jaiza: market ka plain hona kiya zarori ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jaiza: market ka plain hona kiya zarori ha ?

    Asalam o Alikum dear Forex friend and all members umeed karta hon kay sary bahi theek hon gay Forex ka business ak bahut he lajawab or beymisal business ha is ma hamy boht zyada knowldgehasl kar na hu ga ham jaha sa bi es ki malomat milti han hamy esy hasl karna hu ga or markit ma hamy kam karna ka liya sab sa pahly es ko analyses karka auik acha plan bnana hu ga jis acha plan ap ko aik achi kamyabi ki tarf la jata ha jab ham aik paln ka sath kam karta han to hamy es ma zyada sa zyada kamyabi milti ha q ka hamy es ma pta huta ha ka ham na kis wakt kya karna ha es ytara ham kabi bi apna paln ka olt naoi karna hu ga bohat sa log paln bna ka kam karta han buyt es ma khuchwakt asa a ajta ha jis ma wo zyada profit ka lalch ma a kar apna paln ko chod data han or bohat zyada losse bi huta ha es liya hamy markit ko agr samjna ha to es ma kamyabi hasl karni ha to aik hu ka kam karna hu ga apan maqsad sa kabi bi paechy nai hatna hu ga taky app ko kisi kisam ka losse a hu saky
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jaiza: market ka plain hona kiya zarori ha ?

      Ji han bilkul bhai aapki baat hundred percent theek hai market ke related acche knowledge or experience Ka Hona bahut jaruri hai jab tak aapko market ke bare mein nahin Pata Hoga aap market Mein Kam Nahin kar sakte Kyunki forex market Koi local market Nahin Hai Ek international market Hai Puri Duniya Mein log ismein kam Karte Hain To isliye aapko Forex trading ke related Sabhi experience Ka Hona bahut jaruri hai aap experience ke bagair kabhi bhi forex market Mein Kamyab Nahin ho sakte aur Yahan per aap Achcha profit Nahin Hasil kar sakte to isliye Kamyab varg ke liye aapko mehnat ki bahut jarurat hai Aur Market Mein Jab aap kam Karte Hain To acchi planning bahut jaruri hai jitni acchi planning Hogi utna hi aapko benefit Hoga aur aap utani hi Behtar earning kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: jaiza: market ka plain hona kiya zarori ha ?

        Traders ko plan create karny ka bahot advantage hasil ho sakta hay planing achi ho gi to traders zeyada limit key nuqsan se bachny ka muqa be mil jata hay aur long time tak traders ko market me up down movement se profit earn karny ka muqa be mil sakta hay, traders ki planing na to poor honi chaye aur na hi weak hona chaye, har acha plan account ko safe be rak sakta hay aur maximum profit earn karny me be helpful hota hay, risk management karna hamari planing ka important part hona chaye agar hamari planing me account balance ki protraction strategy majood nahi ho gi to esi planing fazul be samji jaye gi aur weak be samji jaye gi.
        • #19 Collapse

          Re: jaiza: market ka plain hona kiya zarori ha ?

          Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap log kheriyat se hon gy.
          Ji han dosto yahan per bht achi bat ki ja ri hai me apki bat se ittfaq krta hn agr ap forex trading mein kamyab hona chahty hein to apko aik achi planing kerna hogi or is platform ke rules ko follow kerna hoga tb hi ap is platform per kamyab ho skty hein or acha profit hasil ker ke acha career bana skty hein forex aik world wide business hain hm is mai agar greedy ban k kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik world wide busienss hain hum is mai apny boss ap he hity hain forex pakistan mai legal ban cuka hain forex mai hum pairs maai or currency mai kam kar sakty hain forex aik wasee business hain forex aik world wide busienss hain forex aik legal busienss hain.THANKX
          • #20 Collapse

            Re: jaiza: market ka plain hona kiya zarori ha ?

            Assalam o alikum forex member agar hum na forex ma kam kr na ha too hum ko is market mein apna ek plan banaa lena chahie agar hum is market mein hi kam karta hain to is market mein koi fayda nahin hota fayda tabhi hota hai jab ham ke ache se iska istemal karte hain aur hamen ki dafa loss bhi ho jaega to masla ho jata hai magar jab aap is market mein plus mein plan banaa lete hain aur uske bad kam karte hain to aap jarur kamyab hote hain isliye hamen chahie ke hamen market ki movement ko samajhna hoga aur ko bhi samjahna hoga aur samjahkar soch kar kam karna hoga taki ham kamyab ho sake to he forex pakistan mein lagal ban chuka hai aur france mein ham pears mein aur currency main kam kar sakta hain forex market bhot ache markrt ha as m,a hum kam kr k bhot fada hasle kr sakta ha
            • #21 Collapse

              Re: jaiza: market ka plain hona kiya zarori ha ?

              Assalamu Alaikum dear members market ko check karne ke liye aap planning banaa liya Karen jab aap planning se kam karenge market ko check karenge to aapko ziyada samajh aaegi agar aap aise ek din chhor kar dosrey din market ko check karenge to Aapka Market ki Katra samajh bhi nahin aaegi aap ek plan banaa le jis ke tahat aap apni market ki movement ko check kiya Karen aur analyse kya Karen ke trade lagana Chahiye ya nahin lagana Chahiye.
              • #22 Collapse

                Re: jaiza: market ka plain hona kiya zarori ha ?

                Market Mein kam karne ke liye hamare pass explain Hona chahie wala admin Subah Hona chahie Ke Is Tarah se aane kam karna hai to Usi Tarah ke tarike se kam Karenge plan ke mutabik kam Karenge to kamyabi Milegi Agar plane se Hatkar kam Karenge to kabhi bhi Kamyab Nahin Ho Payenge to kamyabi Hasil karne ke liye plan ke mutabik kam karna hoga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: jaiza: market ka plain hona kiya zarori ha ?

                  hamy plan bna kar kam karna ho ga then hum kamkar ky earn kar saky gy hum is mai nigt mai bekaam akr sakty hain hum ismai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hamy is mai strategy bana kar use kar ky kam karnaho g a then hum kam kar ky earn kar saky gy hum is mai apny boss kud ap he hty hain yaoi aik international business hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X