canmdle sticks shadow ko hum kesy understyand ker sakty hein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    canmdle sticks shadow ko hum kesy understyand ker sakty hein
    my all lovely membres kiya ap candle sticks shadfow mein use hony wali informatoin ko janty hein um isko kesy kahan sey kab kis time or kis trreqy sey anylasis ker sakty hein or isk liuy hamin kioya kerna chaiy
    ager hum shadow k baary mein baat krein to ye uncerttanily show hoti hy it means that buyres and selers competing matlb price move ker rahi hy up down ho rahi hy jahan shadow bhut kum ban rahi hy matlb body ban rahi hy matlb market mein little unstabilioty
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: canmdle sticks shadow ko hum kesy understyand ker sakty hein

    candlestick ko sikhane ke liye hamen kisi expert teacher se rabta karna chahie Jo humko yah sikha sakta hai Ham khud se is nahin Sikh sakte hain kyunki ji bahut hi mushkil kam hai ise sikhane ke liye hamen ek acche ustad ki jarurat hoti hai jo trading mein ek achcha to jabbar rakhta Ho tabhi Ham is kam ko Sikh sakte hain
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: canmdle sticks shadow ko hum kesy understyand ker sakty hein

      Candles k bary mein knowledge hona zarori hai kionkeh jb market reverse ya forward move krti hai tu us waqt doji candle banti hai jo trend change hony ko confirm krti hai traders agr usko recognize krna chahty hein tu uski tale long hoti hai aur head small hota hai jbkeh shadow bhi small hota hai us waqt traders ko buy ya sell ki trade open krni hoti hai.
      • #4 Collapse

        Re: canmdle sticks shadow ko hum kesy understyand ker sakty hein

        yah Jo candlesticks Hote Hain unko market ke sath aise adjust Karen ki aapko market ki movement Ka pata Chale aur aap aasani se aap acchi Si trading Karen Pakistan forex business bahut achcha business hai Hamen Hasil ho jayegiisliye achcha Sa time aap second Karen aur acchi mehnat Hi Se Yahan Per Dil lagakar kam Karen Tu Hi hamare liye achcha safed Hasil hoga
        • #5 Collapse

          Re: canmdle sticks shadow ko hum kesy understyand ker sakty hein

          Candles stick sy ham ko price levels ka idea hota ha is sy hm ko pta chalta ha k buyer and sellers me kitni force ha os isi base py buy or sell ki candle bnti han. Candlesticks ko samajh k e hm achi earning kr sakty han
          • #6 Collapse

            Re: canmdle sticks shadow ko hum kesy understyand ker sakty hein

            hamy candles ko use kar ky kam karna ho ag pher he hum pasia kam saky gy forex aik amm business ke nisbat acha bsiness hain hum is ma bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalk sahml hain hum is mai apny bos ap he hoty hain
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #7 Collapse

              Re: canmdle sticks shadow ko hum kesy understyand ker sakty hein

              hamy candle ko achy samaj kar is ky ruels ko follow kar ky canndle stick ko use karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain yai kabe be band na hiony wala business hain is main ham apny boss ao hi hoty hain
              • #8 Collapse

                Re: canmdle sticks shadow ko hum kesy understyand ker sakty hein

                humain apnay senearz ke teps ko follow kar es pr amal krna chahey ya 1 boht bra business hain humain es kay rulz ko follow kar kay es main mahnt karne chahey tbh he hum kamjb ho skty hain forex 1 online business hain hum es main part time be kam kar skty hain or hum es main full time be kam kar skty hain forex 1 acha orboht koch sekhany wala business hain
                • #9 Collapse

                  Re: canmdle sticks shadow ko hum kesy understyand ker sakty hein

                  candlesticks ko aap bahut acchi tarah se understand kar sakte hain aur iske liye aapko acchi tarah se demo account mein working karni hoti hai aur acchi tarah se practis karni hoti hai tab hi aap iska acchi tarah se knowledge or experience hasil kar paate Ho sabko chahie kya aap candlesticks ka jyada se jyada acchi tarah se knowledge or experience hasil karo
                  • #10 Collapse

                    Re: canmdle sticks shadow ko hum kesy understyand ker sakty hein

                    Dears ham candle stick ki movement ko is tarah se check kar sakty hain k in ki movement check karni chahiy k kaisy move ho rahi hay up hay ya down hay agar down hay to us time sale nhn karni chahiy agar line bahut long aur shadow main hay to phr bhi daikh k trading karni chahiy tak loss se bacha ja saky aur sahi se kam bhi ho saky nhn to phr dosri sorat main loss ho ga...
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: canmdle sticks shadow ko hum kesy understyand ker sakty hein

                      candlestick ko samajhne ke liye Hamen bahut zyada mehnat Karni hogi Kyunki Jab Ham Forex Mein candlestick ko samajhne ke liye proper way mein time dete Hain aur zyada mehnat Karte Hain to is se Hamara bahut zyada fayda hota hai aur forex ek acha Business mein Hamesha zyada Se zyada mehnat karna aur learning karna hi hamare liye bahut zyada beneficial Hai Kyunki trading Mein hard working or learning se Hamen bahut zyada fayda hota hai aur Forex mail running Karne Wale trader hi Kamyab Hote Hain Jo trading Forex ki sahi se learning karte hain unhen bahut zyada success milti Hai Hamesha mehnat Karne Wale Ko hi kamyabi Milegi Jo bahut zyada mehnat karte hain woh Forex mein zyada Se zyada earning kar sakte hain trading Mein hard working or learning hamare liye bahut zyada zaruri hota hai Kyunki trading Mein Ham hard working or learning karne ke bad hi Kamyab Hote Hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X