Relative strength index indicator go bilkul bhi istemal na Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Relative strength index indicator go bilkul bhi istemal na Karen
    main note kiya hai ki Ham jab bhi metatrader 4 ko install karte hain to use per hamen default indicator relative strength index hi najar aata hai aur bahut se new log ISI indicator ko istemal karte hain jiski vajah se vah apna bahut sar nuksan kar jaate Hain yah indicator hamen dhokha deta hai aur hamen is istemal nahin karna chahie kyunki iski value jab 70 se upar jaati hai to Ham samajhte Hain ki ji wapas a jayegi lekin vah wapas nahin aati hai aur market kafi upar chali jaati hai aur ISI tarah se Ham samajhte Hain ki jab 30 se iski value niche aaegi to yah market niche aaegi lekin market niche nahin aati hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Relative strength index indicator go bilkul bhi istemal na Karen

    Dear mery khyl c apko kbhi b imdactor strnght wLa use ni krna chahye r zyada c zyada mehnat krna chahye r Ap hmesha khyl c r dhyan vindicator ko use kya krne.
    Lagay rehnay Ka naam kamyaabi hai....
    • #3 Collapse

      Re: Relative strength index indicator go bilkul bhi istemal na Karen

      Dear ap ko ye pata hona chaye k her indicator ki apni setting hoti hai aor ye indicator ap ko agar pata ho ye range mai agar market ho to aus time use kar sakty hai agar ap ne ais market mai trade kari ho to ap ko ais market mai jo bhi indictor use karna hai aus ko use karny ka pata ho aor aus k hisab se ap ais market mai trade lagye aor sath stop loss lagye tab hi ap ko faida hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Relative strength index indicator go bilkul bhi istemal na Karen

        bhai achcha indicator hai trend market mein achi earning deta hai agar 50 se above level height and market mein to aapane by ki trade karni hai agar 50 se niche hai to hamen sal ki trade dhoondne hai .
        • #5 Collapse

          Re: Relative strength index indicator go bilkul bhi istemal na Karen

          forex mein hm trade k lye bhut se indicator ka use krty hein r un mn se RSI bhi ek hai ,hr indicator hr market session mn use nai kiya ja sakta ,hr trade ka apna indicator hota hai jb hm right time mn right trade py right indicator apply krein gy tb hmein koi loss nai ho ga r profit bhi axha milly ga,..
          • #6 Collapse

            Re: Relative strength index indicator go bilkul bhi istemal na Karen

            kisi bhi indicator ka use karne se pahle aapko use indicator ka acchi tarah se knowledge or experience hasil karna chahie aur use indicator ka demo account per acchi tarah se use karke check kar lena chahie ke use indicator ka kya result hasil hota hai agar aapko use indicator se fayda ho to aap use indicator ko real account mein bhi use kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Relative strength index indicator go bilkul bhi istemal na Karen

              ham indicators par 100% prosa nahi kar sakty hain kuch real hoty hain or kuch fake hoty hain hamy acha exprience or knowledge hasil kar ky is main real indicators ko use karna chahey pher hi ham kamayabi hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni amriz sy time table bana kar is main 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar saktyhain
              • #8 Collapse

                Re: Relative strength index indicator go bilkul bhi istemal na Karen

                hamy forex mai expert ban ky relative strenght ko use karna ho ga phr he hum munfa kama skay gy forex aik online business hain hum is mai live caht kar sakty hain hum is mai apne marze sy tiem table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain is mai hamara koi be boss nai hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Relative strength index indicator go bilkul bhi istemal na Karen

                  humain boht acha axpereans hasl kr kay indicator ko use krna chahey humain indicatior ko egnor nahin krna chahey wrna humain loss ho jay ga foerx 1 acha business hain ya pakistan ka legl business hain j kabie na bndh hony wala business hain humain es main kamjab hony kay ley boht mahnat ke zrurt hain j kamjabe ke nesbt ziada acha kam hain es main kam kr kay hum boht koch hasl kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Relative strength index indicator go bilkul bhi istemal na Karen

                    dear team mery khayal main ham jab bhi trade karyn to hamyn yeah zaror pta hona chahiy k koi bhi indicators k plus minus kia hain aur agar ham un main se koi bhi use karyn to is ka faida aur nuqsan kia ho ga aur sab se bari baat yeah k kabhi bhi strength waly indicator use nhn karny chahiy kion k is se aksar nuqsan hota hay aur loss ho jata hay profit ki bajay...
                    • #11 Collapse

                      Re: Relative strength index indicator go bilkul bhi istemal na Karen

                      forex aik best busness hain hm is mai market ke movmeent ko samj kar kam kary gy to he hum paasia kama saky gy forex aik online bsiness hain hum is mai agar baager learning ky kam kary gy to hamy loss h ga is mai dunay ky bary bary mumalik be invovle hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Relative strength index indicator go bilkul bhi istemal na Karen

                        hamy real indicators ko achy sy samaj kar use karna chahey pher hi ham loss bach sakty hain or acha pasia kama sakty hain ya aia sa bsuiess hain jis main ham apni amrzi sy bager pasio ky account bana kr be kam kar sakty hain agr ham is main gaer learnign ky kam kary gy to hamy loss ho salkta hain or hamara account be block ho sakta hain yai aik real job ahin

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X