading say different hy , knowledge full aor skill full trading without knowledge say different hy and expert ki trading aor newbie ki trading different hy.
                • #23 Collapse

                  dear subha and sham ki trading mai koi farq nhe hota hai hum any time trading kar sakte hai and humari basic learning ache honi chaiye kiu k forex mai hum ziyada tar market analysis theak say nhe karte hai and then us say humay loss face karna par sakta hai bhot say loag news per trading karte hai kiu k news k time per market mai ziyada movement hoti hai
                  • #24 Collapse

                    You known that the Forex markwt work.the 24 hours and five days. We are work the market with the analysis and planning.
                    • #25 Collapse

                      baat ye hay kay maine jab new trading seekhi thi maine uss time mei gold mei trading shru ki thai maine kuch din kamaya phr gold ki samaj he nahe arahi thi socho kuch ho kuch jata bohat loss keya esliye chorr diya gold
                      • #26 Collapse

                        dear trading mein tezi tub ari jb market open hoti hmy chahiyeh zaida sy zaida time dy or jb market ko achy sy smj jey tub e koi trade lagy agar kamysbi chahty hain forex mein tu bht mehnat krna perti tub e kamyabi mil skti or trading risky ksam yeh tu pata sub ko
                         
                        • #27 Collapse

                          trading of the pakistan forex forum trading of the pakistan forex forum trading is the best and the work of the time
                          • #28 Collapse

                            Actual mien trading mien time bhot he ziada matter karta hai ab agar pakistan mien timing key lihaz sey baat karien to subah subah mien koi movement nahi hoti hai us key baad 12 bje movement hona start hoti hai London session ki waja sey pir sham ko New York session ki waja sey movement hoti hai.
                            • #29 Collapse

                              mary khiyam ma to subha ki time to market ki movement buhat slow hoti ha aur sham k time market zeyda move karti ha mjy to yahi farq nazr aya ha abi tk
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                dear subah ki trading slow hoti hai aur shaam wali fast hoti hai ziyada shhaam ko hi loog krty hain ye aik acha biness hai is ko learn kr k kia jata hai ye aik good buiness hi is ko krne k liye mehnat ki jati hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X