Loss hone ki ki sab se bari aur sab se eham wajah.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    assalam o alaikum mere bhai ksi bi busnsis he ahmen tb hi loss hota he jb ham us me koi knowedg nhi rkhte hen ager hamen uski knowedg nhi hoti tu ham us me loss hi kr sakhte ehn ttrading me bhi esa hi he ager ham me koi trading ki knowedg nhi he tu ham loss hi kr sakhte ehn..shukriya..
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      mairay khyal say wo log jinko loss hota hai uski mostly reason yehi hoti hai k unkay pas ziada learning and experience nae hota na hi wo kisi ki guidline pay kaam kartay hain aesy logon ko ziada tar nuqsan hi hota hai or kbhi bh profit nae hota hai
      • #63 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: pakpost22 پيغام ديکھيے
        Forex trading aik buhat hi acha karobar he es karobar min hum sab ate hin to kafi kuch earn karne magar hota ye he k hum es karobar min loss bhi kar jate hin. Main yahan ap sab doston se ye sawal pochna chahte hin k loss ki sab se bari aur sab se eham wajah kiya he. Hum es karobar min keise bach sake hin loss se?
        loss hona ap ki galt trading ha jo ap ko loss ma la jate ha ap ko trade karta waqth mind aur quickness dekni hote hai jaha ap lata hoa waha ap gaye bir ap post ma loss ka pouch rahe hota ha
        • #64 Collapse

          Bhai jaan forex trading main agar koi trader loss karta hai to iss ki barri aur aham ewaja iss business main kam ilmi aur zero learning hai. Jo log sirf investment ker ke yeh samajhtay hain keh ab profits earn kar saktay hain wohi loss kartay hain.
          • #65 Collapse

            loss hone ki sab se bari waja lack of knowledge hai or over confidence hai ager to ap ko knowledge he nai trading ka to phir ap kin trading karo sab se pehle sikho or phir trading karo is k bagar to ap ka trading karna suside karne k barabar hai
            • #66 Collapse

              trading mein loss honay ki wajha hoti hay kay hum ko mokamal forex ki knowledge nahin hoti hay aur jab hum lots lgatay hain tuo wo big laga latay hain taka humein nafa ziada ho magar us say humein loss hota hay .
              • #67 Collapse

                dear loss hony ki sab say zida waga khas kr k new traders ma yeh hy k jab wo trading krty hen to phr os time par forex ma wo emotional ho jaty he aur bot zida ka lalch ma galt trading krty hen to foex ma loss ho jata hy
                • #68 Collapse

                  mere dost forex ak bohat he best business hai aur yeh forum b harmary liye bohat best hai agr ap forex trading se bina loss k profit earn karna chahty ho tu ap apny trading k rules bana lo aur un rules par stick raho ap INSHALAH profit main raho gay ap ko agr loss ho ga b tu totally ap profit main ho gay main ne aesa kar k dekha hai
                  • #69 Collapse

                    forex mn loss ki bhot sai wajowat hin. forex mn lalach karna tujarabay ka na hona jalad bazai karna.forex mn loss ki sub say bari waja lalach karna ha agar forex mn lalach kia jaya to bhot loss hota ha tarding mn lalach bilkul b nai karna chya.
                    • #70 Collapse

                      is mian loss ho hi jata hay jnab,,or loss honay ki waja say hi hum ko bohat hi zayda dukh hota hay is main jnab...uis main hum ko har kaam soch kar hi karna cahey jnab
                      • #71 Collapse

                        well my dear loss and profit dono forex ka hissa hai mere khyal main aap ko apne loss sy kabhi b pareshan nahi hona chahiye balky aap ko chahiye k aap apne loss sy sabak hasil karen.
                        • #72 Collapse

                          yar forex mai loss hona koi boht bari baat nai hai kiyon ke forex ik bussiness hai or har bussiness mai loss or profit sath sath hota hai iss liye insan ko loss ki tension free ho kar kaam karna chaiye forex mai phir he wo successfull ho sakty hain forex mai loss hony ki waja hai keh insan iss mai lalach na kary bas.
                          • #73 Collapse

                            g bilkul g main is sy agree karta ahun kiun ky hm ko pta hai ky hm is kam ky lia hm ko is main hm ko0 jtna bi ho ksy hm ko greedy sy bachna chayia jo ky hmary lia bhtar hai is lia hm ko is sy bach kar kam karn achyaia
                            • #74 Collapse

                              assalam oalaikumg bhai jan forex trading me loss ki buhat si wajohat hain or jis me se aik ye bhi hai k hum lalach krte hain ye phir achi trhan learning nahin ki hoti
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                trading me loss ki sab se bardi waja ye hay k jab hamy profit hona start ho jata hay to ham lalach karna start karty hey jes ki waja se hamy loss ho jata hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X